Wednesday, August 28, 2013

UPTET : गणित व विज्ञान के शिक्षकों की सीधी भर्ती का विरोध


UPTET : गणित व विज्ञान के शिक्षकों की सीधी भर्ती का विरोध

After RTE Act and introduction of TET exam , A lot of change already happens.

TET exam introduced to maintain quality in education. If their recruitment not happens then where will TET qualified candidates go. What is the purpose of conducting TET (Level-2) / Upper Primary TET exam.

Even Primary Teacher can also applied for Upper Primary Teacher vacancy and all posts are not going to  fill through direct recruitment.


गणित व विज्ञान के शिक्षकों की सीधी भर्ती का विरोध


लखनऊ। बेसिक शिक्षा परिषद के जूनियर हाईस्कूलों में विज्ञान व गणित के शिक्षकों की सीधी भर्ती का विरोध शुरू हो गया है। उत्तर प्रदेशीय प्राथमिक शिक्षक संघ के एक प्रतिनिधि मंडल ने मंगलवार को राज्यपाल बीएल जोशी से मुलाकात कर उन्हें ज्ञापन सौंपा। संघ के महामंत्री यशपाल सैनी ने बताया, जूनियर हाईस्कूलों में विज्ञान व गणित के सहायक अध्यापकों के पदों को अभी तक पदोन्नति से भरा जाता था, लेकिन वरिष्ठ शिक्षकों का हक मारकर नई भर्ती की तैयारी है

News Sabhaar : Amar Ujala (28.8.2013)



8 comments:

  1. Kisi ka hak mar kr yah bharti nahi ki ja rhi ise to aur pahle hi karna chahiye tha .jinki pahle primary me bharti hui h unhe sarkar ne halpnama nahi diya hua h ki ku6 sal bad apko promotion de diya jayega yah to gov. Ki vaikalpic vyavstha thi jisne use aadha kr diya h .jisase ku6 ko rojgar milega aur ku6 samyik samsya v dur hi jayegi .


    Iska virodh krne ke pahle apne dil me jhak kr de le vasvikta kya h .kisi ke bahkawe me aaker avrodh na kre bachche apke v bade hoker berojgari ki samsyya se grast ho sakte h.


    So meri appeal h ki soch samajh kr hi virodh kre anyth fayda primary bharti jaisa hoga .jo apke samne h..

    Bye

    ReplyDelete
  2. Purane adhyspak akshham hain science air math padane me.Ve pada nahi pate keval din Kat rahe hain.Mera Manana hai ki 50% ke Baja 10% ka promotion test le Karen karma chahiye..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Very good comment but kya aap bta skte h ki aap jese bhavi shiksko ko new teachers hi es mukam tk laye h kya sir g ve hmare guru na sahi but bade to h hme unke liye es trah baat nhi krni chahiye aaj bhi es trah ke old teacher mojud h jinke kisi question ko hm hila tk nhi skte so new technology ke proud me aakr hme apni sbhyta nhi bhoolni chahiye
      Un teachers ke teach kiye huye bahut se students hmare adhikari honge koi kisi anya post pr hoga .
      So pls sir respect all old and new teachers . And lastly we log pda skte h math ,science

      Delete
  3. Aaj U.P. mein junior high school ki halat kya ho gai hai, yeh kisi se chhupi nahi hai. Agar sarkar maths aur science ki bharti kar rahi to masum bachon ke sath justice kar rahi hai. Primary teacher ka koi hak nahi hai ki kewal apne swarth ke lye sidhi barti ka virodh karen. Agar sidhi barti na ho to TET-2 kyun karvai gai hai

    ReplyDelete
  4. tum logo ka hak nahi mara ja raha balki tum log humara hak marne ki baat kar rhe ho waise bhi tum log 20000 rs sarkar se le rahe ho hum berojgaro ka kharch kaise chalega pdhe likhe bewkuf log.

    ReplyDelete
  5. aap log sahi kah rahe ho aaj sarkar ye kahe ki TET 2 pass walo ka hi promotion hoga to sayad hi 10 per log iske andar aate wo to phir bhi 50 per logo ka promotion kar rahi hai ye sarkar ka achcha faisla hai

    ReplyDelete
  6. good comments inko juto se marna hoga tabhi manege sale kisi bharti ko chain se nahi hone denge fool

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.