Sunday, March 24, 2013

UPTET : LARGER BENCH WILL HEAR TET VD. NON TET CASE ON 3RD APRIL 2013


UPTET : LARGER BENCH WILL HEAR TET VD. NON TET CASE ON 3RD APRIL 2013


SEE NEWS -

NEWS SOURCE : HINDUSTAN EPAPER (24.3.2013)
************************
AS PER SOME INFO WHEN TET VS. NON MATTER SOLVE THEN AFTER THIS ACAD. MERIT VS. TET MERIT MATTER WILL BE SOLVED IN 1-2 HEARINGS AS ALMOST ALL HEARING OF TET VS ACAD. MERIT ALREADY HAPPEN

13 comments:

  1. aajkal jistarah upboard exam mein nakal chal rahi hai aisi halat pichale ded dashak se yahi haal hai.kya sarkar aur judges yeh nahi jaante?kya t.v.aur akhabar nahi dekhte ?sab jaante hai lakin yeh hamare desh ka durbhagya hai ki jinke haath me desh ko sahi disha me le jane ka adhikar hai woh bhi sach ka saath nahi dena chahte.sabko pata hai academic marit se purv me huee bharti me kitane ayogya teacher bharti ho gaye hai jo nakal se high marit hasil karne me kamyab rahe ab jab yogya logon ki bharti ka sahi tarika tet exam paas karna aur uski marit ke base par bharti karna ho gaya hai to na sarkar na hi anya jimmedar log is tarah bharti chahte ha.jab desh ko chalane wale hi desh ko gart me le ja rahe hai toh janta kya kar sakti hai.

    ReplyDelete
  2. aajkal jistarah upboard exam mein nakal chal rahi hai aisi halat pichale ded dashak se yahi haal hai.kya sarkar aur judges yeh nahi jaante?kya t.v.aur akhabar nahi dekhte ?sab jaante hai lakin yeh hamare desh ka durbhagya hai ki jinke haath me desh ko sahi disha me le jane ka adhikar hai woh bhi sach ka saath nahi dena chahte.sabko pata hai academic marit se purv me huee bharti me kitane ayogya teacher bharti ho gaye hai jo nakal se high marit hasil karne me kamyab rahe ab jab yogya logon ki bharti ka sahi tarika tet exam paas karna aur uski marit ke base par bharti karna ho gaya hai to na sarkar na hi anya jimmedar log is tarah bharti chahte ha.jab desh ko chalane wale hi desh ko gart me le ja rahe hai toh janta kya kar sakti hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Pramod brother , I completely agree with you .but what can we do ?it is matter of vote bank .politics has become very dirty I'm our country .court and government both are corrupted in India MS Yadav from Varanasi 8765551251

      Delete
  3. I also passes 10th and 12th from UP board, but do not remember any copying etc taking place in examination hall. Declaring every body passing from UP board as "Nakalchi" is not proper. Similiary Very malpractices were followed in TET, but all of them are not part of so called malpractice. Please leave the decision to court and wait.

    ReplyDelete
  4. vastav me up board ke exam ki gandagi sarkar aur court ko dikhti nahin, sab aankh band karke uttarpradesh ki shiksha ko gart me le jaane ke jimmeddar hai, jab kalyan singh ki sarkar thi to 70 percent marks le aane me jor ho jata tha, par manniya mulayam aur akhilesh ke samay 80 percent to aam baat hai, par unhe aata jaata kuch nahin hai aur academic merit se bharti to total galat hai, kyoki university ke marks me bhi kafi utar chadhav hai to sabse badhiyan tet merit hai.

    ReplyDelete
  5. vastav me up board ke exam ki gandagi sarkar aur court ko dikhti nahin, sab aankh band karke uttarpradesh ki shiksha ko gart me le jaane ke jimmeddar hai, jab kalyan singh ki sarkar thi to 70 percent marks le aane me jor ho jata tha, par manniya mulayam aur akhilesh ke samay 80 percent to aam baat hai, par unhe aata jaata kuch nahin hai aur academic merit se bharti to total galat hai, kyoki university ke marks me bhi kafi utar chadhav hai to sabse badhiyan tet merit hai.

    ReplyDelete
  6. yaar academic bhi to unhi longo ki li ja rahi h jinhone tet paas kiya h aur wo bhi gunank merit se to phir kyu problem ho rahi h tum sab longo ko

    ReplyDelete
  7. bhai ayush singh ye to UP board ki baat hai,CBSE me to bina nakal ke hi 80% aa jate hain,phir gunank ka phanda to waise bhi tel lene gaya

    ReplyDelete
  8. bhai ayush singh ye to UP board ki baat hai,CBSE me to bina nakal ke hi 80% aa jate hain,phir gunank ka phanda to waise bhi tel lene gaya

    MNo. 09810476479

    ReplyDelete
  9. lagta hai 3 april ko faisla yahi ayega ki TET phir se karani hogi n 2011 wali cancel

    ReplyDelete
  10. lagta hai Non TET ke favour me jane wala hai faisla

    M.No. 09810476479

    ReplyDelete
  11. recruitment as it is rahna chahiye

    ReplyDelete
  12. bhai mujhe koi ye batayega ki gunank me CBSE wale se UP Board ka kya mukabla,UP Board wala to door door tak nahi dikhai deta

    MN0. 9808664433

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.