Tuesday, May 21, 2013

UPTET : टीईटी में अपात्र लोगों के शामिल होने संबंधी याचिका खारिज


UPTET / BTC : टीईटी में अपात्र लोगों के शामिल होने संबंधी याचिका खारिज


इलाहाबाद : इलाहाबाद उच्च न्यायालय ने टीईटी-2011 में अपात्र लोगों के शामिल होने संबंधी याचिका खारिज कर दी। अदालत ने कहा कि याची खुद इस परीक्षा में शामिल थे और असफल रहे हैं। अब इस पर उंगली उठाने का उन्हें अधिकार नहीं है।

यह आदेश न्यायमूर्ति एपी शाही ने देवी प्रसाद व चार अन्य की याचिका पर दिया। याचिका में कहा गया था कि टीईटी -2011 में बीटीसी-2010 बैच के ढाई हजार ऐसे अभ्यर्थी शामिल हुए थे जो उस समय दूसरे सेमेस्टर में थे। उन्होंने चार अक्टूबर-2010 के शासनादेश का उल्लंघन किया है जिसमें कहा गया था कि सिर्फ अंतिम वर्ष के छात्र ही टीईटी दे सकेंगे। अभ्यर्थियों ने तथ्य छिपाकर परीक्षा दी और उत्तीर्ण भी हुए। उन सबका प्रमाणपत्र रद किया जाए


11 comments:

  1. aajeeb court ke new new decision hote rahte h ye baat pahle nahi samjh aayi up govt ko kash pahle pata chal jata to etna hum jaise anek b.ed tet paas ko wait nahi karna padta yaar....

    ReplyDelete
  2. Iss decision ka matlab ye hua ki koi bhi rules ke virudh apply kar sakta hai, Jai Ho...

    ReplyDelete
  3. Isaka matalab ye huva ki gov ke khilap sare case kharij ho jayenge

    ReplyDelete
  4. BHAIO ISKA MATLAB YEH HAI KI SABKO APNI JAAN PYARI HOTI HAI JUDGE BHI TO AKHIR INSAAN HAI USKO BHI TO DAR HAI KI SACH BOL DIYA TO USKO GOLI MAAR DI JAYEGI ISLIYE WO LOG APNI GARDAN BACHANE KE LIYE AISE BACHKAANE DECISION DE RAHE HAI

    ReplyDelete
  5. court nirnay karne me tatpar nahi hai.
    Nyay milane me deri bhi annyay hai.

    ReplyDelete
  6. kum se kum 2000 to case hi darj hue honge..........itni galtiyan .....we need educated people in our governance, court bechari agle 10 saal tak case niptayegi ....vakilon ki chandi ho jayegi

    ReplyDelete
  7. are bhai kesi nai sarkar aur kesa stay?anudeshkon me to sirf BA paas rakh lie gaye aur ab junior k lie scince wale b B.Ed+TET chahiyen.kya kala aur home sci.,B.ped,BCA walon k lie ye zaruri ni?Anudeshak bharti par stay kyun ni laga?

    ReplyDelete
  8. Richa ji apko jankar kushi hogi ki BPEd wale Tet mein shamil hone ke liye high court gaye the jahan unhe permision hi nahi mili. Bped ki yogyta B Ed se kam nahi hai, jaise bed wale primary education ke ayogya hain vaise hi bped wale fark sirf itna hai ki Bed walo ko primary me akhiri mauka diya gaya aur bped walo ko nahi diya gaya, 2004,2007,2008 me bped walo ko shamil kiya gaya to ab kyon nahi, kya koi survey hua hai ki bped dhari primary teacher kam padhate hain, ek sarkar aur court ne bped dharko se majak kiya hai aur ab aap bhi inhe sadharan BA pass se jodkar inka majak uda rhi hain.

    ReplyDelete
  9. shi kha but ye to pehle hi clear tha k without tet is noe eligible .

    ReplyDelete
  10. Anildeep ji hum kahan B.Ped walon ki mazak uda rahe hen.balk hum to unhe B.Ed walon k barabar lana chahte hen tbi to keh rahe hen k unka b TET karaya jaye.jesa k rule h 2010 k baad wale TET pass hon.

    ReplyDelete
  11. court ka yhi sachcha nyaya hoga ki 2011 ke vigyapn ke adhar pr hi bharti ho, nhi to kitne forward caste ke log age ke adhar pr bahr ho jayege,to kya unka forward hona koi gunah h. kya unke sath anyaya nhi hoga. koi political parties unki sudhi lene wali nhi h, par court to nyaya ka mandir h ji, wha jat-pat ke adhar pr decision nhi hone chahiye. uptet 2011 me honestly achche marks paane walo ka kya gunah h jinhe age k adhar par bahr kr diya jaye. to manniya court se mera yah vinamra nivedn h ki political parties ki tarh jat-pat se upar uthe aur sabko saman nyaya pradan kre, nhi to nyaya vyavastha se vishwas uth jayega aur yhi baat dil me koudhegi ki yha nyaya bhi bikta h jo bhut pirakari hoga.... JAI HIND.....

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.