Monday, April 7, 2014

UPTET / 72825 Teacher Recruitment : टीईटी पास की जल्द होगी भर्ती

UPTET / 72825 Teacher Recruitment : टीईटी पास की जल्द होगी भर्ती

UPTET  / टीईटी / TET Teacher Eligibility Test Updates / Teacher Recruitment News


UPTET, 72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order
UPTET PASS GIRL CANDIDATE can JOIN THIS GROUP : https://www.facebook.com/groups/uptetgirlsgroup/

UPTET PASS CANDIDATE can JOIN this GROUP :https://www.facebook.com/groups/uptetteachersgroup


72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order,
 
टीईटी पास की जल्द होगी भर्ती

बदायूं : मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने कहा कि टीईटी पास आवेदकों की भर्ती प्रक्रिया शीघ्र शुरू कर दी जाएगी। सुप्रीम कोर्ट के आदेश का पूरी तरह पालन किया जाएगा।

दूनपुर में जनसभा को संबोधित करने आए मुख्यमंत्री ने हेलीपैड पर मीडिया के सवालों का जवाब दे रहे थे।


News Source / Sabhaar :Jagran (Sun, 06 Apr 2014 11:07 PM (IST))

15 comments:

  1. C.m ka koi bhi statement sahi nahi hota...hum yuwao ke karan hi ye c.m hai..aur humari karan hi ye satta se bahar hoga

    ReplyDelete
  2. Last time bhi isney yahi bola tha ...... aur Kuch nahi huaaaa

    ReplyDelete
  3. मुख्यमत्री साहब अब तो भर्ती करा ही दो।

    ReplyDelete
  4. 2012 walo ka sanghrsh jari rahega andha kanun hay 2011 walo ka rikard to mil hi nahi raha hay aur jiska mil raha hay usko kata ja raha hay

    ReplyDelete
  5. AGR fir se form dalwa diye jaye to jaise yeh 2011 tet 72825 hai for 2012 aya... iske baad 2014 2015 bhi aa jayega.... tb 2014 aur 2015 wale kahenge ki hmara kya hoga... hm court jayenge... hm logo me kitna jhela hai aur dono baar form Dala hai... form reject hone PR yeh opportunity mil gyi to apni baat pe Ade ho hmari lg Jane do fir usi base pe 2012 ki bharti pe court chale BT yeh court Jane ka Jo khel hai us wajah se bht logo ka nuksan hua hai...

    ReplyDelete
  6. Hello Mr. Chief minister aap apni aankhe kholo aur dekho sirf hm ni doctors tet pass farmers aur yaha Tk ki AAM admi bht pareshan hai aur uski wajah sirf ... ek hi hai.....

    ReplyDelete
  7. सोनम जी ने ठीक कहा है और यह ठीक भी है जो 2011 में पात्र था यह भर्ती उन्ही के लिए रहनी चाहिए कोर्ट भी जब 2011 के विज्ञापन की बात कह चुका है तो इसका मतलब है 2012 वाले नहीं वैसे भी अगर भर्ती 2011 में हो जाती तो क्या वे पात्र थे अतः स्वार्थ त्याग कर किसी का तो भला होने दें

    ReplyDelete
  8. Sonam ji ne 2011 wale main apply kiya thha isiliye ye theek keh rae hain jisne tet main 120 kiye uske academic 45 hain jiske academic 70 hain uske 93 hain tet main koi kuch kehta hai sabko apni apni padi hai...saala tamasha bam k rakh diya is recruitment...ek baat samajh lo ye jo neta haina tet wale.ya academic wale inko MLA banna hai na ki teachers ye apna ullu seedha kar rahe hai aur hum karte rahenge...

    ReplyDelete
  9. na khelenge na khelane denge wahi kahani ho rahi hai aisa na ho ki tet certificate ki validity khatm ho jay aur sarkar jit jaye apne maksad me aur hum hath malte rah jay

    ReplyDelete
  10. Bhai sahab hmari academic no. Bhi achhe hai aur
    tet k bhi, so i am not afraid of anything...
    Hm unme se ni Jo ek din pad k teer mare ya nakal Krk sher bne ghume... hme to smjh ni aya Jo academic jinki achhi hai unko kya tet smjh ni aya... aur tet walo ko kya der se smjh aya... bharti jisse bhi ho bs ho jani chahiye 2 saal ka nuksan ho gay hmara isi chakkar me.

    ReplyDelete
  11. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  12. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  13. Ek din ABRC ji school aaye... school ki problem pe baat hui.... after that I asked ki sir school me jb teacher ni honge aur shiksha m jinko actually me kuch ni ata AGR woh chalayenge to yahi hoga na.. well sir yeh bharti hogi bhi ki nhi , jawab mila jb berojgari bhatta dene k liye jitaya hai to wahi milega salary nhi bitiya.... bs yeh sunke aansu aa gye aur muh me baddua...

    ReplyDelete
  14. Sab chor h ye bharti n hogi hamara viswass khatm ho gaya

    ReplyDelete
  15. Is bharti pe to rok to tb lgani chahiye thi jb 2012 ka vigyapn nikla tha.....tb kisi ne rok lgani nahi aur mzey se logo ne form bhra. ...

    Mera to ek hi swal in tet aur academic netao sey.....jb bhrti honey hi nahi deni thi to logo ko us 2012 me form hi ku bhr waney diya......tb kaha they ap log....

    Jb sb kuch ho gya.....phr apna ullu sidha krney ke liya aa gye sb log

    Don't involve politics in education. ..

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.