UPTET/Shiksha Mitra : बिना टीईटी के शिक्षामित्र बनेंगे मास्साब!
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates /
Teacher Recruitment News
फतेहपुर, कार्यालय संवाददाता : उत्तर प्रदेश आदर्श शिक्षामित्र वेलफेयर एसोसिएशन ने दावा कि किया कि शिक्षामित्रों की तपस्या पूरी होने वाली है। नए वर्ष की शुरुआत में शिक्षामित्र मास्साब बन जाएंगे। ऐसे दावों को सुनकर शिक्षामित्रों मे हर्ष की लहर दौड़ पड़ी।
एसोसिएशन की बैठक बुधवार को नहर कालोनी मैदान में हुई। उन्होंने दावे की पुष्टि करते हुए कहाकि प्रदेश अध्यक्ष और मुख्यमंत्री के बीच वार्ता हो चुकी है। महज घोषणा बाकी है। नए साल में घोषणा होगी तब शिक्षामित्रों के घर-घर में दीपावली जैसा माहौल होगा।
जिला महामंत्री शिव कुमार यादव ने कहाकि दूरस्थ बीटीसी प्रशिक्षण की परीक्षाओं की तिथियां घोषित कर दी गई हैं। प्रथम बैच का बैक पेपर 28 अक्टूबर को, द्वितीय बैच का 29 को तथा द्वितीय बैच द्वितीय समेस्टर की परीक्षा 30 अक्टूबर को होगी। 31 अक्टूबर को प्रथम बैच के चतुर्थ सेमेस्टर की परीक्षा होगी। सभी के प्रवेश पत्र ब्लाक से दिए जाएंगे। सितंबर और अक्टूबर का मानेदय ग्राम शिक्षा निधि में शीघ्र भेजने का निर्णय लिया है। बैठक में चंद्रभूषण, अजय ंिसह, क्षत्रपाल, श्रीचंद्र, अजय तिवारी, सूघर सिंह, राजेश कुमार, मनोज कुमार, दुलीचंद्र आदि मौजूद रहे
News Sabhaar : Jagran (23.10.13)
Jab sm ko without TET teachers banana tha tab tet lagu hi kyun ki ......
ReplyDeleteTET morcha aisa nhi hone dega koi.bhi without tet teacher nhi banne diya jayega.
Jai TET sangathan
government bus yahi keh sakti h ki SM ko TET pass karne ki jaroorat nahi h.
ReplyDeletelekin asliyat yah h ki any person without TET no Teacher in PRT JRT.
Dosto ye raha phir 1 chunawi lollipop, chuste rahe aur apna-apna muh band rakho...............
ReplyDeletebhaiyo jab bina tet ke koi b teacher ban hi nahi sakta according to NCTE guidelines then why UP Govt said thai ," shikshamitro ko bina tet banaunga shiksahk...?.......... jinhe banane hai unhe to bana nahi paa rahe hai, aur aage ki phir se taiyar........?
mai to kahta hu ki agar inhe permanent karna hi hota to kal-parso inke mandey ko badhane ki baat kyu karte ye log ki inhe ab 8500/- Rs milenge.?
baki aap sab log khud hi samajhdar hai ki ye govt kya chati hai, kisi se bhi nahi chipa hai
Best of luch dosto.....
1 importan news doto aap sab ke liye....
ReplyDeleteAAJ PROMOTION WALI WRIT KA ORDER NET PAR AA GAYA HAI..JISME NEXT DATE 30 OCT LAGI HAI ISME YACHIKA KARTA KI TARAF SE TEEN SAWAAL UTHYE GAYE HAIN JINKA JAWAB GOVT ADVOCATES KO 30 SE PAHLE DENA HAI..PAHLA QUESTION HAI KI SCIENCE KI VACCANCIES DIRECT NAA BHARI JAYEN KYUKI PROMOTION NAHI HO PAYEGA AUR ADHIKTAR LOG VANCHIT RAH JAYENGE..DUSRA QUESTION KI JAB TET SABKO DILWAYA GAYA TO VACCANCY SIRF SCIENCE KI KYU NIKALI GAYI ISS SE ARTS WALE PICHAD JAYENGE.. AUR TESRA QUESTION KI YACHI PRT TEACHER HAI AUR BTC HAI AUR FORM BHARNA CHAHTA HAI PAR SARKAR NE B.ED NIYUNTAM YOGYATA NIRDHARIT KAR DI JABKI PAHLE YE IN PAR PURA HAQ BTC WALO KA THA..ISS PAR JUDGE NE KAHA KI PRAKIRIYA JARI RAHEGI ISS PAR KOI PRABHAV NAHI HAI.
mere anusar inke jawab kuch is tarah se diye ja sakte hai:-
1. 1st question ka answer ye hona chahiye ki :- ye koi pahla department nahi hai jaha par direct recruitment ho raha hai, sabhi department me kuch post promaotion basis par aur kuch direct basis par bhari jati hai, isliye isme kuch b naya nahi hai,......
nahi to kal ko ye log bolenge ki TGT/PGT ki vaccancy b band karo nahi to mera aage promaotion nahi ho payega aur mera haq mara ja raha hai>?????
2. 2nd question ka answer :- Graduate hone ke bad TGT sabko dilayi jati hai par vaccancy subject wise aati hai na ki sabke liye?
jo vaccancy math ki hai waha na to science wala na hi art wala jata hai to phir agar ye science ? math ki vaccany hai to phir anay logo ko isse kya problem hai?
3. 3rd and last question:- jis kisi ne bhi ye writ dali hai pahle uske liye kya wo ye bata sakta hai jinhone TET 2011 me primary level me pass kiya tha wo ab jo b primary ki bhartiya nikalti hai (BTC, Special BTC and Urdu BTC KI) usme kis base par eligible nahi hai, waha par to aap ne nahi kaha ki ye log bhi saman roop se haqdar hai,........kyonki jab aap ne TET/CTET conduct karyi to phir yaha par b.Ed walo ko bahar kyo kiya ja raha hai ? agar yaha par aap hame hamara haq nahi de sakte to kam se kam beech me to taang na adaye........?
aur last bat ye ki ," sirf dusre ki taang khinchne se kuch nahi hone wala hai, sabka bhala to kisi b surat me nahi hone wala hai, isliye mera sabhi se nivedan hai ki recruitment process ko ab bich me bewajah rokne ka prayas na kare nahi to ye aap logo ke sathi jisme aap sab k bhai/bahan b samil hai, kahi wait karte karte hi na retire ho jaye.....?
Jai Hind!
ab to sapa gayi is bar modi aayege
ReplyDeletetera kya hoga s.p.
ReplyDeleteBhaiyo jb ctet2011 nd uptet2011 k prt crtificate ki validity 5year h to b.ed. Walo ko prt ki hr bharti me kyu nhi liya ja rha h....kya ye crtificate sirf ak hi bharti (72hjar) ki bharti me aply k liy tha to us crtificate pe likha kyu nhi k ye crtificate sirf ak hi bharti k liye h kyu rkhi is crtificate ki validity 5year kya is crtificate ki validity jhak marne ko di h ya sirf dikhane k liy di h ya ak hi bharti ko 5year tk latkane ko di h kyu rkhi is crtificate ki validity 5year bhaiyo is crtificate ki validity par supreme cort nd high cort me chunoti di ja skti h taki prt ki hr bharti me b.ed. Wale aply kr ske jb tk crtificate ki validity h tb tk... ske....fr supeme nd high cort k kahne par ncte nd centr gov. Ye adesh jari kr degi k b.ed wale prt ki hr bharti me aply krege jb tk crtifict ki validity h tb tk taki b.ed. Walo ko unka hq mil ske.... Its true bhaiyo.....
ReplyDeleteBhaiyo jb ctet2011 nd uptet2011 k prt crtificate ki validity 5year h to b.ed. Walo ko prt ki hr bharti me kyu nhi liya ja rha h....kya ye crtificate sirf ak hi bharti (72hjar) ki bharti me aply k liy tha to us crtificate pe likha kyu nhi k ye crtificate sirf ak hi bharti k liye h kyu rkhi is crtificate ki validity 5year kya is crtificate ki validity jhak marne ko di h ya sirf dikhane k liy di h ya ak hi bharti ko 5year tk latkane ko di h kyu rkhi is crtificate ki validity 5year bhaiyo is crtificate ki validity par supreme cort nd high cort me chunoti di ja skti h taki prt ki hr bharti me b.ed. Wale aply kr ske jb tk crtificate ki validity h tb tk....fr supeme nd high cort k kahne par ncte nd centr gov. Ye adesh jari kr degi k b.ed wale prt ki hr bharti me aply krege jb tk crtifict ki validity h tb tk taki b.ed. Walo ko unka hq mil ske.... Its true bhaiyo.....
ReplyDeleteYeah! You r right Shanu kumar ji.......
ReplyDeleteMerit up level se niklegi?
ReplyDeleteMerit up level se niklegi?
ReplyDeleteprimary se lekar junior tak ki recruitment
ReplyDeletehogi puri.
junior recruitment ka cuttof nikalne ki
taiyari teji se chal rahi h.
online aavedan form ki jaanch 2 se 3 din
me puri karne ki koshish me h vibhag.
agar koi technical disturbance na huaa
to diwaali k baad counceling start ho
jayegi.
Up me jungleraj hai yahan kuch bhi ho sakta! Aur usse bhi maje ki bat ye ki yaan kisi bhi baat par kisi ko ascharya(surprise) nai hota.beacause it's up aur yahan kuch bhi ho skta.
ReplyDeleteAb bolo jai tet
ReplyDelete72825 case ki hearing 30 OCT ko 10 AM
ReplyDeletepar daily case list me 4 no. par court
no. 37 me h.
7 mahine baad pehli baar case ko etne
kam no. par listed kiya gya h wo b daily
case list me. Thanks GOD..........
may be Diwali pr applicants ko BOOM
BOOM krne ka mauka mil jaye.
Ye 72825wala case pahle bhe 20 bar listed unlisted ho chuka hai. Ab to gussa bhe khatm ho chuka sirf sahanubhooti hi bachi hai sp govt ke lie kyunki election najdeek a rahe......
ReplyDelete1 nov tk jaari ho sakta h junior cuttof....
ReplyDeletesikhsha mitra teacher nahi hote hai. Ye para education wale hai jaise para medical. Yeh compounder, nurse jaise hote hai. A nusre can not be appointed as a doctor with out MBBS. thats why shiksha mitra have to pass btc and tet for becoming a teacher. More over why they are afraid of tet inspite having learned the subjects in btc course and also have experience in teaching. After all tet requires only 60 percent.
ReplyDeleteDear Friends
ReplyDeleteopen the given link
http://www.PaisaLive.com/register.asp?231202-369982.3
Agar kisi ko part Time job karni hai
to given link par register karke start kar sakta hai
isme nus 1 minute laga hai rehister karne me
oh har gaye hum
ReplyDelete