Thursday, August 1, 2013

UPTET 2011 शिक्षक भर्ती की सुनवाई टली, अगली तारीख 6 अगस्त


UPTET 2011 शिक्षक भर्ती की सुनवाई टली, अगली तारीख 6 अगस्त

उत्तर प्रदेश में प्राथमिक शिक्षको की लटकी हुई भर्ती अभी लटकी रहेगी| इलाहाबाद हाई कोर्ट में आज भी मामले की सुनवाई नहीं हो पाई| अगली तारीख 6 अगस्त लग गयी है



29 comments:

  1. Kya BED wale itne kamzor hai ki Sikhsa Mitro ko Bina TET Naukri hathiyane denge

    ReplyDelete
    Replies
    1. tumhare jaisi soch rakhne walo ke karan aaj tak hum logo ka bhala nahi hua, jitna dimag s.m. ka virodh karne me lagaya utna apne liye lagaye hote to aaj master ban chuke hote

      Delete
    2. tumhare jaisi soch rakhne walo ke karan aaj tak hum logo ka bhala nahi hua, jitna dimag s.m. ka virodh karne me lagaya utna apne liye lagaye hote to aaj master ban chuke hote

      Delete
  2. hath par hath dhare rkhne se kuchh nahi milega. Ab samy aa gaya hai apne hak ki ladai ladne ka, jis parkar aarchhan wale apne hak ke liye lade aaur kor ne turnt phaisla liya, yadi usi parkar sab log milkar 4 augast ko ek vishal dharna pardarshan karke es nikami sarkar ko muhtod jabab do, etna vishal pardarshan karo ki pura luknow hil jaye tab dekho 6 augast ko turnat phaishla aayega. Mo.No.9956994608

    ReplyDelete
  3. Tareekh pe tareekh milti rahegi jab tak hum sab ek nhi ho jate

    ReplyDelete
  4. Tareekh pe tareekh milti rahegi jab tak hum sab ek nhi ho jate

    ReplyDelete
  5. Ghut ghut k marne se acha hai k apne huk k liye ladte hue mare. Ab bina sanghars kiye kuch nahi milega

    ReplyDelete
  6. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  7. or lo salo tet merit ke liye stay order. kutte salo khud ka nahi ho raha tha to stay le aaye

    ReplyDelete
  8. Ummid hai ki 6 aug. Ko bhi bina sunwai huye 13 aug. Ko date lag jayegi kyoki hamare gp me napunsako ki kami nahi hai....

    ReplyDelete
  9. AGAR BHARTI CHAHTE HAI TO SIRF EK RASTA-AANDOLAN. ISKE BINA KU6 BHI NAHI HOGA. 4 AUGUST KO LUCKNOW CHALE APNE HAK K LIYE ABHI NAHI TO KABHI NAHI. EK BAAR LUCKNOW ME APNI SANKHYA KO DIKHA DIYE TO BHARTI HONE SE KOI NAHI ROK SAKTA. HAME ALAG-2 KARNE KI SAJISH KARKE AANDOLAN KO ROKNE WALO SE SAAVDHAN.

    ReplyDelete
  10. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  11. date jitni aage jayegi hm log utne hi ulajhte jayenge.hm log ek jut hokar sarkar au court k khilaph buland aawaj uthayr , tab to kuch ho sakta h. agar aapas me hi jhagadte rahe to gov hm sb ko uljhaye rakhegi. .........

    ReplyDelete
  12. 6 aug ko bi kuch nhi hoga. jb tk gov nhi chahegi koi desision nhi aayega.....

    ReplyDelete
  13. jab tak govt ke khilap road par nahi utrenge kuch nahi hoga, kyonki ye bharti govt hi latakaye huye hai court to sirf mohara hai, judge tabhi decision dega jab govt chahegi

    ReplyDelete
  14. itna jante aur samajhte hue bhi aap log aandolan me participate kyo nhi karte. 4 august ko lucknow me aandolan hai. Adhik se adhik sankhya me lkw pahuche aur apne hak k liye pure dum-kham se lade. Abhi nahi to kabhi nahi. Dead line bilkul paas hai. Is aandolan ko dusre k bharose na chhode. Apne participate kare tabhi aandolan nirnayak hoga. Aage aapki marji aur Hari Ichha. Hame to participate karna hai. Ham to apne liye ladne ki puri koshish karenge. Sankhya ki hame chinta nhi. Jitni bhi hogi ham pure tan-man se unka sath denge. Thanx.

    ReplyDelete
  15. plz yadi girls lknow nhi chal sakti to ve apne janpad ke aas pas ektha hoker to andolan ker hi sakti h plz sabhi log isme shyog de

    ReplyDelete
  16. ye akhilesh kuch nhi hone dega. kb tk or kyu pagal bna rha h.isse toh achha h cancel hi kr de sari process ko....had hoti h koi limit hoti h but there is no limit ....

    ReplyDelete
  17. ek sm ko trainning rokne ke liye jo gadha khoda tha ,ham aaj usi me gire pade hai. isliye duro ka bura karne se aur badua lene se achha hame apne hak ke liye ladna chahiye
    ravinra kashyap

    ReplyDelete
  18. Chor-chor mausere bhaai wali kahawat ko sarkar aur coart charitarth kar rahi hai. Atah ham sabhi ko andolan karke apne hak ko pane k liye 4 augast ko lucknow pahuchana hai.

    ReplyDelete
  19. govt ne jankar galat vigyapan nikala tha jisase rok lage up govt bhatta k liye rupaye collect karna chahti thi bhatta laptop hamare paise banta he lok sabha me bura anjam milegaw

    ReplyDelete
  20. AUGUST ME SUNWAI K AASAR NAHI.MAHAPATRA MONDAY SE CHHUTTI PE JA RAHA HAI. AANDOLAN K SIVA KOI CHARA NAHI.4 AUGUST KO ADHIK SE ADHIK SANKHYA LKW K JHULELAL PARK PAHUCHE 9 BAJE.ABHI NAHI TO KABHI NAHI.

    ReplyDelete
  21. election k time hmari yaad ayegi..lekin is akhilesh ko ye nhi pta ki ab iski kisi bhi baaton me koi nhi ane wala.. nuksan toh ise hoga..hm aaj nhi toh kal teacher bn bhi jayenge lekin ye akhilesh doobara c.m nhi bnega...

    ReplyDelete
  22. 4 August Lucknow pahunche jhule lal park main aur apna hak maange akhir chahe wo acad merit ho ya tet merit paisa to sabka gaya hai to sabko is aandolan main awaaj uthani chahiye jo na uthaye wo murkh aur gadha dono hai so plz aap logo se request hai ki jhulelal park pahunche aur apna hak maange nahi to bahut log over age ho jayenge. Is baat ka dhyan jaroor rakhe aage aapki margi

    ReplyDelete
  23. bahut sahi lage raho ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,ham tumhare saath

    ReplyDelete
  24. Betu aap ko hamre sath nahi, Reservation ki jarorat hai, jaise PCS me pad rahi hai

    ReplyDelete
  25. Betu aap ko hamre sath nahi, Reservation ki jarorat hai, jaise PCS me pad rahi hai

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.