Upper Primary Teacher Recruitment UP : उत्तर प्रदेश जूनियर शिक्षकों की भर्ती का सर्वे आकलन
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates /
आपके अनुमान के लिए , एक सर्वे का आयोजन कर रहे हैं , जिसमें निम्न लिखित प्रश्न होंगे -
कृपया आप अपनी सही जानकारी दें
यह प्रश्न ब्लॉग के दायीं व बाएं तरफ हैं
1. आप जूनियर भर्ती की किस केटेगरी में है
साइंस
मैथ्स
2. आपका जूनियर भर्ती में गुणांक मैथ्स में कितना है
3. आपका जूनियर भर्ती में गुणांक साइंस में कितना है
4. आप जूनियर की किस जिले से भर्ती के इच्छुक हैं -
(A) इलाहबाद
(B) कानपुर
(C) वाराणसी
(D) लखनऊ
(E) आगरा
(F) मेरठ
(G) नॉएडा
(H) झाँसी
नोट - यह पोल /सर्वे लोगों द्वारा जानकारी पर आधारित होगा और
इस पोल /सर्वे में लोगों द्वारा दी गयी जानकारी गलत भी हो सकती हैं । यह पोल /सर्वे सिर्फ लोगो द्वारा दी गयी जानकारी का अनुमान होगा
अत : आपको भर्ती में आवेदन अपने स्व विवेक से करना चाहिए । बहुत से लोग ऐसे भी हैं , जो इस भर्ती को अपने लिए उपयुक्त नहीं पा रहे हैं और सर्वे में जानकारी गलत भर के गुमराह कर सकते हैं , इसलिये इस अनुमान पर सावधानी बरतने की जरूरत है
science 68.78 bijnor
ReplyDeletescience 62.15
ReplyDeletescience 65.05 obc
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteVinod kumar vishwakarma 67.80 science obc jaunpur
ReplyDeleteare apka voting system khan he??
ReplyDeleteExpected Cutoff for junior Science math teacher Recruitment 2013:
ReplyDeleteGeneral category candidates / UR unreserved: : 72% to 75%
OBC: 70% to 75%
SC: 65% to 70 %
ST: 60% to 65 %
Please mujhe koi ye bataye ki m bca b.ed aur junior tet pass ho but inter arts side se ho to m sience m form dAlo ya math m.
ReplyDeletePlease mujhe koi ye bataye ki m bca b.ed aur junior tet pass ho but inter arts side se ho to m sience m form dAlo ya math m.
ReplyDeletePlease mujhe koi ye bataye ki m bca b.ed aur junior tet pass ho but inter arts side se ho to m sience m form dAlo ya math m.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
Deletekya ladkiyo k liye lag se arakshan hota hai
ReplyDeleteMerit kaise banegi
ReplyDeletegautam pg
ReplyDeletescience 64.50
Kya b.sc maths wale science and math dono se aply kar sakte hai?
ReplyDelete100% math aur sci dono k liye eligible hai Divya.
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteplz koi btao ki upper primary ki merit kaise banegi
ReplyDeleteHighschool 10%+ inter 20%+ graduation 40%+ b.ed theory aur practical k alag-alag 12,6,3. Exa- agar theory aur practical dono me first divi.hai to 12+12,theory 2nd aur practical 1st to 6+12, yadi third hai to 3+12.
DeleteGO me saaf kaha hai ki agar 12th me science stream hai to bca wale form bhar sakte hai anytha nahi.
ReplyDeleteu r 100% right. Bca walo k liye ek condition hai inter me science must hai.
ReplyDeleteanirudh 72.6 % obc koi chance hai kya?...
ReplyDeleteactually main aligarh muslim uiversity se bsc(physics)(honours) hun. please koi mujhe ye batayega ki kya main maths aur science donon me apply kae sakta hun,kyunki final year me physics walon ke pass sirf physics hi hoti hai aur degreeunhen physics honours ki milti hai....plz clear someone if he/she knows about it.
Alok sir iska matlab h ki mai nahi to science m form dal sakti hu aur nahi math m.ya math m form dal sakti hu.please give me answer.
ReplyDeleteSO SAD UPASNA ! U R NOT ELIGIBLE 4 SCI AND MATH. SORRY. WAISE APNI SANTUSHTI K LIYE GO DEKH LO. AGAIN SORRY.
DeleteJunier ki merit 10% 20% 40% 30% ki gunak merit banagi
ReplyDeleteMerit kaise banegi
ReplyDeleteI also have one question Alok,
ReplyDeleteI am B Sc (PCM) and B Ed (Mathematics), UP TET 2011 (Upper) so would I be eligible for Science teacher and should I apply for both Maths and Science ?
Please answer
I also have one question Alok,
ReplyDeleteI am B Sc (PCM) and B Ed (Mathematics), UP TET 2011 (Upper) so would I be eligible for Science teacher and should I apply for both Maths and Science ?
Please answer
Alok sir muzhe bataye ki mene b.sc in medical lab technology se ki h 12th me p c m tha upper tet pass hu b ed hu kya main form dono sc mths me dal sakta hu
ReplyDeleteonly science sandeep.
DeleteAlok sir muzhe bataye ki mene b.sc in medical lab technology se ki h 12th me p c m tha upper tet pass hu b ed hu kya main form dono sc mths me dal sakta hu
ReplyDeletealok sir bataiye ki mera b.sc math se hoon .aur mera gunak 56.88 ban raha h.koi chance hai ki nahi.aur female group m kuch vatage melaga ki nahi.aur m sci aur math dono group m kaya apply kar shakti hoon kaya.plz koi reply kar ke bataye.plz...
ReplyDeleteISARAR KAM SE KAM 50 DIST SE FORM FILL KARO. GUNANK KI DETAIL ISI POST PE UPAR HAI,DEKH LO.
Deleteis baar junior vaccancy ka gunak kaise banega .plz reply .
ReplyDeleteGUNANK PROCESS KO ISI POST PE UPAR BATAYA HAI. CHECK KARKE CALCULATE KAR LO.
Deleteobc science merit :64.57 please bataye mera kya chance rahega
ReplyDeletepure chance hai.
ReplyDeletehello sir ji... I've pcm(physics, computer si. Nd maths) in B.Sc. Nd in B.Ed( science nd maths). So pls tell me can i applied for both science nd maths...
ReplyDeleteYES,U CAN APPLY 4 BOTH.
Deletesir ji 74% in general kya chances hain...
DeleteSir general science 63.23 kya chance hai
ReplyDeleteo.b.c maths 71.23
ReplyDeleteSANDEEP BHAI TUMKO KYA KAHNA EKDAM SURE. MAST-BINDAS.
DeleteAlok sir mera gunak 58.999 % hai
ReplyDeleteCat.- SC, only science mera marg darshan bhi krein please
SUNDER BHAI,CHANCE TO HAI BUT ADHIK SE ADHIK DIST ME FORM FILL KARO. JARUR ACHHA HOGA.
DeleteJINKA 65 SE KAM HAI SHAYAD HI UNKA NO AYE. MIND IT
ReplyDeletescience obc 61.75 ke liye kya chance hai
ReplyDeleteBALLE-BALLE KARO BHAI.
ReplyDeleteSINGHNITIN ASHISH ! DO'NT WORRY SURE HOGA.
ReplyDeleteSir ye btaye ki jb prt ka a hi base of salection nhi clear hai to jrt ka kaise karenge
ReplyDeletealok sir mera dost ka sci (Obc)main 60.26 hai.koi chance hai ki nahi.
ReplyDeletesir mera obc math me 67.4 h kya mera chance h plz tell me
ReplyDeletereena ! Aap mast raho. Sure hoga.
DeleteKya b.sc (ZBC) wale science and math dono se aply kar sakte hai?
ReplyDeleteno. Only science.
DeleteSIR CTET ME OBC 83 MARKS ME APPLY KAR SKTA HU
ReplyDeleteisrar apne friend se kaho adhik se adhik dist me form fill kare. Jyada chinta ki baat nahi. 1st coun.me ku6 nhi hoga. 2nd coun.se merit low hogi.
ReplyDeletesandeep tumhara 1st couns.me hoga.
ReplyDeleteObc science 69.64 kya chance h
ReplyDelete110% chance hai. Waise bhi tum akhilesh yadav ho... It's joking yaar.
ReplyDeleteSir,mera gunank 57.92 obc science hai. kya mera koi chance ho sakta hai?
ReplyDeleteMerit kitani low ho sakti hai?
ReplyDeleteBADI PROBLEM HAI JITENDRA. 50 DIST SE KAM FORM FILL MAT KARNA ADHIK HO JAYE KAM NAHI.KAHI NA KAHI HO JAYEGA 3rd COUN. ME.
ReplyDeletei belongs to sc,,,
ReplyDeletescience gunank 65.37 hain
kitne zilo se form dalna thik rahega?? ho bhi payega ya nahi????
kkk
ReplyDelete10 dist se fill karo. Sure hona hai.
ReplyDelete10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se..
ReplyDeleteAlol sir btc m theory. Practical charo sem m count karna ha ya 4th.sem pura practical hota bakaya teeno sem theory 1sf"2nd"3rd"teeno sem me practical part bhi hota h pls reply
ReplyDeleteAlok kumar ji name write m mistak ho gai sorry
ReplyDeletealok sir plz bataye ki obc 61% science ka kya ho sakta hai
ReplyDeletegautam tumhara ho sakta hai but tumhe patience rakhna hoga aur adhik se adhik dist se apply karna hoga. Kam se kam 40 dist se.
Deletealok sir plz tell me10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se science 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se.kitni jagah form dalna sahi rehega..???
ReplyDeletealok sir plz tell me10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se science 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se.kitni jagah form dalna sahi rehega..???
ReplyDeleteAlok sir mera gunank 61 science general hai. Mera kya chance hai . Mujhe kitne distt me bharna chahiye
ReplyDeleterajeev bhai,aap border pe ho so aapko 50 dist kam se kam apply karna hoga tab lagbhag kam risk rahega. Good luck Dear.
ReplyDeleteek baat aur 5 dist jaha seats kam hai waha jarur apply karna. Isase ku6 khone ka risk nahi balki ku6 pane ki aasha hai. Samjhe to thik warna ham blog pe samajha nahi payenge waise tum samajh jaoge.
ReplyDeletemerit is bar ki hogi anumanit sci gen-60% ,obc -57%,sc-54% math gen-59%,obc-56 ,sc-50-48 ja sakti h
DeleteAAP GALATFAHAMI ME HO AJAY BHAI MATH KI MERIT SCIENCE SE ADHIK HOGI. CHAHE CALCULATE KAR LO. MATH WALE FIRST COUNS.ME SABKO DARA DENGE. USKE BAAD 2ND COUNS.SE CONDITION CHANGE HOGI.
ReplyDeleteAlok ji, 64.50 science General ka kya change hai , Kitne District se form bharna chaiye ..
ReplyDeleteTANUJA JI AAPKA SURE HOGA. HAME YE ANDAJA HAI KI KITNI MERIT SCI YA MATH KI JAYEGI.BUT PROBLEM HAI BLOG PE KAI LOG DISTURB HO JAYENGE. AAP 20-25 DIST ME APPLY KARO. AAP MALE HOTI TO 10-15 DIST ME JYADA APPLY KARNA PADTA. GOOD LUCK TANUJA.
ReplyDeleteThanks ..Alok ji,
ReplyDeleteKya girls ko koi reservation milta hai...?
FILHAL ISME NAHI.
ReplyDeletethanks alok ji
ReplyDeleteok gautam bhai. Bas aap log select ho jao,hame dili khushi hogi. Good luck Dear.
ReplyDeleteSceince. 68.33 obc.
ReplyDeleteSir kitne jagah se form dale
SUMAN CONGRATES ! ONLY 10-15 DIST SE APPLY KARO. GOOD LUCK.
ReplyDeleteThanks sir
ReplyDeletesir science 64.3obc
ReplyDelete40 jagah se form bhara hai
kya chance hai
ARE BHAI HAME TO TUMHARA NAME HI SAMAJH ME AAYA. PURE CHANCE HAI. EK KAAM KAR SAKTE HO TO KAR LO 2-4 DIST JAHA SEATS KAM HAI WAHA SE BHI APPLY JARUR KAR DO. GOOD LUCK DEAR.
ReplyDeletesir mera 67.4 h obc math me mujhe kitne distt se apply karna chahiye.sir 1st counsl me mera chance h kya
ReplyDeletei am Rahul belongs to sc
ReplyDeletei have filled the forms of 57 districts
mera gunank {65.35 science} ban raha hai
alok bhai maine apni taraf se koi kami nahi chhodi,
aapko kya lagta hai kuch hoga ya nahi,
mujhe to sirf dar lagta hai..
---------- Forwarded message ----------
ReplyDeleteFrom: basic parishad
Date: Mon, 2 Sep 2013 15:36:30 +0530
Subject: Re: Upper Primary Teacher Recruitment
To: Deena Nath
only for the science
On Sun, Sep 1, 2013 at 10:36 PM, Deena Nath wrote:
> Sir,
> I request you to please help me regarding the information as below:
> I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
> 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
> I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
> Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
> Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher. Please
> help me it's the matter of my carrier and Life. Please.
> Sir,
ReplyDelete> I request you to please help me regarding the information as below:
> I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
> 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
> I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
> Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
> Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher.
RAHUL DO'NT WORRY. TUMHARA FIRST COUNS. ME HOGA. KOI DAR NAHI HAI. BINDAS RAHO.110 % CHANCE HAI. TUMHARA TABHI NAHI HOGA JAB BHARTI NAHI HOGI AUR AISA HONA POSSIBLE NAHI HAI SO DO'NT TAKE TENSION ONLY ENJOY. GOOD LUCK DEAR.
ReplyDeleteALOK BHAI PLEASE TELL ME
ReplyDelete> Sir,
> I request you to please help me regarding the information as below:
> I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
> 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
> I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
> Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
> Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher.
YOGENDRA BHAI AAP ITNA COMPLEXIVE KYO HAI,BHAI AAPKO MAINE KAI BAAR REPLY KIYA AAP 110% ELIGIBLE HO MATH AUR SCIENCE DONO K LIYE. BHAI AAP CONFUSE MAT HO. AGAR HAMNE GALAT INFORMATION TUMHE DI TO,I PROMISE HAM BLOG PE HI RAHENGE TAB TUM HAMSE KAHNA. AGAR MERA REPLY MIL JAYE TO HAME INFORM JARUR KARNA. GOOD LUCK BHAI.
ReplyDeleteYOGENDRA BHAI AAP ITNA COMPLEXIVE KYO HAI,BHAI AAPKO MAINE KAI BAAR REPLY KIYA AAP 110% ELIGIBLE HO MATH AUR SCIENCE DONO K LIYE. BHAI AAP CONFUSE MAT HO. AGAR HAMNE GALAT INFORMATION TUMHE DI TO,I PROMISE HAM BLOG PE HI RAHENGE TAB TUM HAMSE KAHNA. AGAR MERA REPLY MIL JAYE TO HAME INFORM JARUR KARNA. GOOD LUCK BHAI.
ReplyDeleteAlok Sir mera general maths main 63.54 hai mere kya chances hain please reply -khushi
ReplyDeletekhushi aap to obc ho, am i correct? Aapka sure ho jayega but be careful,30-35 dist kam se kam aap apply karo. Usme 2-4 dist kam seats wali dist me bhi apply jarur karna. Sure ho jayega. Waise aap kis dist se ho,tell me. Shayad usase ku6 aur clear ho sakta hai. Do'nt worry. Good luck KHUSHI. TUMHE KHUSHI JARUR MILEGI.
ReplyDeleteNo Sir i am from general Category .Please tell my chances then
ReplyDeleteaap koi surve bhi to kar rahe the wo kaha gaya.... ham to usi ka wait kar rahe hain
ReplyDelete@Alok Sir General Category main Maths ka kya cut off jayega
ReplyDeleteRahul bhai kya aap mujhse surve k liye pu6 rahe ho kya? Tell me.
ReplyDeletekhushi gupta aap gen ho? Kaun si gupta ho? Strange yaar ! Aap sure select ho jaogi. Gen ho to 40-45 dist kam se kam apply karo. Aapke chance hai 100 %. Good luck dear.
ReplyDeleteSir kya junior ki bharti to complete hogi
ReplyDeletepositive to rahna hi padega Suman. Ummid to hai ki bharti puri hogi.
ReplyDeletealok sir plz tell me10%,20%,40%and 12-12 ke hisab se science 67.51 GEN, kya chance hae sitapur se..ya kahin aur se.kitni jagah form dalna sahi rehega..???
ReplyDeleteASHISH SITAPUR ME TUMHARA HO JAYEGA YAAR AUR TUMHARA HONA TO 101% SURE HAI BUT 10-15 DIST SE FILL KAR DO,ISASE APNE KO SATISFACTION BHI RAHEGA AUR KISI TARAH KA RISK BHI NAHI RAHEGA. SAMAJHE DEAR.
ReplyDeleteThanks sir
ReplyDeleteji aalok bhai surve k liye hi puch rahe hain....
ReplyDeleteAlok Sir main baniya hoon aur Maths and Science dono k liye apply kar sakti hoon 63.54 per maths and science dono se apply karne pe mujhe kam se kam kitne jile bharne honge.Science k liye general ka cut off kya jayega?
ReplyDeletekhusi maine aapko bataya hai ki 40-45 dist se apply karo. Aapka sur ho jayega.Do'nt worry. Please cut-off ko mat puchho mai blog pe nahi bata paunga. Ek baat pu6e bura na mano to ham bhi gupta hai but obc me aur tum gen.me. Ho sakta hai tum agrahari ho. Koi baat nahi, Good Luck.
ReplyDeletethank you alok ji
ReplyDeleteIT'S O.K. BROTHER. BEST OF LUCK.
ReplyDeletehello its tripti i had applied in 20district and my merit is 69.374(science) how much possibilities are for me in this vacancy
ReplyDeleteI AM B.Sc (PHY,CHEM,MATHS) CAN I APPLY FOR SCIENCE & MATHS BOTH
ReplyDeleteYES,NARESH JI ! U CAN SURELY APPLY IN BOTH(MATH & SCIENCE). GOOD LUCK.
ReplyDeleteANSHUMAN JI ! UR MERIT IS VERY GOOD SO DO'NT WORRY. 101% POSIBILITIES 4 U IN UPRT & U HAVE APPLIED IN SUFFICIENT DIST IN UPRT SO ENJOY IT. BEST OF LUCK.
ReplyDeletekripank k number jod k likhu ya nhi bahut problem hai please tell me
ReplyDeletenever. Only obtain marks mention karo.
ReplyDeletekya 67.97 scince, gense 7 jagah se form bharna safe rahega?
ReplyDeleteab ghanta kisi ka kuch nahi hone wala,, kuch bhi bharo mat bharo,,, kyuki ye bharti bhi court ki bhet chadh gayi hai......
ReplyDeletejo log court me jakar writ dal rahe hain unka beda gark ho,,,, jahannum mile saalo ko or waha bhi wo sarkari mastar hi bane aisi meri dua hai....
ReplyDeleteASHISH TUM BAHUT BADMASH HO. ARE YAAR MUJHE CHHOTA BHAI SAMAJHO. BUT TUM ITNE CONFUSE KYO HO AUR KANJUSI KYO KAR RAHE HO? KAM SE KAM 3 DIST SE AUR FILL KARO. TUMHE ITNA REPLY KIYA HAI TAB BHI. CHALO KOI BAAT NAHI BHAI HO. WAISE MAINE PAHLE JO TUMHE BATAYA THA WO NO RISK K LIYE THA. AB BHI KOI RISK NAHI HAI. HA UPRT KI BHARTI HAR HAAL ME HOGI CHAHE JITNI WRIT PADE. GOV KI NITI HAI KU6 DIN DELAY KARNA. 2 LOOSE POINT GOV NE JAAN K KIYA HAI WO JAB CHAHE 1 DAY ME PROBLEM SOLVE. SO DO'NT WORRY. NO TENSION. BINDAAS APPLY KARO. BHARTI HOGI,HOGI AUR JARUR HOGI. RUMOURS PE DHYAN NA DO.
ReplyDeletealok ji thnx for reply but i m already govt. servant in a good post..this is my wife's gunak and she can't go everywhere in up that's why i was talking about sitapur...kanjusi ki koi baat nahi hae .
ReplyDeletebest of luck 4 ur wife ashish dear. Sirf satisfaction k liye maine kaha tha k 3 dist aur apply kar do. Ye mai bhi janta hun ki ek bhi dist me ho sakta hai. 7 dist kam nahi hai. Agar meri kisi baat se hurt hue ho to sorry brother.
ReplyDeletealok sir plz tell me what are chance in upper primary teacher I have 63.82 marks by gudank method for both Math and science for Obc category.
ReplyDeletealok sir plz tell me what are my chance in upper primary teacher recuritment. Sir I have 63.82 marks by gudank method.i am apply both Math and science for Obc category.
ReplyDeletesyed aapka 1st couns.me ho jayega. Aap dff me ho mai bhi dff me hi hun but not in uprt.
ReplyDeleteyashpal aur shivpal bhai aap dono ek hi ho kya? Aap 30 dist me kam se kam apply kare. Sure hoga lekin 30 se kam na ho. Good luck.
ReplyDeletehello sir aapse ye jaanna tha ki yadi sc male categry mai math nd science se form kitne daale jaaye..yadi percentage ka gudank 53.54 hai to..
ReplyDeletekya no aane ka chance hai
bhai aap jitne jagah apply maximum karna hai kar digiye. Mai aap ko best of luck hi kah sakta hun. Ek kaam kariyega jis dist me kam seats hai waise 5 dists me apply jarur kare.
ReplyDeletealok ji mera maths se gunak 71.04 general hai bt maine 5 dist se hi apply kiya h koi chance hai to btaiye...plz
ReplyDeletealok ji mera gunank 62.18 science gen category se hai
ReplyDeletemere liye kya advise hai.
komal gupta
my gudank is 72 can i select & i have applied for 6 district
ReplyDeleteare alok ji kaha gaye jabab to do
ReplyDeleteare alokji kanha gaye gayab hi ho gaye pls come on site
ReplyDeleteMera uptet clear nhi but ctet 2013 clear kya jisk a result only n rgstrsn ki starting date se do din baad aya tha',
ReplyDeleteMene 26 distrct s aply kiya h,
Kya m in vacncy k liy elgbl hu or obc m science side s 67.02 gunak h to kya chanc h