UPTET / Allahabad High court : Discussion on Facebook
*******************
To Join My Group on Facebook, Click Here ->>>>
*******************
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 38
Case :- WRIT - A No. - 67396 of 2012
Petitioner :- Arvind Kumar Shukla
Respondent :- State Of U.P.Through Principal Secretary & Ors.
Petitioner Counsel :- Ashok Kumar Singh
Respondent Counsel :- C.S.C.,Harandra Yadav
Hon'ble Arun Tandon,J.
Counsel for the petitioner states that the writ petition may be dismissed as withdrawn as relevant facts pertaining to making of the application under the advertisement dated 07th December, 2012 had not been stated.
Writ petition is dismissed with liberty to file a proper petition disclosing the complete facts.
Order Date :- 16.1.2013
Pkb/
आज फेसबुक पर जो डिसकसन हुआ है कोर्ट की कार्यवाही को लेकर -
************
Tripathi Vishwesh
kuch order jo sunnane me aa raha hai.
1-HIGH Court me 16 jan ko Akhilesh
Tripathi ki writ hui kharij.
2-Upper agr aur Lower age vale hue
manya .
3-Bharti par nahi lag saki koi rok . 4-JINHONE MANUALLY SCERT KO
AVEDAN BHEJA HAI VO BHI HUYE
MANYA .
5-TET weightage jaisa koi case nahi hai
baki Court me. Vo sirf paisa pasoolne
ke liye kuch logo ki hai afvah. SP sarkar me hue badlav ko court me mana ja
chuka hai sahi . Ek anya case me: BTC
SBTC 2007.08 B.ed sm sbko division
bench se tet se choot 15 din k ander
niukti ka adesh.
*******************
Amit Singhania
मित्रोँ आज मुझे कुछ अनोखी चीज़ देखने को मिली । जिस समय कोर्ट मेँ सुनवायी हो रही थी और टण्डन जी एक-एक याचिका खारिज करते जा रहे थे, तो गुणाँक वाले भाइयोँ के चेहरे पर अजीब सी झुँझलाहट दिखायी पड़ रही थी और उस समय तो मुझे बड़ा ही अजीब लगा जब अखिलेश त्रिपाठी की याचिका खारिज हुयी तो मेरे बगल मेँ बैठे महान गुणाँकधारियोँ के चेहरे पे पसीना आ गया।
आखिर क्योँ???
टण्डन जी ने तो वही किया जो ये लोग चाहते थे, फिर भी मस्तक पर पसीना !
शायद इनको अपनी जीत मेँ भी हार का आभास हो गया है या फिर हम हार कर भी जीत गए हैँ?
Like · · Follow Post · 19 minutes ago via mobile
Vinay Pandey and Vijay Verma like this.
Raj Mishra Wo bhi yahi chahte rahe honge ki jabtak bharti poori na ho jaye case Tondon ki bench me hee rahe jisase unaki seat pakki rahe aur ab case single bench se kharij hone se shayad unako bhi SC ka dar satane laga hai.
******************
Anand Kumar
Aaj pehli baar up ke adhyay me talented aur yogya shikshako ka selection hone ja raha tha lekin pehle kapil uske baad govt ab hc s. bench aade aaya. Ab dekhna hai ki india ki sheersha nyaypalika inko rahat deti hai ya phir gise pite acd jo kisi tarah tet me pass ho gaye hai unke chayan ko theek thahraati hai. Waise up me single bench sadav govt ke fvr me decision aur sc uske against me decision deti hai. So pray to god sc give the right decision yani old advt jo game start hone se pehle bana tha aur sc ne jyadater cases me ise hi theek kaha hai.
************
Rajesh Pratap Singh
Aj jo hua,
1-15th amendment ke dwara purane vigyapan ko radd karna unlawful tha kyunki amendment prospective hota hai.
Par ye vacancy bad hai means add me technikal problem hai isliye ise kharij kr dena chahiye aur akhlsh tripathi ki writ kharij.
2-age ke mudde par relaxtion diya means 18 to 40,
inko 21 tak avedan krna hai kaisi ye odr se pata chalega.
Inhi logon ke sath jinhone purane avedan ki suchna scert bheji hai unhe bhi phir avedan karna hai.
3-advct anil tiwari je ne alag alag universts ke b'ed ke theory/practcl ke marks ka chart lekar aye the unhone 200/400 ke practcl se ane vale diff ko bahut achchi tarah se rakha aur kaha ki ye artical 14 ka voiletn hai use bhi nahi suna kharij kiya.
Waitg kharij kiya dena na dena sarkar ka right.
Good things,
ye mana ki post vahi hai vacancy vahi hai,
ye mana ki amendment prospectiv hota hai,
15 amendmnt se add radd krna unlawful.
Age ko mana.
Db ka ground mazboot kiya.
Inka maqsad bharti krvana lag raha tha nyay nahi.
Hume inse aur kuch ki ummeed bhi nahi thi inse picha chuta ye kya kam hai.
Kal shailendraje ki writ par bahas hai satrday ko db me writ file ho jayegi.
Jai hind jai tet.
********************
आप अपने कमेन्ट, ब्लॉग पोस्ट पर सभ्य / उचित तरीके से दे सकते हैं
आप लोग धेर्य रखें और अपनी बात को मर्यादित शब्दावली में यथोचित रूप से व्यक्त करें
हालाँकि सही सुचना आपको कोर्ट का ऑर्डर देख कर मिलेगी और सम्बंधित ख़बरें आप प्रतिष्ठित समाचार पत्रों के माध्यम से भी प्राप्त कर सकते हैं
सही सूचना के लिये सम्बंधित अधिकारीयों / विभागों से जानकारी प्राप्त की जा सकती है
Note - For Correct information , You need to contact relevant authority / concerned department.
धन्यवाद
Thanking you.