Tuesday, July 2, 2013

UPTET : टीईटी व अकादमिक मेरिट विवाद और 72825 शिक्षकों की भर्ती


UPTET : टीईटी व अकादमिक मेरिट विवाद और 72825 शिक्षकों की भर्ती 



सूत्रों के हवाले से खबर आ रही है कि -

टी ई टी व अकादमिक मेरिट विवाद , जो कि न्यायमूर्ती हरकोली जी कि अदालत में सुना जाना था , 
अब बेंच बदल गयी है और न्यायमूर्ती हरकोली जी के स्थान पर न्यायमूर्ती महापात्रा केस को  देखेंगे 


As per information by Rakesh Mani Tripathi -
*********
Tet sathiyo
namaskar
TET update
(1)- Harkauli g ki bench badal gayi.
(2)- apna case ab justice Mahapatra g denkhege.
(3)- Allahabad me science faculty k "vijajnagaram hall" me 06/07/2013 ko din me 1 baje pradesh astriya meeting aahoot ki gayi hai jisame sabhi tetians ki upasthiti prarthaniy hai.
(4)- advocates fee swanyam aakar de kisi k account me dene kind jarurat nahi (lag hag 1 lakh kind jarurat hai)
Ap sabhi ka sahyog apexit hai.
Jay TET
-------------------

Vinay Pandey Allahabad
Breaking news...court no.33 ki ki judgo ki bench huyi change..ab judge mahapatra aur sunita agrawal sunege apna case...ye khabar s.k. Pathak ke acording hai..isase hamare case par koi prabhav nahi padega kyuki 4 feb ke stay order ke 3 point jo hai wo nischit hi majbut pax ke rup me aage v rahege.jai tet

After this discussion on FB is -

Like ·  · Follow Post · 41 minutes ago via mobile
Kanpur UP Tet and 4 others like this.

Pankaj Chaudhary achanak bench kyu change ho gai..
40 minutes ago via mobile · Like

Ashish Srivastava bhaai ye breaking news nahi heart breaking news hai...
39 minutes ago via mobile · Like

Amol Misra kya ye niym ke anusar hua hai
39 minutes ago via mobile · Like

Amit Kumar Singh Ho gaya kalyan, ab TET merit nahi banegi 100% sure..
38 minutes ago via mobile · Like

Santosh Chaturvedi ??????
37 minutes ago via mobile · Like

Akhilesh Kushinagar Tet to kya ye suru se sunwai karenge ya 8 ko bahas ke baad nirnay surakshit karenge.
37 minutes ago via mobile · Like

Shreya Bhaskar fir se date k liye taiyar ho jao
36 minutes ago via mobile · Like

Amit Kumar Singh Kuchh nahi hoga ab sab kuch khatm..
35 minutes ago via mobile · Like

Rana Yadav Gadho ko afwah failane ka ek aur chance mil gya hai is changing se we ab kahenge ki yah sab gov ki chaal hai.
35 minutes ago via mobile · Like · 1

Vinay Pandey Allahabad Bench july me axar change hoti h jo niymanusar hi h
34 minutes ago via mobile · Like · 1

Sneha Sharma antim samay jajo ki bench change karne ka kya karan hai?kya ye naye jaj sarkar k favour me case ko nahi mod denge?ye galat hua.aisa nahi hona chahiye tha.oh god help us..it is not a breaking news,it is heart breaking news if it is truth.
33 minutes ago via mobile · Like

Kanpur UP Tet Kuch nahi hoga tet merit hi banegi.jay tet merit.
33 minutes ago via mobile · Like

Shreya Bhaskar Isse hmare case pe frk to pdega hi qki inhe bhi revise k liye time chahiye hoga.....
32 minutes ago via mobile · Like

Gopal Ji Verma Niyan ho ya na ho.. Ab to fir date pe date... Agar 1 ko sunvai ho jaati to kuch to hota...
31 minutes ago via mobile · Like

B.r. Pathak hame harkauli ji majdhar me chhod ke chale gaye, yahi ham log unka gungaan kar rahe the.
30 minutes ago via mobile · Like

Rana Yadav Koi fark nahi prne wala,L.B. se already hum jeet chuke hai.
29 minutes ago via mobile · Like

Vinay Pandey Allahabad Do'nt worry mahapatra v ek senior judge h
28 minutes ago via mobile · Like · 3

Santosh Kaushal Vinay bhai,mere post ko approv kijiye.
27 minutes ago via mobile · Like

Santosh Kaushal Vinay ji aap mere post ko approv kou nahi ker rahe hai..
25 minutes ago via mobile · Like

Sneha Sharma kahi aisa na ho ki ye dono jaj tondan k order ko repeat kar de.lagta hai ab bhagwan se bharosa uth jayega.
24 minutes ago via mobile · Like · 1

Shiv Sekhar Jaiswal jo v ho bharti jald ho
20 minutes ago via mobile · Edited · Like

Rajaram Yadav court no.33 me harkauli ji ke saath manoj mishra baithenge.....jabki court no.3 me mahapatra ji ke saath Rakesh Srivastava ji baithenge waise possible hai ki 2 p m ke baad 33 me hi hamara case suna jaaye so wait for listing of case.....waise bhi harkauli ji ke baad mahapatra ji hi senior judje hain so d'nt be panic...agar case 33 me hi list hua to harkauli ji aur manoj mishra ji sunenge aur court no.3 me listing hua to mahapatra ji aur rakesh srivastva ji sunenge...
22 minutes ago · Edited · Like · 3

Rameshwar Giri 4 feb ko jo writ dali gyi thi wo 3 points kaun 2 se h
22 minutes ago via mobile · Like

Santosh Chaturvedi maine pehle b kha h aur aaj b keh rha hu...satya kisi harkauli ya tondon ka mohtaj ni h...
19 minutes ago via mobile · Like · 2

Rana Yadav Kya baat kar rhi hai Sneha g,TONDON Ne to tet marks ke importance ko gov ke upar chhor diya tha jbki larger bench pahle hi ise compulsory kar diya hai.think positive
18 minutes ago via mobile · Like · 2

Rana Yadav Kya baat kar rhi hai Sneha g,TONDON Ne to tet marks ke importance ko gov ke upar chhor diya tha jbki larger bench pahle hi ise compulsory kar diya hai.think positive
18 minutes ago via mobile · Like

Santosh Chaturvedi mahapatra ho ya harkauli jee....jeet satya ki hi hogi..educated h aap sbhi....dhairya n khoye...
17 minutes ago via mobile · Like · 4

Santosh Chaturvedi bench badlne se sirf ek nuksan ho skta h...time thoda jyada lag skta h..
15 minutes ago via mobile · Like · 1

Brijesh Yadav ho gya bantadhaar...gov ki chal k through sb hua..
15 minutes ago via mobile · Like

Puneet Tiwari ek aur twist
9 minutes ago via mobile · Like

Ashwani Shukla yadav ji kyon nirasatmak baat kar rahe hain ? apne sath sabhi ka dhairya banaye rakhkhe...apna çuse harkauli ji ke sath tiedup rahega,bcoz it has heared 99 % ...
6 minutes ago via mobile · Like

B.r. Pathak dhairya ka dhairya bhi jab javab dene lage to kaun bachaye ?
6 minutes ago via mobile · Like

Ashwani Shukla apke sath such hai pathak ji..,.
4 minutes ago via mobile · Like

Anwar Khan gudank jindabad
3 minutes ago via mobile · Like



***********

काफी अभ्यर्थी ये मान कर चल रहे हैं कि -
इलाहबाद हाई कोर्ट कि ट्रिपल बेंच ने जिस प्रकार टी ई टी के अंको को चयन में उपेक्षा न करने वाली बात कही है व चयन पद्दति के बारे में जो बातें कही हैं  उसका असर डबल बेंच के निर्णय में भी दिखाई देगा ।

No comments:

Post a Comment

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.