Urdu Teacher Counselling UP : प्रदेश में उर्दू शिक्षकों की भर्ती की काउंसलिंग 25 से
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates /
Teacher Recruitment News
4280 पदों पर भर्ती के लिए कट ऑफ मेरिट सूची 22 को होगी जारी, दोगुना अभ्यर्थी बुलाए जाएंगे
अभ्यार्थीयों को सलाह दी जाती है की वे समाचार पत्रों व विभाग की वेबसाईट का अवलोकन करते रहें , और
सम्बंधित शासनादेश की जानकारी लें , समस्याओं के लिए विभाग की हेल्प लाइन पर संपर्क करें
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAgar ab bhi tum logo ki aankhe nahi khuli to bahut der ho jayegi. Sab berojgar hi ghumoge. Tet academic ki ladai chod ke bharti tet+academic base par bharti hone do.
ReplyDeleteBehanchod tet aur academic merit ki agar ladai khatam ho jaye to bharti kyu nahi hogi. Tet me number badhwane ke lye paise deye the kya.
ReplyDeleteAre manoj amit apas me mat jujho yaar please. Ladai abhi lambi hai mat lado apas me. Dono log sahe ho ! Bas apas me mat lado doston!
ReplyDeleteVerma ji galat language ka use amit hi kar raha tha. Maine to bas jawab dia.
ReplyDeleteHan manoj mai wahi dekh raha hun! Par tum thoda sanyam barto ek nadanikare to iska matlab ye nai ki tum bhi suru ho jao. Tumhe pata nai hai ki is tarah se apas me ladne se bahot galat mess. Ja raha hamare tet bhaion me. Amit please aisa mat kro bhai! I'm requesting u.
ReplyDeleteVerma ji aakhir ye bharti hogi bhi ki nahi. Agar hogi bhi to kab tak.
ReplyDeleteabe gadhon! ab to ye bahas band kar do
DeleteManoj iska sahi jawab te hai ki- jis din election ki date aege sarkar uske 1week me diside karegi. S.p. sarkar ka rookh tay karega ki bharti hogi ya .... tab tak mujhe nai lagta kuch hoga.
ReplyDeleteNahi amit! Don't be sorry! Tum manoj ki jagh mujhe gali dete mujhe tab bhi bura na lagta mere bhai! Ham sab pareshan hai au r aise me man me galat vichar aa hi jate. Ham sabhi kosis me lage hai ki 72825'aur 29900 clear ho jaen. Sangharsh jari hai dost!
ReplyDeleteTet merit ya acadmic kisi se bharti hon ab is bahas ka koi matlab nai hai. Sabhi chahte ye recruitment process pura ho jay bas. 1 laakh se upar vaccancy hai jo kaafi hain. Sabra rakho ham sab sath hai ek dusre ke! Aur wakir tak rahenge job milne tak.
ye sarkar urdu ki bharti to kar rahi h junir me sanskrit language ki bharti bhi to nikalo uska bhi to tet karaya tha.
ReplyDeleteMr amit . Aapki information ke lye bata du ki mere tet me 116 no. Hai aur academic merit obc main 64 percent hai. Aur maine sirf 20 jilo me aavedan kia hai. Main to bus ye chata hu ki kum se kum 72825 logo ko rojgar to mil jayega.jisme se ek mai bhi huga. Par lagta hai ki tum kisi rich family se ho . Islye ye sab keh rahe ho. Kum se kum un logo ke bare me socho jinhone karz lekar form dala hai.
ReplyDeletemere tet m 120 no h or acadmic m 66% or m sc catagry se hu pls ye vac fil ho jane do chahe jis trh se ho
ReplyDeletedosto urdu wale mw kuch rukavt nahi ayege wo clear ho jayege kyo ke unke abba hujur unke bate mai lete hai
ReplyDeletedosto sabhe log bharti apne 2 hesab se chate hai per assa nahi hota kissi ko to dabna parta hai jo bate ab kehte ho ke tet+acd merit se ho jaye ya jese bhe ho bharti ho jaye ye bate agar phele cochte to ab tak 2 sall nokri karte ho jate or kisi ka karj bhe nahe hota, sarkar yahe chate the or hum logo ne usko rasta deya ab kuch nahi hoga , duaa karo ke chunau ke date lagu ho jae jab he sarkar kuch karege
ReplyDeletedosto do sal yane lagbhag 5 lakh sarkar se le chuke hote
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteJo log etni gandi language use karye hai kya ve tr. banne ke kabil hai nahi .....
ReplyDeletefor sending free sms anywhere try this link its true....http://fullonsms.com/Register.php?refererCode=1298027E&flag=hide
ReplyDeletefor sending free sms to anyone in anywhere try this link its true........http://fullonsms.com/Register.php?refererCode=1298027E&flag=hide
ReplyDeletefor sending free sms to anyone in anywhere try this link by just copy n paste in address bar its true........http://fullonsms.com/Register.php?refererCode=1298027E&flag=hide
ReplyDeletefor sending free sms to anyone in anywhere try this link by just copy n paste in address bar its true........http://fullonsms.com/Register.php?refererCode=1298027E&flag=hide
ReplyDeleteBhaiyo ladai aapas me na ladke sarkar ke sath karo.or sarkar ko hi gaaliya do ji bharke koso iss SP gov ko.kayoki ye sab isi SP gov ka kiya dhara hai.
ReplyDeletejunior recruitment ko lekar bilkul
ReplyDeleteb paresan na ho. junior recruitment bina
kisi problem k samay se puri kr di
jayegi. ummid ki ja rahi h ki November
k 1st week se recruitment start ho
jayegi.
junior counceling start hone k baad
72825 recruitment ki taiyari shuru kr di
jayegi.
aap log ye bilkul na soche ki 72825
teachers ki recruitment nhi hogi. jaroor
hogi. ye bahot badi recruitment h Jo UP
Government k radar pr h.keep smile and
wait the time.
language tet to sanskrit ka bhi to
ReplyDeletekarvaya tha fir sanskrit ki bharti bhi
to nikalo sanskrit valo ne sapa sarkar
ka kya bigada h
ki to batao ke profesnal wale in hai ya out hai
ReplyDeleteki to batao ke profesnal wale in hai ya out hai
ReplyDeletein bhartiyo ne to demag ka assa hal kar deya ke kabhi kabhi to demag kam karna he band kar deta or inke bare me agar deple socho to pata nahi ke kase kase khyal atee hai maan bahut kharab rahta hai or kuch kam karne ka maan bhe nahi karta in bharteyo se phele aache khase life chal rahe the is se to ye bharti nahi atte to theak tha
ReplyDeletebca walo ka kuch pata chal raha hai kaya ye in ya out hai
ReplyDeleteab bhe too loge kahete hai ke bhatri ho jaye chahe kasse bhe ho agar ye bate phele chote to ye hal nahi hota
ReplyDeletesarkar bhe pura jusic nekal rahe hai
ReplyDeleteise kahete hai geahu ke sath guun ka pisna
ReplyDeleteise kahete hai geahu ke sath guun ka pisna
ReplyDeleteabhi kya hai age age dekhna hota hai kya
ReplyDeletetgt me classe ten tak ke baccho ko siksa dene hote hai or waha par suject combonation ke jarurat hoti hai lekin yaha par asaa kuch nahi hai or yaha par srf isnatak or tet ke avesaykta hai jo varg ho uski kala ya science or ek shege ye koi new bat nahi is bharti se phele bhe bahut log professnal wale junier or prt me nokri prapt kar chuke hai ye neyamavale ajj ke nahi san 1981 ke hai
ReplyDeletetgt pgt ka system alag hai or prt juner ka systae alag hai
ReplyDeleteDaily uptet new news http://Uptet.Ml
ReplyDeleteKisi ko pata hai junior art ki vacanci kab tak aaygi aayegi bhi nahi
ReplyDeleteCc
ReplyDeleteEditor ji nd bhaiyo jb b.ed. Walo ne ctet2011 nd uptet 2011 diya hua h for primary teacher jiski validity 5year tk h to uneh u.p. Ki primary teachers ki bhartiyo me kyu nhi liya ja rha ha jbki centr gov. Ne b parmisn di hui h k b.ed. Wale primary teacher bnege march 2014 tk sirf btc nd vbtc ko kyu liya ja rha b.ed. Walo k sath partiality kyu ho rhi h kya b.ed. Walo k liy ak hi bharti(72 hjar) hi thi agr yhi thi to uptet2011 nd ctet2011 k cirtificae pe likha kyu nhi k ye sirf ak hi bharti k liy h kyu uski validity 5year rakhi hui h aare bhai bharti to bharti hi h prt ki fr usme jo chahe aply kre btc ya vbtc ya urdu to b.ed. Walo k sath kyu partiality ki ja rhi h jbki uneh parmisn b h nd tet b pas h unka to kya problm h u.p gov. Ko bhai... Editor ji plz tell me vrna ak rit direct supreme cort me dali ja skti h Qk high cort to kuch krta nhi h nd ak ak aplicasn Pardhan mantri, Rastpati,Rajypal,Mukhyamantri, Abitabh agnihotri nd other ko bheji ja skti h koi to hoga jo sunega.
ReplyDeleteshanu kumar ji primary teachers ki vacancy high ke order ke according hi ho rahi hai jisme BTC ko preference dena hai...
ReplyDeleteEditor ji nd bhaiyo abi jo u.p. Me 10000 prt ki bharti nikali hui h usme b.ed. Walo ko kyu nhi liya ja rha h jb b.ed. Walo ne ctet2011 nd uptet 2011 diya hua h for primary teacher jiski validity 5year tk h to uneh u.p. Ki primary teachers ki bhartiyo me kyu nhi liya ja rha ha jbki centr gov. Ne b parmisn di hui h k b.ed. Wale primary teacher bnege march 2014 tk sirf btc nd vbtc urdu walo ko kyu liya ja rha b.ed. Walo k sath partiality kyu ho rhi h kya b.ed. Walo k liy ak hi bharti(72 hjar) hi thi agr yhi thi to uptet2011 nd ctet2011 k cirtificae pe likha kyu nhi k ye sirf ak hi bharti k liy h kyu uski validity 5year rakhi hui h aare bhai bharti to bharti hi h prt ki fr usme jo chahe aply kre btc ya vbtc ya urdu to b.ed. Walo k sath kyu partiality ki ja rhi h jbki uneh parmisn b h nd tet b pas h unka to kya problm h u.p gov. Ko bhai..nd centr gov. Ne kya parmisn jhak marne ko di h ya sirf dikhane k liye di h. Editor ji plz tell me vrna ak rit direct supreme cort me dali ja skti h Qk high cort to kuch krta nhi h nd ak ak aplicasn Pardhan mantri, Rastpati,Rajypal,Mukhyamantri, Abitabh agnihotri nd other ko bheji ja skti h koi to hoga jo sunega.
ReplyDeleteprimary ki vacancy tet merit ke aadhar par hi bhari ja sakti hai anyatha yeh bharti trinshaku ki tarah hawa mein latakti rahengi.
ReplyDeletehamare uttar pradesh mein sirf urdu ki hi bharti hho rahi hai sanskrit ki nahin sanskrit hamaree dev bhasha hai sanskrit language junior kee bhi bharti kee jaay.
ReplyDeletesirf urdu ki hi baiharti naa kee jay sanskrit hamari dev bhasha hai sanskrit kee bhee junior mein bharti kee jay yadi bharti nahin karnee ho to karai kyon thee.
ReplyDeletekab hogi junior sanskrit language ki bharti ? yadi nahin karani thi to kyon karai thee junior tet sanskrit language ?
ReplyDelete72825 case ki hearing 30 OCT ko 10 AM
ReplyDeletepar daily case list me 4 no. par court
no. 37 me h.
7 mahine baad pehli baar case ko etne
kam no. par listed kiya gya h wo b daily
case list me. Thanks GOD..........
may be Diwali pr applicants ko BOOM
BOOM krne ka mauka mil jaye.
1997 tak ke TET pass moallim urdu ko bhi is bharti mein shaamil karna chahiye kyonki ek saal mein ek hi degree milti hai, to 11-08-1997 ki boundation lagane ki kya zaroorat ???????
ReplyDeleteMayawati Govt hoti to 1997 tak ke TET pass maoallim urdu ki bharti ho gayi hoti. jis ki ghosana mayawati govt dwara kiya ja chuka tha. Samajwadi party sab se zyada muslims ko bewakoof banati hai jise muslim samajh nahi paate, is liye musalmanon ko ab samajwadi party se bahut sawdhan rahne ki zaroorat hai.
1997 ke mollim urdu walon ko ek saath milkar smajwadi sarkar ke khilaf aawaz buland karna chahiye aour agle election mein ise poori trah se haraane ki koshish honi chahiye.
ek baat aour bata doon ki uttarkhand sarkar ne 1997 tak ke moallim urdu ki bharti apne state mein ki hai. kam se kam smajwadi sarkar ko is ki nakal to karni chahiye.
sarkar ke pas counseling karane ka sahi mapdand hi nahi hai samay ki barbadi karna janti hai kewal 4280 urdu teachers ki counseling me mahinon laga diye...kya taraqqi hai wah...!
ReplyDelete1997 tak ke TET pass moallim urdu ko bhi is bharti mein shaamil karna chahiye kyonki ek saal mein ek hi degree milti hai, to 11-08-1997 ki boundation lagane ki kya zaroorat ???????
ReplyDeleteMayawati Govt hoti to 1997 tak ke TET pass maoallim urdu ki bharti ho gayi hoti. jis ki ghosana mayawati govt dwara kiya ja chuka tha. Samajwadi party sab se zyada muslims ko bewakoof banati hai jise muslim samajh nahi paate, is liye musalmanon ko ab samajwadi party se bahut sawdhan rahne ki zaroorat hai.
1997 ke mollim urdu walon ko ek saath milkar smajwadi sarkar ke khilaf aawaz buland karna chahiye aour agle election mein ise poori trah se haraane ki koshish honi chahiye.
ek baat aour bata doon ki uttarkhand sarkar ne 1997 tak ke moallim urdu ki bharti apne state mein ki hai. kam se kam smajwadi sarkar ko is ki nakal to karni chahiye.
HAN MAIN SAHMAT HUN SAGEER KHAN KI BAT SE,
HUM SAB MOALLIM 1997 WALO KO EK SATH MIL KAR SARKAR KE KHILAF AAWAZ BULAND KARNA CHAHIYE, AUR MOALLIM 1997 + TET PASS SABHI LOGO KO BHARTI PRAKRIYA ME SHAMIL KARNE PAR ZOR DIYA JANA CHAHIYE