UPTET : Allahabad Highcourt Hearing
BLOG's FB Profile - http://www.facebook.com/uptet.prt.9
Views collected from Face Book -
Amit Kumar Rai >>Uptet2011 from Delhi region supreme court >>
Aaj court ki taraf asha bhari nigaho se tet pas sare students dekh rahe the. Court ki karyvahi ko dekh kar tet supporters k face par halki smile aa gayi hai. Par tet k anti students k bich chinta ka atmosphear creat ho gaya.
Is bich aaj court me judge Tandon k bato se phir suspention creat ho gaya. Har parti ise apne fever me bata raha hai, but why anybody not thought why goverment not release the add? I think about this deaply and reached these conclusion plz read carefully and give your thought..............
(1)Govt cancel old add but they want to defend their decesion successfully. So they search the way to defend their work.
(2)But govt does not find. This is the reasion of dely.
(3)If govt find the way they submit add in the court on next hearing.
(4)If govt not find what happen?
I thought govt ko koi rasta nahi dikh raha isliye add aane me deri ho rahi hai. Ab judge bhi apne manmarji nahi kar sakte bcoz lucknow me writ pad gayi hai agar iska faisla tet k pach me aata hai to tumtum ki badnami hogi. Is karan use bhi soch kar hi nirnay dena hoga .
Ek bat aur aakhir court ne old add ki tarah svbtc btc ka add hamare add k sath nikalne par virodh kyo kiya?
*******************
Mani Shankarposted to Uptet Prt
2 hours ago
Agar tet ko wtg milta hai to jo niuamawali crt me jama ki gayee hai uska kya hoga kya do din me sansodhan ho ga aur isi crt ne toniyamawali accept bhee ki hai to phir hoga kya???......
Like ·
Mani Shankar likes this.
View all 9 comments
Priyanshu Gupta Abhi govt. Ne niyamawali me jo sanshodhan kiya hai,kewal dakhil kiya hai court ne accept nahi. Jab dono paksha bahas kar lenge tab ye court decide karega ke niyamawali me amenment accept kiya jaye ya nahi. Abhi tak govt. Lawyer aur writ karne wale lawyer ke bahas court me hui he nahi hai. Add. Aa jane ke baad ye bahas hogi aur tandon je judgement denge ke niyamawali me amenment sahi hai ya nahi.
*******************
Ganesh Dixit posted to Uptet Prt >>>
3 hours ago
today justice arun tandon said that why government has not published combined advertisement means b.t.c, sb.t.c and B.Ed +tet it is only possible by tet merit so now we r leading to victory and might be on 18th October decision will come in favor of tet merit.
******************
Ranjeet Singh Yadav
Gov k advocate ne court ka attitude bhapkr sthiti ki gambheerta ko dekhte hue .vighyapan mamle pr apna mt principle secretary se prakt kr dia hai aisa hona ek swabhavik prakriya hai , sesh kl hone wali caibinate ki baithak me ho skta hai sachiv basic pratibjag kr kisi nirnay tk punch jayen .ydi kl tk vighyapan nhi hua to justice Tandan nischit rup se gov ko notice issue krte hue sabhi mamle ko apne court se larger bench ya DB me transfer kr skte hai aur bharti se sambandhi sare mamlo ko disposed of kr denge . Ydi Tandan ji k aaj k attitude ko dekhkr kl vighyapan advertise krne ka nirnay srkar lete hai to use ushmani commetee ki us santuti ko re open kr implement krna hoga jisme e kha gya tha ki tet ki merit se bhi niuktiyan ho skti hai it mens present circumstances khta hai ki academic + TeT pr bharti start ho ya old vighyapan bhal ho .
Like · · Follow Post · about an hour ago via mobile
Ayush Srivastava, S.d. On, Ajay Tiwari and 6 others like this.
View all 27 comments
Sandeep Srivastav Hard cmnt hai but true,,,,,jb itne saral paper ko solve krne me sapa bhakto k pasine chhoot gaye to radd ho jata to naye tet me pata nahi pass hote ya nahi
30 minutes ago via mobile · Like · 5
***************************
विवेक तिवारी
AASHA HAI TANDON JI JALD HI ACAD. MERIT RUPI RAVAN KA DAHAN KARENGE OR TET MERIT KA VANVAS KHATAM HOGA....OR RAJ GADDI (JOB) BHI UNHE HI MILEGI....JAI SHRI RAM,.
Like · · Follow Post · 14 minutes ago via mobile
Shitesh Mani Jai Shri Ram.
12 minutes ago via mobile · Like · 1
Amol Misra tet merit jindabad
3 minutes ago via mobile · Like · 1
************************
Abha Awasthi
frndz... india news aur india tv k accordng....
prathmik shikshakon ki bharti ka mamla : allahbad high court ne btc, tet aur b.ed ka sanyukt vigyapan nikalne ka aadesh diya...
maine khud ye news abhi dekhi hai...
Like · · Follow Post · 7 hours ago
Vibhash Srivastava, Praveen Tripathi, Garima Mishra and 8 others like this.
View all 21 comments
Jayendra Dixit acc to high court trained aur untrained ki niyukti ek vigyapan se kaise ho sakti hai isliye 2 alag alag add par same date main nikalne ki sambhavna jyada prabal lagti hai....
6 hours ago · Like
Abha Awasthi lets see....
6 hours ago · Like
Jayendra Dixit lets cross our finger nd wait for time to settle the issue...
6 hours ago · Like · 1
Nagendra Singh Ha mujhe b yahi lagta h.same time pe vigyapan
6 hours ago via mobile · Like · 1
********************************
FROM - UPTET acadmik PARIWAR
Vikash Ranjan
UPTET Allahabad Highcourt : Next
Hearing Date : 24.10.2012
UPTET Allahabad Highcourt : Next
Hearing Date : 24.10.2012
Case Status - Allahabad
Pending
Writ - A : 39674 of 2012 [Allahabad]
Petitioner:
AKHILESH TRIPATHI & OTHERS
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
SIDDHARTH KHARE
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions Relating To
Secondary Education (teaching Staff)
(single Bench)-Miscellaneous
Date of Filing:
09/08/2012
Last Listed on:
09/10/2012 in Court No. 53
Next Listing Date (Likely):
24/10/2012
This is not an authentic/certified copy
of the information regarding status of
acase. Authentic/certified information
may be obtained under Chapter VIII
Rule30 of Allahabad High Court Rules.
Mistake, if any, may be brought to the
notice of OSD (Computer).
Tuesday, October 16