Wednesday, November 6, 2013

BTC 2013 Counseling : मेरिट में पिसे सामान्य वर्ग के अभ्यर्थी

BTC 2013 Counseling  : मेरिट में पिसे सामान्य वर्ग के अभ्यर्थी


कौशांबी : बीटीसी 2013 की काउंसिलिंग में सामान्य वर्ग के अभ्यर्थी ओबीसी व एससी वर्ग के अभ्यर्थियों से जूझते नजर आए। मेरिट की मारामारी में वह पिछड़ चुके हैं। नतीजतन सामान्य वर्ग के अभ्यर्थियों से सीट छिन गई। बुधवार को हुए साक्षात्कार में भी 76 अभ्यर्थी अनुपस्थित रहे।

बीटीसी 2013 की प्रवेश प्रक्रिया में हर मोर्चे पर सामान्य वर्ग पुरुष के अभ्यर्थियों को चुनौती मिल रही है। बुधवार को सामान्य वर्ग के अभ्यर्थियों का साक्षात्कार होना था। साक्षात्कार के लिए ओबीसी के 119, एससी के 18 और जनरल के 61 अभ्यर्थी बुलाए गए थे। मेरिट हाई होने के कारण सामान्य वर्ग के अभ्यर्थी चूक गए। जिसका खामियाजा यह रहा कि ओबीसी व एससी वर्ग ने सीटें छीन लीं। अभ्यर्थियों की मेरिट को देखकर लोग पसीने छोड़ रहे थे। डायट प्राचार्य प्रेम प्रकाश मौर्य की मौजूदगी में अभ्यर्थियों का साक्षात्कार हुआ। देर शाम तक साक्षात्कार लिया गया। सभी अभ्यर्थियों के मूल दस्तावेजों से अभिलेखों का मिलान किया गया। प्राचार्य प्रेम प्रकाश मौर्य ने बताया कि सामान्य वर्ग के साक्षात्कार में 76 अभ्यर्थी नहीं आए। इनकी अनुपस्थिति का ब्यौरा शासन को भेज दिया गया है। डायट प्राचार्य ने बताया कि निदेशालय के निर्देश पर साक्षात्कार हो रहा है

News Sabhaar : Jagran (06 Nov 2013 08:58 PM (IST))

27 comments:

  1. reserved categry wala candidate wala kya kare? open seat me gen wale kahete hai ki unka haq mara jaraha hai. lekin court keheti hai ki enka population ke hisab se naukari me utchit prtinidhitu prapta hai to enhi ab quata ki jarurat nahi hai. General wale ye na samjhe ki unka 50% seato per reservation hai. Wo open seat hoti hai us per koi bhi biath sakta hai. Jaise jaise time badal raha hai vaise vaise dhandali bhi kam ho rahi hai aur hum apna haq pa rahe hai esme kisi to taklif nahi honi chahiye. Newspaper wale to narad ke hi khandan se hai janha bhi fight nahi ho rahi ho wanha hone lage.

    ReplyDelete
  2. Sahi kah rahe ho BHARAT SARKAR KARMIK MANTRALAYA ke ankde dekhe to saciwalya judisory viswavidyalaya aadi me sabhi genral bhare hai. Ab pichdo aur sc st ko samanta ki bat aati hai to isme kisi ko koi objection nahi hona chahie. Kyoki aage chalkar genral catagory me auro ka pratinidhitwa badega. Is par sahyog ho rajniti nahi.

    ReplyDelete
  3. hum sabhi gen walon ko ek jut hokar andolan karna chahiye nahi to ye reserve vale hamare hath me katora de denge

    ReplyDelete
  4. jo log samanta ki bat karte hai. reservation ki baat kyon karte hai. open rahna chahiye jo jahan fight kare vahan aye.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar obc sc st me samanta hoti chahe suvidao ko lekar ho ya sampatti surksha aur power ko lekar to open me genral nahi reserved catagory ke jyadatar fight karte kyoki number of people reserved jyada hai aur genral kewal 10% se15% hi hai. So please don't argue on this matter.

      Delete
  5. talent openly malum padta hai. reservation se nahi.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar desh ki 90% gansankya ko 50% seat mile aur 10% logo ko bhi 50% seat mile to ye kahi se bhi sahi nahi hai. Ye to parsiyalty hi hai.

      Delete
  6. junior wali cutoff ka kuchh confirm hua kab tak aayegi.

    ReplyDelete
  7. ye bhut sesitive matter hai
    reservation main sudhar ki jarurat hai jese ki obc/sc/st k jin logo ko reseervation se naukri mili hai unk baccho ko same ya usse niche ki post k liye reservation na mile jabki usse upper ki post k liye reservation mile.
    lakin ye kehna puri tarah se is samaj main galat hoga ki reservation ki jarurat nahi hai.
    ek pandit chaye khane ko roti na ho uske babjud bhi vo ye kehta hai ki vo pandit hai.
    itne hi garva k sath jis din society ne sc st obc wale bando ko aacept kr liya us din resevation hat jana chahiye
    well reservationj ki jarurat general catagory ko bhi hai..
    aur kuch general catogory ko mil bhi raha hai.
    general k logo k pass heritage me mila pessa jyada hai aur vo easily koi bhi bussiness start kr sakte hai
    agar ek hudda jaat(general at nation level) ka haryana main engg clg hai to vah hudda ko hi pirority pr rakta hai agar ye bhi reservation nahi to kya hai.
    ye sirf ek example tha jo bilkul satya hai
    lakin isme jaat bhahiyo ko main galat nahi keh raha hue. main sirf ye samjha raha hue ki is samaj main abhi kami hai usko dur krna hai
    aur uska sabse accha tarika to hai ki jo koi bhi jis biradri ko apnana chaye apna ssakta hai
    aur 16 saal ki age main khud baccha use appnaye jo caste kamjor hai unhe hi obc sc st mana jaye aur use apne naam k piche hamsha apni caste likni hogi


    ya ek alternative tarika bhi hai
    kisi ko bhi apni caste ka use na krne diya jaye
    ex "pandit jawahar lal nehru" ko sirf "jawahar lal" likhe to first prime hai nahi to nahi
    jayada se jyada south ki tarah apne naam k piche apne pita ji ka naam jod sakte hai.jesa kuch gandi ne bhi kiya tha.
    mohan das karam chand
    aur ye jo reservation badane ki aur nayi jatiyo ko reservation main include krne ki hod lagi hai ye bilkul galat hai.ye sirf vote ki raaj nite hai aaj gujar aur jaat ko resevation do kal muslim ko aur parso sabko
    jaat kehte hai ki jamin bad nahi rahi hai isliye unhe resevasion ki jarurat hai
    main kjehta hue ki pandit k paas to kabhi jamin thi hi nahi to resevation pr pehla haqueto unka hai
    aur agar sabko reservation de diya to samanta kese aaygi
    note: main kisi bhi paksh k virodh main nahi kahada hue bas main alag alag caste k example leker muddo ko samjhaneki kosish kr raha haue vo bhi apni samajh k anusaar.
    soory agar koi aahat hua ho to

    ReplyDelete
  8. ISWAR KEHTA HAI:
    UDAS MAT HONA KHABHI
    KYOKI HAMESHA MAIN TERE SATH HUE
    SAMNE NAHI
    PR AAS PASS HUE
    PALKO KO BAND KR DIL SE YAAD KRNA
    MAIN AUR KOI NAHI TERA VISHWASH AUR AATM VISWASH HUE.

    ReplyDelete
  9. BTC ki merit check krne k liye koi site hai kyajis hr distic ki cut offmention ho.

    ReplyDelete
  10. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  11. Ye Resevation nahi Bikhariyo ko bhikh hai job apne app kuch bhi hasil nahi kar sakte

    ReplyDelete
  12. kya kal junior ki merit aa rahi hai koi information hai kisi ke pass

    ReplyDelete
  13. junior ki merit 11 nov ke baad hi sambhav hai aur ho sakta hai 20 nov tak aaye. ye sab govt ke uper nirbhar karta hai. ye mera najariya hai but jaroori bhi nahi ki mera idea sahi ho. sab log idea de rahe hain so maine bhi apna idea diya hai.

    ReplyDelete
  14. Abhsishek Rai pahele itihas read karo phir batana ki tum jaiso ko gaddi(chair) kaise mili hai aajkal jodhaAkabar programme khub dekha ja raja hai.

    ReplyDelete
  15. but ye sure hai junior vaconcies jaroor fill ki jayegi. thanks friends

    ReplyDelete
  16. ye writ bhi kharij hogi 30 sep se 30 oct tak ye log kahan the. ab inhe hosh aaya. jabki 2 lakh form kahan se bhar diye gaye hain. kya ye 2 or 3 log over age wale hain

    ReplyDelete
  17. aap sahi kah rahe h abhishekh bhai mai apka support karta hoo but time is change

    ReplyDelete
  18. bhaskar ji ab kya ho raha h junior ki bhari ka

    ReplyDelete
  19. aap sahi kah rahe h abhishekh bhai mai apka support karta hoo but time is change

    ReplyDelete
  20. abhishek aur yogesh. reservation ko lekar jhagarna uchit nahi ye to keval vote ke rajneti hai. Jai ho.

    ReplyDelete
  21. www.sarkariresult.com pr BTC ki merit sb jile ki check ki ja sakti h

    ReplyDelete
  22. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  23. lokesh morya bhai thanks
    to write down the site

    ReplyDelete
  24. Mr Ankit Kumar,

    Pehli baat to ye hai ke aap ki tarah mai TV dkhne me time waste nahi karta, dusri baat aap kya kehna chahte hai ise khul kar bataya kare, aap hamesa he bina sir pair ki bate ku karte hai aur tesri baat ke shuch chahe kitna bhi kadwa ho lekin sach he rehta hai

    ReplyDelete
  25. KYA BTC KE COLLEGE (DIST WISE 10 COLLEGE ) SELECTED FORM NHI BHARE JAYEGE YADI BHARE JAYEGE TO ISKI DATE KYA HOGI ..... PLZ TEL ME

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.