UPTET : शिक्षण कार्यों में सरकार की नीतियों की निंदा
UPTET - Teacher Eligibility Test Updates / Recruitment News
शिक्षण संस्थान कल्याणकारी मंच ने प्रदेश सरकार की निंदा की है। शुक्रवार को मंच की बैठक में महामंत्री संतोष कुमार ने कहा कि प्रदेश में 72,825 पदों पर शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया में दोबारा आवेदन लेने के बावजूद सरकार की नीतियां स्पष्ट नहीं हैं। सरकार ने न्यायालय में एक बार भी अविलंब भर्ती करने के लिए जल्द निर्णय देने की अपील नहीं की है। प्रदेश में शिक्षकों की कमी है, वहीं टीईटी उत्तीर्ण बीएड बेरोजगार धारकों की समस्याएं भी बढ़ती जा रही हैं। जब टीईटी परीक्षा 2011 में उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को समायोजित नहीं किया जा रहा है तो टीईटी परीक्षा 2013 क्यों कराई जा रही है? महामंत्री ने सरकार पर बेरोजगारों से पैसा वसूलने कर अपना बजट बढ़ाने का आरोप लगाया
sarkar kya krna chahti h ye koi nhi janta.....bt agr up me education ki situation ko or kharab hone se bachana h to...sarkar ko jld hi koi decesion lena hi pdega brna bhut der ho jayegi.....
ReplyDeletesarkar kya chahti h ye sabko pta h tumhe chhod ke,wo sirf teacher recruitment ka business kar rahi h jab sarkar ko kendra se paisa nahi mila to usne soch kyu na apne hi rajya se paisa kma liya jaye aur hua bhi aisa,hum job pane ke liye unki jeb bharte rahe aur jab unhe pata chal gya ki business mast chal raha h to job par job,ye socho bhaiyo ki esse pahle kabhi up m teacher ki etni vacancy aayi thi nahi na to tum kyu bhul jate ho ye sirf sarkar business h.kuch bhi ho akhilesh yadav ne foreign ja ke business kaise karte h aur kaise paisa kamte h achhe se sikha....
ReplyDeletegov ki jay ho 2014 jindabad
ReplyDeleteRAHUL KUCH AUR ICCHA TO USEY BHI BATA DO SAB KUCHCH TUMHARI SUVIDHAA KE ANUSAAR HOGA SHARM NAHIN AATI TUMHE TET JAISA HALKA TEST TO PASS NAHIN KAR SAKE AUR TET PAR DHANDHLI KE AAROP LAGA RAHE HO YEH TO VAHI BAAT HUI NAACH NA JAANE AANGAN TEDA LEKIN TUMHARE KHWAR SIRF MUNGERI LAL KE HASEEN SAPNE BANKAR RAH JAYENGE KYONKI BINA TET PASS KE TO BHARTI BHOOL HI JAAO
ReplyDeleteRAHUL JI KAISI SOCH RAKHTE HO AP....KAL AP KAHOGEY KI 5TH CLASS PASS STUDENT KO BHI IS BHARTI MEY SHAMIL HONEY KA MAUKA MILNA CHAHIYE.......HUM LOG PAGAL HAIN JINHONE DIN RAAT EK KARKE TET PASS KIYA...APSE NAHI HUA TO HAAR MANLI.MUJHE BATAYEN KI KAUN SE STATE MEY TET PE OBJENCTION UTH RAHA HAI U P KO CHODKE......KYUNKI YAHAN JUGAD CHALTA HAI MEHNAT NAHI,.........
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletehi
ReplyDeleteanand pandey Siddharth nagar (bansi)9616093160
ReplyDeletebharti kis adhar par hogi y muskil hai jo log tet merit per chate hai ya academic par vo sabhi log tet 2013 bhar kar dekh le abki pata chalega jab result bihar ki tarah 6% banega.Tet ko government majak bana rahi hai ise 2014 ke election me pata chlega ki shishak se virodh karne ka anjam hota hai.Chadakya kewal ek akela tha yanha hum 272000 hai is gov ko 2014 me ukhad phekna hai ise up ki hukumat mil gayi par ab inke liye delhi door karna hai.Jai Tet morch .