Saturday, August 31, 2013

Upper Primary Teacher Recruitment UP : उत्तर प्रदेश जूनियर शिक्षकों की भर्ती का सर्वे आकलन


Upper Primary Teacher Recruitment UP : उत्तर प्रदेश जूनियर शिक्षकों की भर्ती का सर्वे आकलन 


UPTET  / टीईटी / TET Teacher Eligibility Test Updates /   





आपके अनुमान के  लिए , एक सर्वे का आयोजन कर रहे हैं , जिसमें निम्न लिखित प्रश्न होंगे -

कृपया आप अपनी सही  जानकारी दें 

यह प्रश्न ब्लॉग के दायीं व बाएं तरफ हैं 



1. आप जूनियर भर्ती की  किस केटेगरी में है 

साइंस 
मैथ्स 


2. आपका जूनियर भर्ती में गुणांक मैथ्स  में कितना है 


3. आपका जूनियर भर्ती में  गुणांक साइंस में कितना है 



4. आप जूनियर की किस जिले से भर्ती के इच्छुक हैं -

(A) इलाहबाद 

(B) कानपुर 

(C) वाराणसी 

(D) लखनऊ 

(E) आगरा 

(F) मेरठ 

(G) नॉएडा 

(H) झाँसी 

नोट - यह पोल /सर्वे लोगों द्वारा जानकारी पर आधारित होगा और 
इस पोल /सर्वे  में लोगों द्वारा दी गयी जानकारी गलत भी हो सकती हैं ।  यह पोल /सर्वे सिर्फ लोगो द्वारा दी गयी जानकारी का अनुमान होगा 
अत : आपको भर्ती में आवेदन अपने स्व विवेक से करना चाहिए । बहुत से लोग ऐसे भी हैं , जो इस भर्ती को अपने लिए उपयुक्त नहीं पा रहे हैं और सर्वे में जानकारी गलत भर के गुमराह कर सकते हैं , इसलिये इस अनुमान पर  सावधानी बरतने  की जरूरत है



138 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Vinod kumar vishwakarma 67.80 science obc jaunpur

    ReplyDelete
  3. Expected Cutoff for junior Science math teacher Recruitment 2013:

    General category candidates / UR unreserved: : 72% to 75%
    OBC: 70% to 75%
    SC: 65% to 70 %
    ST: 60% to 65 %

    ReplyDelete
  4. Please mujhe koi ye bataye ki m bca b.ed aur junior tet pass ho but inter arts side se ho to m sience m form dAlo ya math m.

    ReplyDelete
  5. Please mujhe koi ye bataye ki m bca b.ed aur junior tet pass ho but inter arts side se ho to m sience m form dAlo ya math m.

    ReplyDelete
  6. Please mujhe koi ye bataye ki m bca b.ed aur junior tet pass ho but inter arts side se ho to m sience m form dAlo ya math m.

    ReplyDelete
  7. kya ladkiyo k liye lag se arakshan hota hai

    ReplyDelete
  8. Kya b.sc maths wale science and math dono se aply kar sakte hai?

    ReplyDelete
  9. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  10. plz koi btao ki upper primary ki merit kaise banegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. Highschool 10%+ inter 20%+ graduation 40%+ b.ed theory aur practical k alag-alag 12,6,3. Exa- agar theory aur practical dono me first divi.hai to 12+12,theory 2nd aur practical 1st to 6+12, yadi third hai to 3+12.

      Delete
  11. GO me saaf kaha hai ki agar 12th me science stream hai to bca wale form bhar sakte hai anytha nahi.

    ReplyDelete
  12. u r 100% right. Bca walo k liye ek condition hai inter me science must hai.

    ReplyDelete
  13. anirudh 72.6 % obc koi chance hai kya?...
    actually main aligarh muslim uiversity se bsc(physics)(honours) hun. please koi mujhe ye batayega ki kya main maths aur science donon me apply kae sakta hun,kyunki final year me physics walon ke pass sirf physics hi hoti hai aur degreeunhen physics honours ki milti hai....plz clear someone if he/she knows about it.

    ReplyDelete
  14. Alok sir iska matlab h ki mai nahi to science m form dal sakti hu aur nahi math m.ya math m form dal sakti hu.please give me answer.

    ReplyDelete
    Replies
    1. SO SAD UPASNA ! U R NOT ELIGIBLE 4 SCI AND MATH. SORRY. WAISE APNI SANTUSHTI K LIYE GO DEKH LO. AGAIN SORRY.

      Delete
  15. Junier ki merit 10% 20% 40% 30% ki gunak merit banagi

    ReplyDelete
  16. I also have one question Alok,
    I am B Sc (PCM) and B Ed (Mathematics), UP TET 2011 (Upper) so would I be eligible for Science teacher and should I apply for both Maths and Science ?
    Please answer

    ReplyDelete
  17. I also have one question Alok,
    I am B Sc (PCM) and B Ed (Mathematics), UP TET 2011 (Upper) so would I be eligible for Science teacher and should I apply for both Maths and Science ?
    Please answer

    ReplyDelete
  18. Alok sir muzhe bataye ki mene b.sc in medical lab technology se ki h 12th me p c m tha upper tet pass hu b ed hu kya main form dono sc mths me dal sakta hu

    ReplyDelete
  19. Alok sir muzhe bataye ki mene b.sc in medical lab technology se ki h 12th me p c m tha upper tet pass hu b ed hu kya main form dono sc mths me dal sakta hu

    ReplyDelete
  20. alok sir bataiye ki mera b.sc math se hoon .aur mera gunak 56.88 ban raha h.koi chance hai ki nahi.aur female group m kuch vatage melaga ki nahi.aur m sci aur math dono group m kaya apply kar shakti hoon kaya.plz koi reply kar ke bataye.plz...

    ReplyDelete
    Replies
    1. ISARAR KAM SE KAM 50 DIST SE FORM FILL KARO. GUNANK KI DETAIL ISI POST PE UPAR HAI,DEKH LO.

      Delete
  21. is baar junior vaccancy ka gunak kaise banega .plz reply .

    ReplyDelete
    Replies
    1. GUNANK PROCESS KO ISI POST PE UPAR BATAYA HAI. CHECK KARKE CALCULATE KAR LO.

      Delete
  22. obc science merit :64.57 please bataye mera kya chance rahega

    ReplyDelete
  23. hello sir ji... I've pcm(physics, computer si. Nd maths) in B.Sc. Nd in B.Ed( science nd maths). So pls tell me can i applied for both science nd maths...

    ReplyDelete
  24. Sir general science 63.23 kya chance hai

    ReplyDelete
  25. Replies
    1. SANDEEP BHAI TUMKO KYA KAHNA EKDAM SURE. MAST-BINDAS.

      Delete
  26. Alok sir mera gunak 58.999 % hai
    Cat.- SC, only science mera marg darshan bhi krein please

    ReplyDelete
    Replies
    1. SUNDER BHAI,CHANCE TO HAI BUT ADHIK SE ADHIK DIST ME FORM FILL KARO. JARUR ACHHA HOGA.

      Delete
  27. JINKA 65 SE KAM HAI SHAYAD HI UNKA NO AYE. MIND IT

    ReplyDelete
  28. science obc 61.75 ke liye kya chance hai

    ReplyDelete
  29. SINGHNITIN ASHISH ! DO'NT WORRY SURE HOGA.

    ReplyDelete
  30. Sir ye btaye ki jb prt ka a hi base of salection nhi clear hai to jrt ka kaise karenge

    ReplyDelete
  31. alok sir mera dost ka sci (Obc)main 60.26 hai.koi chance hai ki nahi.

    ReplyDelete
  32. sir mera obc math me 67.4 h kya mera chance h plz tell me

    ReplyDelete
  33. Kya b.sc (ZBC) wale science and math dono se aply kar sakte hai?

    ReplyDelete
  34. SIR CTET ME OBC 83 MARKS ME APPLY KAR SKTA HU

    ReplyDelete
  35. israr apne friend se kaho adhik se adhik dist me form fill kare. Jyada chinta ki baat nahi. 1st coun.me ku6 nhi hoga. 2nd coun.se merit low hogi.

    ReplyDelete
  36. 110% chance hai. Waise bhi tum akhilesh yadav ho... It's joking yaar.

    ReplyDelete
  37. Sir,mera gunank 57.92 obc science hai. kya mera koi chance ho sakta hai?

    ReplyDelete
  38. BADI PROBLEM HAI JITENDRA. 50 DIST SE KAM FORM FILL MAT KARNA ADHIK HO JAYE KAM NAHI.KAHI NA KAHI HO JAYEGA 3rd COUN. ME.

    ReplyDelete
  39. i belongs to sc,,,
    science gunank 65.37 hain
    kitne zilo se form dalna thik rahega?? ho bhi payega ya nahi????

    ReplyDelete
  40. 10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se..

    ReplyDelete
  41. Alol sir btc m theory. Practical charo sem m count karna ha ya 4th.sem pura practical hota bakaya teeno sem theory 1sf"2nd"3rd"teeno sem me practical part bhi hota h pls reply

    ReplyDelete
  42. Alok kumar ji name write m mistak ho gai sorry

    ReplyDelete
  43. alok sir plz bataye ki obc 61% science ka kya ho sakta hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. gautam tumhara ho sakta hai but tumhe patience rakhna hoga aur adhik se adhik dist se apply karna hoga. Kam se kam 40 dist se.

      Delete
  44. alok sir plz tell me10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se science 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se.kitni jagah form dalna sahi rehega..???

    ReplyDelete
  45. alok sir plz tell me10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se science 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se.kitni jagah form dalna sahi rehega..???

    ReplyDelete
  46. Alok sir mera gunank 61 science general hai. Mera kya chance hai . Mujhe kitne distt me bharna chahiye

    ReplyDelete
  47. rajeev bhai,aap border pe ho so aapko 50 dist kam se kam apply karna hoga tab lagbhag kam risk rahega. Good luck Dear.

    ReplyDelete
  48. ek baat aur 5 dist jaha seats kam hai waha jarur apply karna. Isase ku6 khone ka risk nahi balki ku6 pane ki aasha hai. Samjhe to thik warna ham blog pe samajha nahi payenge waise tum samajh jaoge.

    ReplyDelete
    Replies
    1. merit is bar ki hogi anumanit sci gen-60% ,obc -57%,sc-54% math gen-59%,obc-56 ,sc-50-48 ja sakti h

      Delete
  49. AAP GALATFAHAMI ME HO AJAY BHAI MATH KI MERIT SCIENCE SE ADHIK HOGI. CHAHE CALCULATE KAR LO. MATH WALE FIRST COUNS.ME SABKO DARA DENGE. USKE BAAD 2ND COUNS.SE CONDITION CHANGE HOGI.

    ReplyDelete
  50. Alok ji, 64.50 science General ka kya change hai , Kitne District se form bharna chaiye ..

    ReplyDelete
  51. TANUJA JI AAPKA SURE HOGA. HAME YE ANDAJA HAI KI KITNI MERIT SCI YA MATH KI JAYEGI.BUT PROBLEM HAI BLOG PE KAI LOG DISTURB HO JAYENGE. AAP 20-25 DIST ME APPLY KARO. AAP MALE HOTI TO 10-15 DIST ME JYADA APPLY KARNA PADTA. GOOD LUCK TANUJA.

    ReplyDelete
  52. Thanks ..Alok ji,
    Kya girls ko koi reservation milta hai...?

    ReplyDelete
  53. ok gautam bhai. Bas aap log select ho jao,hame dili khushi hogi. Good luck Dear.

    ReplyDelete
  54. Sceince. 68.33 obc.
    Sir kitne jagah se form dale

    ReplyDelete
  55. SUMAN CONGRATES ! ONLY 10-15 DIST SE APPLY KARO. GOOD LUCK.

    ReplyDelete
  56. sir science 64.3obc
    40 jagah se form bhara hai
    kya chance hai

    ReplyDelete
  57. ARE BHAI HAME TO TUMHARA NAME HI SAMAJH ME AAYA. PURE CHANCE HAI. EK KAAM KAR SAKTE HO TO KAR LO 2-4 DIST JAHA SEATS KAM HAI WAHA SE BHI APPLY JARUR KAR DO. GOOD LUCK DEAR.

    ReplyDelete
  58. sir mera 67.4 h obc math me mujhe kitne distt se apply karna chahiye.sir 1st counsl me mera chance h kya

    ReplyDelete
  59. i am Rahul belongs to sc
    i have filled the forms of 57 districts
    mera gunank {65.35 science} ban raha hai
    alok bhai maine apni taraf se koi kami nahi chhodi,
    aapko kya lagta hai kuch hoga ya nahi,
    mujhe to sirf dar lagta hai..

    ReplyDelete
  60. ---------- Forwarded message ----------
    From: basic parishad
    Date: Mon, 2 Sep 2013 15:36:30 +0530
    Subject: Re: Upper Primary Teacher Recruitment
    To: Deena Nath

    only for the science


    On Sun, Sep 1, 2013 at 10:36 PM, Deena Nath wrote:

    > Sir,
    > I request you to please help me regarding the information as below:
    > I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
    > 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
    > I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
    > Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
    > Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher. Please
    > help me it's the matter of my carrier and Life. Please.

    ReplyDelete
  61. > Sir,
    > I request you to please help me regarding the information as below:
    > I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
    > 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
    > I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
    > Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
    > Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher.

    ReplyDelete
  62. RAHUL DO'NT WORRY. TUMHARA FIRST COUNS. ME HOGA. KOI DAR NAHI HAI. BINDAS RAHO.110 % CHANCE HAI. TUMHARA TABHI NAHI HOGA JAB BHARTI NAHI HOGI AUR AISA HONA POSSIBLE NAHI HAI SO DO'NT TAKE TENSION ONLY ENJOY. GOOD LUCK DEAR.

    ReplyDelete
  63. ALOK BHAI PLEASE TELL ME
    > Sir,
    > I request you to please help me regarding the information as below:
    > I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
    > 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
    > I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
    > Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
    > Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher.

    ReplyDelete
  64. YOGENDRA BHAI AAP ITNA COMPLEXIVE KYO HAI,BHAI AAPKO MAINE KAI BAAR REPLY KIYA AAP 110% ELIGIBLE HO MATH AUR SCIENCE DONO K LIYE. BHAI AAP CONFUSE MAT HO. AGAR HAMNE GALAT INFORMATION TUMHE DI TO,I PROMISE HAM BLOG PE HI RAHENGE TAB TUM HAMSE KAHNA. AGAR MERA REPLY MIL JAYE TO HAME INFORM JARUR KARNA. GOOD LUCK BHAI.

    ReplyDelete
  65. YOGENDRA BHAI AAP ITNA COMPLEXIVE KYO HAI,BHAI AAPKO MAINE KAI BAAR REPLY KIYA AAP 110% ELIGIBLE HO MATH AUR SCIENCE DONO K LIYE. BHAI AAP CONFUSE MAT HO. AGAR HAMNE GALAT INFORMATION TUMHE DI TO,I PROMISE HAM BLOG PE HI RAHENGE TAB TUM HAMSE KAHNA. AGAR MERA REPLY MIL JAYE TO HAME INFORM JARUR KARNA. GOOD LUCK BHAI.

    ReplyDelete
  66. Alok Sir mera general maths main 63.54 hai mere kya chances hain please reply -khushi

    ReplyDelete
  67. khushi aap to obc ho, am i correct? Aapka sure ho jayega but be careful,30-35 dist kam se kam aap apply karo. Usme 2-4 dist kam seats wali dist me bhi apply jarur karna. Sure ho jayega. Waise aap kis dist se ho,tell me. Shayad usase ku6 aur clear ho sakta hai. Do'nt worry. Good luck KHUSHI. TUMHE KHUSHI JARUR MILEGI.

    ReplyDelete
  68. No Sir i am from general Category .Please tell my chances then

    ReplyDelete
  69. aap koi surve bhi to kar rahe the wo kaha gaya.... ham to usi ka wait kar rahe hain

    ReplyDelete
  70. @Alok Sir General Category main Maths ka kya cut off jayega

    ReplyDelete
  71. Rahul bhai kya aap mujhse surve k liye pu6 rahe ho kya? Tell me.

    ReplyDelete
  72. khushi gupta aap gen ho? Kaun si gupta ho? Strange yaar ! Aap sure select ho jaogi. Gen ho to 40-45 dist kam se kam apply karo. Aapke chance hai 100 %. Good luck dear.

    ReplyDelete
  73. Sir kya junior ki bharti to complete hogi

    ReplyDelete
  74. positive to rahna hi padega Suman. Ummid to hai ki bharti puri hogi.

    ReplyDelete
  75. alok sir plz tell me10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se science 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se.kitni jagah form dalna sahi rehega..???

    ReplyDelete
  76. ASHISH SITAPUR ME TUMHARA HO JAYEGA YAAR AUR TUMHARA HONA TO 101% SURE HAI BUT 10-15 DIST SE FILL KAR DO,ISASE APNE KO SATISFACTION BHI RAHEGA AUR KISI TARAH KA RISK BHI NAHI RAHEGA. SAMAJHE DEAR.

    ReplyDelete
  77. ji aalok bhai surve k liye hi puch rahe hain....

    ReplyDelete
  78. Alok Sir main baniya hoon aur Maths and Science dono k liye apply kar sakti hoon 63.54 per maths and science dono se apply karne pe mujhe kam se kam kitne jile bharne honge.Science k liye general ka cut off kya jayega?

    ReplyDelete
  79. khusi maine aapko bataya hai ki 40-45 dist se apply karo. Aapka sur ho jayega.Do'nt worry. Please cut-off ko mat puchho mai blog pe nahi bata paunga. Ek baat pu6e bura na mano to ham bhi gupta hai but obc me aur tum gen.me. Ho sakta hai tum agrahari ho. Koi baat nahi, Good Luck.

    ReplyDelete
  80. hello its tripti i had applied in 20district and my merit is 69.374(science) how much possibilities are for me in this vacancy

    ReplyDelete
  81. I AM B.Sc (PHY,CHEM,MATHS) CAN I APPLY FOR SCIENCE & MATHS BOTH

    ReplyDelete
  82. YES,NARESH JI ! U CAN SURELY APPLY IN BOTH(MATH & SCIENCE). GOOD LUCK.

    ReplyDelete
  83. ANSHUMAN JI ! UR MERIT IS VERY GOOD SO DO'NT WORRY. 101% POSIBILITIES 4 U IN UPRT & U HAVE APPLIED IN SUFFICIENT DIST IN UPRT SO ENJOY IT. BEST OF LUCK.

    ReplyDelete
  84. kripank k number jod k likhu ya nhi bahut problem hai please tell me

    ReplyDelete
  85. kya 67.97 scince, gense 7 jagah se form bharna safe rahega?

    ReplyDelete
  86. ab ghanta kisi ka kuch nahi hone wala,, kuch bhi bharo mat bharo,,, kyuki ye bharti bhi court ki bhet chadh gayi hai......

    ReplyDelete
  87. jo log court me jakar writ dal rahe hain unka beda gark ho,,,, jahannum mile saalo ko or waha bhi wo sarkari mastar hi bane aisi meri dua hai....

    ReplyDelete
  88. ASHISH TUM BAHUT BADMASH HO. ARE YAAR MUJHE CHHOTA BHAI SAMAJHO. BUT TUM ITNE CONFUSE KYO HO AUR KANJUSI KYO KAR RAHE HO? KAM SE KAM 3 DIST SE AUR FILL KARO. TUMHE ITNA REPLY KIYA HAI TAB BHI. CHALO KOI BAAT NAHI BHAI HO. WAISE MAINE PAHLE JO TUMHE BATAYA THA WO NO RISK K LIYE THA. AB BHI KOI RISK NAHI HAI. HA UPRT KI BHARTI HAR HAAL ME HOGI CHAHE JITNI WRIT PADE. GOV KI NITI HAI KU6 DIN DELAY KARNA. 2 LOOSE POINT GOV NE JAAN K KIYA HAI WO JAB CHAHE 1 DAY ME PROBLEM SOLVE. SO DO'NT WORRY. NO TENSION. BINDAAS APPLY KARO. BHARTI HOGI,HOGI AUR JARUR HOGI. RUMOURS PE DHYAN NA DO.

    ReplyDelete
  89. alok ji thnx for reply but i m already govt. servant in a good post..this is my wife's gunak and she can't go everywhere in up that's why i was talking about sitapur...kanjusi ki koi baat nahi hae .

    ReplyDelete
  90. best of luck 4 ur wife ashish dear. Sirf satisfaction k liye maine kaha tha k 3 dist aur apply kar do. Ye mai bhi janta hun ki ek bhi dist me ho sakta hai. 7 dist kam nahi hai. Agar meri kisi baat se hurt hue ho to sorry brother.

    ReplyDelete
  91. alok sir plz tell me what are chance in upper primary teacher I have 63.82 marks by gudank method for both Math and science for Obc category.

    ReplyDelete
  92. alok sir plz tell me what are my chance in upper primary teacher recuritment. Sir I have 63.82 marks by gudank method.i am apply both Math and science for Obc category.

    ReplyDelete
  93. syed aapka 1st couns.me ho jayega. Aap dff me ho mai bhi dff me hi hun but not in uprt.

    ReplyDelete
  94. yashpal aur shivpal bhai aap dono ek hi ho kya? Aap 30 dist me kam se kam apply kare. Sure hoga lekin 30 se kam na ho. Good luck.

    ReplyDelete
  95. hello sir aapse ye jaanna tha ki yadi sc male categry mai math nd science se form kitne daale jaaye..yadi percentage ka gudank 53.54 hai to..
    kya no aane ka chance hai

    ReplyDelete
  96. bhai aap jitne jagah apply maximum karna hai kar digiye. Mai aap ko best of luck hi kah sakta hun. Ek kaam kariyega jis dist me kam seats hai waise 5 dists me apply jarur kare.

    ReplyDelete
  97. alok ji mera maths se gunak 71.04 general hai bt maine 5 dist se hi apply kiya h koi chance hai to btaiye...plz

    ReplyDelete
  98. alok ji mera gunank 62.18 science gen category se hai
    mere liye kya advise hai.

    komal gupta

    ReplyDelete
  99. my gudank is 72 can i select & i have applied for 6 district

    ReplyDelete
  100. are alokji kanha gaye gayab hi ho gaye pls come on site

    ReplyDelete
  101. Mera uptet clear nhi but ctet 2013 clear kya jisk a result only n rgstrsn ki starting date se do din baad aya tha',
    Mene 26 distrct s aply kiya h,
    Kya m in vacncy k liy elgbl hu or obc m science side s 67.02 gunak h to kya chanc h

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.