Friday, July 24, 2015

UPTET SARKARI NAUKRI News - Shiksha Mitra Social Media Par Keh Rahe Hain Ki Aaj Mantree ji se Mulakat kee, Unhone Bataya Ki Unkee Bhrtee NCTE Niyam Poorvak Hee Ki Hai -

UPTET SARKARI NAUKRI   News - Shiksha Mitra Social Media Par Keh Rahe Hain Ki Aaj Mantree ji se Mulakat kee, Unhone Bataya Ki Unkee Bhrtee NCTE Niyam Poorvak Hee Ki Hai

Shiksha Mitra Keh Rahe Hain Ki Mantree ji Ne Unhe Bharosa Deeyaa Hai ki Unki Bhrtee NCTE ke Miyam va Disha nirdeshon ke taht Kee Hai.

Halanki RTE Adhiniyam Kehta Hai ki Agar Pradesh Mein TET Pass ki Kamee Ho, Yogy Shikshakon va Sansthan Ki Kamee Ho Tabhee TET se Choot Dee Ja Saktee hai.

BTC Vaale Court mein NCTE ka Counter Social Media Par Dikhaa  Rahe Hain. Jisme Ve Bata Rahe Hain ki NCTE ne Aisee Koee Choot Nahin Dee hai.

27 July Ko Supreme Court Mein Hoga Shiksha Mitron ke Bhavisya Ka Feslaa - Teacher ki Nokri par Rahenge Ya Nahin. 


Shiksha Mitra Ki Taraf se Abhee Tak Nahin Bataya Gaya hai ki Unke Vakeel Kon Honge,
Lekin Ye Bataya Ja Raha Hai ki 10 Lawyer ka Panel Tayar Kiya Hai, Jinme 2 Senior Lawyer Honge, Par Unki Yojna Leak Na Ho Jaye Isleeye Kuch Bhee Nahin Bol Rahe Hain, Bata Rahe Hain ki Alag Alag Rajyon se Shiksha Mitron / Para Teachers ki Niyukti Dastavej Ekatr Kar Liye hain, Aur Unko Koee Khatra Nahin hai. Lekin Ve UPTET 2011 Bhee Ab Radd Karayenge 


शिक्षा मित्र >>
C/P
UPPSMS की तरफ से 3 इम्प्लीमेंट डाली गई है एक इम्प्लीमेंट टेट2011 को रद्द कराने को लेकर है दूसरी इम्प्लीमेंट संघ के नाम से है और तीसरी इम्प्लीमेंट गाज़ी इमाम आला के नाम से है कुल मिलकर 10 बड़े बकीलो का पैनल खड़ा किया गई जिसमे 2 सीनियर लॉयर शामिल हैं मित्रो हम वकीलो के नाम सार्वजानिक नहीं कर रहे हैं क्योंकि विपक्षी उनका तोड़ निकालने की कोशिश करेगा गाज़ी इमाम आला जी ने बिस्वाश दिलाया है 27 को हमारी विजय होगी साथ में यूपीटेट 2011 की उलटी गिनती शुरू होगी शायद यह लोग भूल गए थे की शेर की गुफा में शेर से ही पंगा ले लिया है





Shiksha Mitron Ki Taraf se >>

Shiv Kumar Shukla >>

Uttar Pradesh prathmik sikchamitra sangh ke padahikariyon ne Delhi ke u.p. sadan me up ke besic sikchha mantri manniya sri ram govind chawdhri Ji se mulakat Kr swagat kiya aur 27 -7-2015 ko supreme cort me hone wali sunwai ke liye sangthan dwara ki gai taiyari ko vistaar se bataya manniya mantri Ji ne kuch jaruri nirdesh bhi diye
Manniya mantri Ji ne kaha ki sarkar ne apka samayojan ncte se anumati lekar spesal btc karakar sanvidhan me sansodhan krke niyam purwak kiya h supreme cort me sarkar majbooti se apna pakch rakhegi is make par sangthan Pradesh adhyachh gazi imam ala sanrachhak shiv Kumar Shukla mahamantri puneet chawdhri kosha adhyakchh ramesh misra sangthan mantri sri ram diwedi mantri kaushal kumar
jila adhyachh Lucknow
sushil yadav noyda jagbeer bhati Akbar Ali aadi log maujood the


 UPTET  / टीईटी TET - Teacher EligibilityTest Updates /   Teacher Recruitment  / शिक्षक भर्ती /  SARKARI NAUKRI NEWS  
UP-TET 201172825 Teacher Recruitment,Teacher Eligibility Test (TET), 72825 teacher vacancy in up latest news join blog , UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS, SARKARI NAUKRI
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
http://joinuptet.blogspot.com
UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET Uptet | Uptet news | 72825  Primary Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Primary Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List / th Counseling Supreme Court Order Teacher Recruitment / UPTET 72825 Appointment Letter on 19 January 2015A | 29334 Junior High School Science Math Teacher Recruitment,

CTETTEACHER ELIGIBILITY TEST (TET)NCTERTEUPTETHTETJTET / Jharkhand TETOTET / Odisha TET  ,
Rajasthan TET /  RTET,  BETET / Bihar TET,   PSTET / Punjab State Teacher Eligibility TestWest Bengal TET / WBTETMPTET / Madhya Pradesh TETASSAM TET / ATET
UTET / Uttrakhand TET , GTET / Gujarat TET , TNTET / Tamilnadu TET APTET / Andhra Pradesh TET , CGTET / Chattisgarh TETHPTET / Himachal Pradesh TET
 

No comments:

Post a Comment

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.