Sunday, September 22, 2013

60 Thousand Shiksha Mitra will get Pay of Rs 25000/- after samayojan / regularization in Primary Teacher Job

60 Thousand Shiksha Mitra will get Pay of Rs 25000/- after samayojan / regularization in Primary Teacher Job











 News Sabhaar : Hindustan Epaper (22.9.13)
*******************
As per news BUDGET PROVISION already made for this Samayojan.


59 comments:

  1. Sarkar sirf yojna banakar kya dikhana chahti hai. Ki vah ye niyam lagu kar payegi jyada kush hone ki jarurat nahi hai. Ye to bot ki rajniti hai . Jis tarh sarkar aur kamo me niyamo ko tak par rakh deti hai usi tarah se teacher bharti me kare to koi problem nahi aaegi -----------

    ReplyDelete
  2. Vote k liye lollipop.. Inter pass ko 25000/- election k baad pta chalega ye to kisko kya milta h

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  5. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  6. JITNI MADH****D SARKAR HAI UTNE HI MADH******D JUDGE HARAMKHORO NE PRIMARY KI BHIRI KI JULY SE AB TK 3 MAHEENE ME CASE KOI SUNWAI HI NAHI KAR RAHE.

    B.ED TET SE ACHCHHE YE INTER PASS SIKSHAMITRA HI HAI NA JO INTER PASS HO KE TEACHER BAN JAYENGE.

    ReplyDelete
  7. ME SIRF TET PASS B.ED. HI PARESAAN NAHI HAI B.TECH ENGG BHI PARESAN HAI.
    UP GOV. NE AZAMGARH, AMBEDKAR NAGAR, JALLON, 3 JILO KO GOV. ENGG. COLLEGE TO DIYE PAR YE APPROVED NAHI HAI IN COLLEGES KE STUDENTS PARESAN HAI KYOKI COMPANIES INHE JOB DENE SE MANA KAR RAHI HAI.
    MATLAB AAJ KAL ENGINEERING KA COMPETITION NIKAL KE GOV. ENGG. COLLEGE SE B.TECH KARKE LOG PARESAAN HAI.

    ReplyDelete
  8. Jidhr najar jate hai andhera he dikhta hau doston' kab tk tham ke rakhen ummeed ka daman' let's look what happend at the end..

    ReplyDelete
  9. leptop ,berojgari bhatta ( jobab kisi ko nahi milll raha hai ) ke lolipop se up me sarkar bana li or bhartio ka sirf prachar karke , shiksha mitron ko samayojan ka lolipop dekar vote lena chahati,dange karkar muslims ka vote lena chahti hai. Janta sab janti hai.

    ReplyDelete
  10. leptop ,berojgari bhatta ( jobab kisi ko nahi milll raha hai ) ke lolipop se up me sarkar bana li or bhartio ka sirf prachar karke , shiksha mitron ko samayojan ka lolipop dekar vote lena chahati,dange karkar muslims ka vote lena chahti hai. Janta sab janti hai.

    ReplyDelete
  11. My dear friend yeh samayojan nhi hone denge jab tak yeh log tet pass nhi kr lete inhe teachers babne kA moka nhi milega...


    Tet ekta Zindabad .......
    Tet ekta Zindabad.......

    ReplyDelete
  12. Without tet no teachers

    Highcourt ke order ka to samman karo SP sarkar 30 May 2013 ko highcourt ne primary or upper primary teachers banne k liye tet qualify hona chahiye

    ReplyDelete
  13. Amit mere bhai iske lue bhi sanvidhan me sansodhan ho jayga. Wo alag bat hai 2015 tak hopaega.. tab tak sikshamitron ko sapne dekhne do.. mat pani fero aise..

    ReplyDelete
  14. Amit mere dost shikshamitron ke lie bhi niyamawali me sansodhan kar dia jaega' 2015 tk toho jarooor ho jayga tab tak sikshamitron ko sapne dekhne do. Don't disturb them please.

    ReplyDelete
  15. ye saala akhilesh bhi tet paas nahin kar paayega aur CM bana baitha hai.

    ReplyDelete
  16. kya Siksha Mitra bina TET diye hi Teacher ban jayege, kya hamari din raat ki padhai ka koi matlab nahi..?, kya primary schoolo me aise log padhayenge jinhe khud padhna nahi aata..?

    ReplyDelete
  17. Sarkaar KyA karna
    chahti hai kuch pata nahi chal pa raha hai
    News paper mat Jana yaro.

    ReplyDelete
  18. Sarkaar KyA karna
    chahti hai kuch pata nahi chal pa raha hai
    News paper mat Jana yaro.

    ReplyDelete
  19. Sarkaar KyA karna
    chahti hai kuch pata nahi chal pa raha hai
    News paper mat Jana yaro.

    ReplyDelete
  20. ye news paper walo ne kud hi chhap diya kya. suna tha akhilesh padha likha c m hai usne high court ka statement nahi padha kya no tet no teacher...

    ReplyDelete
  21. jab G.O. niklta hai
    vigyapan ata hai tab
    nalayak court nahi jate jab
    fees jama ho jati hati
    bharti suru ho jati hai tab
    inhe hosh aata hai.
    high court me bhi in case
    karne wale se bhi bade
    nalayak hain ko inke case
    ko accept karte hai . court
    ko bhi vichar karna
    chahiye ki bharti suru
    hone ke bad case accept
    na kare ..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Are vshal use se to vakelon ki roti chalti hai. Unka fayda faisla ane me nahi' case chalte rahne me hai. Wo to bechare apna kam karte.

      Delete
  22. Kuch ka manna hai decision 10oct. Tk a jayga par doston jara socho agar gov. Is election me jitne ki mansa hi na rakhti ho to. Kyunki jetne layak to kuch kiya nahi aur u.p. me to 3sall hai he election ko aise me kya pata kya man me hai. Aur ek bat jinko khush karte aye aj tk wahi aj gireban pakde bathe hai(mujaff....n....r) to age kya kaha jay.

    ReplyDelete
  23. kanoon andha hota h bhaiya aap logo ko nahi pata kya....bhul gye movie andha kanoon

    ReplyDelete
  24. B Ed . Degree darko ko ab jag jana chaiye is sarkar ki mansa yhi h ki shiksha mitra teacher bane aur B ed vale bahar ho hi jayenge march 14 ko isiliye inhone primary vali vacancy fasai hui h ab sab bed valo ko president ko letter likh k yha rastrapati shashan ki mang krni chaaiye....

    ReplyDelete
  25. is hisaab se up me B.ed aur Btc collage band kar dene chahiye kyon ki jab in logon ko Naukri milni hi nahi to phir ye course karke paisa aur samay dono kharab kyon karen isse achcha agar itni padahi kisi aur exam me karte to shayad govt. job bahut pahle ho jaati.B.ed karke to daldal me phas gaye hai.

    ReplyDelete
  26. Bhai logo agar siksha mitra govt teacher ban gaye to hamaru bharti n ho payegi. So dont wast time. And we should do andolan...

    ReplyDelete
  27. Doston mujhe aise lagta ki gov. Ane wale ilection ke date janne ka wait kar rahi. Date pata chal jay uske bad hi gov. Recruitment ke process me teji layge. Tab tak bhartyan tali ja rahi wo chhe 72825; wali ho ya juniar wali. Is bat me mujhe dam lagta hai.

    ReplyDelete
  28. Aur ye to ham sab jante ki gov. Jab chahe bhartiyan suru kara sakti.

    ReplyDelete
  29. hum kolagta akhe.. mulayam ka ladka nahi hai kuan ke neta ji netagiri key yah to kisi time pass kene wale ka hai

    ReplyDelete
  30. hum sbhe jahan hain when samajwadi &Akhilesh murdabad likhker 5-5 chart pepar laga ker is parte ke hawa bana deya jay 250000×5=1250000

    ReplyDelete
  31. sp murdabad
    Akhilesh murdabad
    iske neeti murdabad
    sampardaik daga is ka kam

    ReplyDelete
  32. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  33. सुप्रीमकोर्ट ने शिक्षा-शत्रु .....कहा
    अयोग्य और अपात्र व्यक्ति राष्ट्र के नौनिहालों
    को किस दिशा में ले जायेंगे ?
    विडंबना देखो जहां लाखों प्रशिक्षित .....
    वाह ...जननायको वाह अब उस दिन की प्रतीक्षा करो
    जब ....सच ही कहा हंस चुनेगा दाना दूनका कौवा मोती खायेगा ..

    ReplyDelete
  34. Bhai logo abki baar judges Jo is case ki sunvai kr rhey hai unke ghar ke aagey jaam laga do.
    Saley faisla jaldi suna denge

    ReplyDelete
  35. Bhai logo abki baar judges Jo is case ki sunvai kr rhey hai unke ghar ke aagey jaam laga do.
    Saley faisla jaldi suna denge

    ReplyDelete
  36. Akhiles ke nivaas ka ghirao kar lena chahiye

    ReplyDelete
  37. जूनियर साइंस टीचर भर्ती कट ऑफ सर्वेक्षण के नतीजे:
    This is Expected based on survey data---

    Total Candidate In row - 80,000-85,000 (lump sum)


    Your Merit Between(%) [Merits Based on Division]


    50-52 7%
    53-55 8%
    55-57 12%
    57-60 17%
    60-62 17%
    62-65 14%
    65-67 13%
    67-70 8%
    More than 70 4%



    Subject Group- Student

    SCIENCE 53%
    MATHS 10%
    BOTH 37%


    Min Cutoff---

    GEN- 65-64 (science) 63(maths)

    OBC- 62-61 (science) 60 (maths)


    SC- 58-59 (science) 55(Maths)


    ST- 55

    ReplyDelete
  38. Upbasic ki site nahi khul rahi h bank me fees jama karne k bad chalan no. Kaise enter kare kya without entry k form complete mana jayga pls rply thanks

    ReplyDelete
  39. rajkumar rathore ji now site is on you may go ahead...

    ReplyDelete
  40. Shikcha mitrao ko phir laddu mill gaye

    ReplyDelete
  41. Kya koi b bhati kar payegi ye sarkar. Ager laptop ya bhtta dena ho to aur bharti nikalni chaiye &form har tahsil ya gaon star par hona chaiye tab ham se jyada lutai ho sakegi

    ReplyDelete
  42. B.ed walo ko malum hi nahi hai ki primary ke liye manya koun sa course hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bed wale dharm parivartan karake btc karen tab shayad kuch ho jay.

      Delete
    2. Next date 3 October ho gai.bahut bahut Mubarak ho ham sbko.

      Delete
    3. Ashif 3oct.ke bad agli date10oct. Hogai hai ye fake lakin real news hai. Aur ye ham sab jante hain.

      Delete
  43. Ab tet walo ko rojgar dene ke lie afiliated basic schoolin me naukri ka lolipop dia ja raha hai. Mere to samajh se bahar hai ki 72825. Aur 29900 ka recruitment process pura karne ki bajay ye roj roj naya drama khoj nikalte. Sp govt. Itni nirdaye pahle to na thi kabhi.

    ReplyDelete
  44. shiksha mito ko teacher banne ka koi adhikar nahi hai. btc aur bed wale unse kahi better hai. wah re india...inter pass bina tet ke 25000/- aur btc tet aur bed tet walo ko kuch bhi nahi sirf dande.

    ReplyDelete
  45. sirf traditional academics (b.sc., b.com, bA) walo ko hi eligible manna chahiye...professional degree like bba b.tech , b.parma, mbbs, bca, engineering etc. ko nahi...

    ReplyDelete
  46. b.ed walo shiksha mitron ki taang khichna band karo agar aap logo ko job nahi mili to isme shiksha mitron ki kya galti hai wo bhi aap logo ke hi bhai hain aur jo kaam wo 3500/- me kar rahe hain wo kabile taarif hai

    ReplyDelete
  47. Manish Kumar ji sach pe b. ED kiye ho ya pasia dekar admission lite ho madharschod jo itne sal se padha rahe unka mehant ur experience nahi dikhayi de raha hai aajkal b.ed ki digri kiti chahiye bhosdike pagal bhi b.ed kar lete

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.