72825
Teacher Recruitment, UPTET : Anshul Mishra, Jinhone Bhrtee Ki Jald
Sunvaye Ke Liye Rastrapti Ko Khat Bhejaa, Unke Vichaar Dekhiye
Kya Jamana Hai, Har koee Apnee Bhrtee Chahata hai, Sirf Hamara Hamrae Group ke Admin Ka aur hamare Blog Ka Pryaas Hai Ki
Jab Anshul Mishra ji, Court ki Ladaayee Mein Haar Gaye, to Ab Unke Sur Badal Gaye Hain
(Agar Facebook vale , Anshul Mishra ji vahee Anshul Mishra hain, Jinhone Rashtra Pati ko Khat Bhejaa Thaa)
Anshul Mishra Ji Ne Jo Baat Mukhya Baat Kahee -Article 14 Ke Baare Mein
कोई भी राज्य सरकार
Article 14 in The Constitution Of India 1949 के तहत धर्म,वर्ग,जाति,सेक्स
यानि मेल फीमेल के आधार पर विभाजित नहीं कर सकती ऐसे में पुराना विज्ञापन तो सबसे पहले समाप्त होना चाहिए
Hamara Kehna Hai Anshul Mishra Ji Ko Ki Bhrtee ke Niyam Samvidhan, RTE-Act aadi ke Dayre Mein Sarkar Tay Kartee hai.
Mayawati
Sarkar bhee UP ki Sarkar Hee Thee Jisne NCTE ke Niyamo Ke Tehat 72825
ki Bhrtee Prakriya Nirdharit Kee Thee. Aur ek Baar Bhrtee Ke Niyam Tay
Hone Ke Baad Beech Mein Badalna Sahee Nahin Hai. Court ne Sabhee Pakshon
Ko Dhyaan mein Rakhkar Feslaa Diyaa Hai.
Inhone jo Male / Female vagerah kee Baat likhee, vhe besir pair baat hai.
Bhrtee
karne Valee Sanshta Udharanarth Army/ Defense Service etc. Yadi Sirf
Male Candidates Ko Bhrtee Kartee hai, to Kya Vhe Samvedhanik Roop Se
Galat Hai.
Male/ Female Bhrtee ka Vargeekaran,
Bahut See Teachers Ki Bhrtee Jaise KVS, DSSSB, Aadi Lagbhag Sabhee Jaghe
Hotaa hai. to Kya Vhe Samvedhan ka Ullanghan Hai.
Sarkar
/ Sanshta Jaroorat ke Anusaar / Anupaat ke Anusaar aadi Bhrtee Ka
vargeekaran kartee hai, to Usmen Kya Galat Hai. Girls Schools mein
Female Teacher, Children Schools mein Female Teacher Rakhtee Hain to Kya
Galat Hai.
Sarkar agar Niyamon Ke Tehat koee Bhrtee Prakriya Nirdharit Kartee Hai, to Usmen Galteeyan Dhoondhana Bebuniyad baat hai.
Kuch
Bhrteeyon mein TET weightage ki ek mushkil dekhne ko aa rahee hai, aur
Uska NCTE Guildelines ke Tehat Samadhaan Hona Baki hai. Baki SaB
BENUNIYAAD BATE HAIN.
BAHUT SAARE RAJTON MEIN ACAD WEIGHTAGE + TET WEIGHTAGE DONO KO JODKAR BHRTIYAAN HUEE. AUR SHUDDH 100% TET WEIGHTAHGE BHEE NCTE NIYAMANUSAAR GALAT NAHIN HAI.
SUPREME COURT MEIN BHEE 72825 TEACHERS KI BHRTEE TET MARKS KE DWARA HONE KI BAAT HONE KE POORE AASAAR HAIN.
BAHUT SE RAJYON KI BHRTIYAON MEIN ACAD MARKS KA WEIGHATGE BHEE LIYA JAA RAHA HAI, TO ISKA HONA NA HONA DONO HEE SAMBHAV HAIN.
LEKIN TET MARKS KA WEIGHTAGE JAROOR LIYA JAA RAHA HAI.
Anshul Mishra -
जिस
समानता के अधिकार की टेट वाले दुहाई देते है की नया विज्ञापन समानता के
अधिकार के विपरीत है और भूषण जी ने अपने आदेश में 15 वे संसोधन के नियम
Rule 14 (3) को ultra-vires, घोषित किया है और Article 14 of the
Constitution सविधान के जिस नियम का उल्लेख भी किया है यदि इसको माना जाये
तो शायद सबसे पहले पुराना विज्ञापन ही समाप्त होगा क्योकि इस नियम- Article
14 in The Constitution Of India 1949
14. Equality before law The
State shall not deny to any person equality before the law or the equal
protection of the laws within the territory of India Prohibition of
discrimination on grounds of religion, race, caste, sex or place of
birth को पढ़ा जाये जिसमे लिखा है की
कोई
भी राज्य सरकार Article 14 in The Constitution Of India 1949 के तहत
धर्म,वर्ग,जाति,सेक्स यानि मेल फीमेल के आधार पर विभाजित नहीं कर सकती ऐसे
में पुराना विज्ञापन तो सबसे पहले समाप्त होना चाहिए क्योकि इस विज्ञापन
में मेल,फीमेल के पदों को अलग अलग विभाजित किया गया है जो की इस नियम में
साफ तौर पर लिखा है की मेल,फीमेल के आधार पर कोई भी राज्य विभाजन नहीं कर
सकता है इसके साथ ही पुराना विज्ञापन में कला और विज्ञान के पदों का अलग
अलग विभाजन किया गया है वही दूसरी और यदि नए विज्ञापन पर प्रकाश डाला जाये
तो तो इसमें ना ही मेल और फीमेल तथा कला और विज्ञान के आधार पर पदों को
विभाजित नहीं किया गया है ऐसे में ये सोचना लाज़मी है की भूषण जी ने किस
आधार पर नए विज्ञापन को Article 14 of the Constitution के विपरीत माना है
जबकि इस विज्ञापन में Article 14 के विपरीत कुछ भी नहीं है जबकि पुराना
विज्ञापन Article 14 के विपरीत है| अब यहाँ पर संदेह वाली बात ये है की एक
तरफ भूषण जी नए विग्यापन को Article 14 के विपरीत मान लिया है जो की उक्त
नियमो में दी गयी एक भी बात नए विग्यापन में नहीं है जबकि पुराना विज्ञापन
उक्त नियमो में दी गयी sex-सेक्स के आधार पर पदों का विभाजन किया गया है|
जो विज्ञापन Article 14 के विपरीत नहीं है उसको भूषण जी Article 14 के
विपरीत मानते है जबकि जो विज्ञापन Article 14 को पूरी तरह से फॉलो करता है
उस विज्ञापन से 72825 पदों को भरे जाने का आदेश पास करते है| ऐसे में भूषण
जी के आदेश की सुप्रीम कोर्ट में समीक्षा होना लाज़मी है क्योकि इन्होने
अपने आदेश में 2 विपरीत बाते की है|