Latest/updated UP TET (Teacher Eligibility News) - MERIT/Counselling/DIET (District Institute of Education & Training) Addresses, info of uptet2011.com merit/result, Revised Vigyapti/Advertisement info, statistical data, Basic Education Departement Uttar Pradesh updates/information news publishes in epaper of UP
Abhi bharti ho he jaye kuchcha kaha nahi ja sakta ???
ReplyDeleteBharti gurank ya TET merit per...........
ReplyDeletegace kro ???
tet merit is best
ReplyDeletekyu merit achi nai h kya hjgh school inter ki
DeleteJb h.c. Me munh ki khani padi h to s.c. Kya jayenge.
ReplyDeleteAkhir kaar ek lambe arse k bad H.C 20 Nov ko apna faisla sunayega Jo ham logo k liyen achhi news h par faisla kisi k bhi haq me ho hame usko suyikar karna chahiye. Aur ek baat nishchit h ki faisla kisi ek k hi pakchh me hoga chahe TET ho ya fir Acdm.
ReplyDeleteFesla ane se kya hoga bhrti to ho ese fesle do sal me kini bar aa chuke h pr bhrti nhi hui hjaro log bharti pr rok htwane k liye bhuk hdtal pr bethe relly nikali lathiya khai to court or srkar ko nhi dikha or ek studend ne bhrti rukwane k liye writ dali wo hc ko turnt dikh gya kyu
ReplyDeleteYe sab bharti rokne k hathkande hen.20 me fesla aakar stay hat jaye tb janiye k fesla aa gaya.aur prarthna kijiye k ab koi s.c. Na pohanche.
ReplyDeleteH.C ka faisla 20 Nov ko aane ka ham sab log besabri se intejar kar rahe hain. Aur faisla kisi ek k hi pakchh me aana h, Lekin sawal ye uthta hai ki ham sab logo ko H.C ka faisala manjoor hota hai ya nahi ? Agar hoga to harne wala pakchh S.C nahi jayenga aur agar jata hain to iske liyen kaun jimmedar hai ? Sarkar ya Court ? ya fir ham khud bharti latakwane k liyen jmmedar hain.
ReplyDeleteBilkul islie sabhi candidate jo b h.c. Ka fesla ho uska sammaan karen aur agar fesla pratikul ho to b use accept karen.aur ab to shayad sabhi candidate ye baat achche se samajh gaye honge k do billiyon ki ladai me bandar hi bhanji marta h.
ReplyDeletekuch log h jo nhi chahte ye bhrti ho whi s.c. ja skte
ReplyDeletebadhai bad me dena... pahale bharti to start ho.. pahale to bharti chalu hone ka pata ni.. or agr bharti start hogai to ghus khor aajayenge..to apne jaise logo ka no. kahan se aayega blo
ReplyDeleteHogi bharti
DeleteNEERAJ KUMAR
ReplyDeletekripya muje ap sabhi facebook par miliye. anu.aashiva@rediffmail.com meri id me mera nam AK soni ha
ReplyDeleteYE SCINC MATHS WALI BHARTI KAB HOGI KISI KO PATA HA KYA
ReplyDelete20 NAMBER KO FASALA IS TARAH KA HOGA HS.10% INT.20 BA.40% BED 30% TET 10%
ReplyDeleteYe whi log h jinhone pese dekar no. Badwaye hen
ReplyDeleteaashiva@facebook.com
ReplyDeleteMY FB ID FB PAR AAJAO VAHAN BAT KARTE HA SB
PADTE LIKHTE TO HA NI RUPEE DEKAR NO. BADVALETE HA
ReplyDeleteTBI TO BOL RHE HA KI TET SE MERIT NI BANNI CHAHIYE..JBKI TET ME UNKE 55% SE B KAM HA...
Anuj mere tet me 120 marks h bt muje koi problm nhi h acadmic merit se bs ye bhrti ho jaye
ReplyDeletejunior walon ki merit list 14 Nov ko aa rahi hai,pakka
ReplyDeleteofficial news
shiv mau ji aap jara sab ko ye to bataye ye information kaha se mili.
ReplyDeleteHamare ek baat samajh ni aati k in tet samarthakon ne na h.s. Na inter na b.ed aur na b.a. Me padai ki jo no. Le aate.bs sari mehnat tet me hi kar daali.
ReplyDeletegadhi
Deletegadhi
DeleteShiv ji app pahle kah rahe the ki 11 nov ko ab 14 ko app ye news kaha se late hai. Ya phir dil ko dilasa de rahe hai.
ReplyDeleteDevendra shrivastava ki form dale ki application sarkar ne manjur kar li hai. Aur baki sabhi writ kharij ho gai hai. Bas sarkar ko HC ko apna aavedan dena hai. Aur bas bharti prakriya shuru ho jayegi. But agar sarkar chahe to ye jald hi shuri ho jayegi kyoki ab koi kanuni samasya nahi hai. Bas sarkar ki mansa saf rahe.
ReplyDeleteRicha ji is bar ka 10th ka reslt to pta hoga hr student ko 75% ya osse oper mile h kya sbhi ne mehnt se laye h ye % pls answer me honestly
ReplyDeleteMere rai me to bharti tet merit se he honi chahiya because tet ek river hai. And is river ko wahi par kar sakta hai jo isme gaya ho. Tet se hamare mind ka pata lagta hai ke hume basic knowledge kitini aati hai.

ReplyDeleteis baat ko agar maan liya jaye toh kya aap log dobara uptet dene ko teyyar hain usi ke base par fir merit bane toh aapko koi issue toh nahi hoga.
DeleteMere rai me to bharti tet merit se he honi chahiya because tet ek river hai. And is river ko wahi par kar sakta hai jo isme gaya ho. Tet se hamare mind ka pata lagta hai ke hume basic knowledge kitini aati hai.
ReplyDeleteNeha ji,badi dukh ki baat h k apko ab ki % kya rhi ye pta h par hmare time me kya rules the shayad ye ni jaanti h ap.hmare waqt me na to colg se no. Milte the aur na grade system tha.to ye baat yahan fit ni hoti.aur apki tasalli k liye bta den k ab to koi C grade bachcha b paas ho jaye.aur na hm na ap is samay ki % me tik payenge.aur aage ap samajhdar hen hi.

ReplyDeleteGood answer
DeleteDeepak ji apki nazar me hm jo 4 nadiyan saal bhar ki padai k baad paar kiye hen uska koi mahatv ni h.aur sahi kha aakhir tet me aage piche left right jawab jaanne me bada kasht hua hoga.badi kadhin thi dagar panghat ki.
ReplyDeleteagar hc ka phaisla sarakar ke pakhs me nahi ata hai to baikansi radh samjhiye ye ham up si me dekh chuke hai
ReplyDeleteagar hc ka phaisla sarakar ke pakhs me nahi ata hai to baikansi radh samjhiye ye ham up si me dekh chuke hai
ReplyDeletesbhi se anurodh hai na koi sc jaye na kisi ko jane de jai tet akta
ReplyDeleteMere prt me gudank 53.28 aur tet me 90 marks hai category s.c aur science group hai..kya mera koi chanse hai...plz koi to bataye yaar...THANKS
ReplyDeleteYa i know richa ji i have done B.ed in 2011 & from varshney college aligarh pta hoga gov coll. . h & gradu..agra coll.. schooling queen victoria mera school se lekr B.ed sb gov coll. Se h u know what i mean to say
ReplyDelete& i have no problme with selection process on the bases of acdmin merit or tet kisi se bhi ho bhrti to ho jaye
ReplyDeleteChaliye aap ko samjh to aayi richa ji ne aapko ayina dhikha diya
DeleteHC KO CHAHIYE KI TET +ACD MERIT HOMA JARURI HA JAY SRI RAM NEERAJ KUMAR HARDOI
ReplyDeleteSathiyo Jo log bhrti ko kush ho rhe he unhone akhilesh puch liya ha ki vo bhrti kr dega .kyoki kuch samay phle up SB incptr me bhi hc ka dcizn aya tha lekin bhrti nhi hui. Bhaiyo ydi nirny srkar ke paksh me aya to akilesh bhrti ko soch skte ha nhi to tayn tayn fis ho jaoge. Hmare kuch sathi Anshan PR Bethe hai pr srkar ka koi admi mila tak nhi isliye sathiyo 25nov ko ko ek esa aandolan kro jesa sikchamitro ne kra tha. Or phle 2013 me nokri lo tb 2014 me vote do nhi right to reject ka pryog kro . jay hind
ReplyDeleteNeha madam ji apka kaha samajh ni aaya.ap apne hi point se bhatak gai.i want 2 say i have also cmpltd my all educaton frm gov. Colg.jaane dijiye hmne to pehle hi kaha tha 2 billiyon ki ladai me roti bandar na kha jaye.so keep passion.
ReplyDeleteSabhi vot dijiye
ReplyDeleteacedmic
tet
Acedmic
ReplyDeleteanudeshak ki bharti me art aur ag bca valo ke liye nikali aur bad me joniur ki bharti sc aur math valo ke liye sarkar kya karna chahati h ek tarf ncte kahta h antrend teachar nahi rakhe jayenge dusari taraf sanvida par bharti hoti h. ek taraf aap fatra nahi h dusari tarf aapke liye bharti kya h y ........
ReplyDeletericha ji aur anuj ji vaise toh ye ek bada mudda hai aur is par ek acchi khasi debate ho sakti hai par main aapko batana chata hoon ki jaisa aap sochte hain ki paise dekar no. bhadwaye j sakte hain ye baat sabhi ke liye laagu nahin hoti kisi bhi vyakti ki asli qualification uski academic results se hi pata chalti hai koi objective type question based paper ka result dekhkar aap us vyakti ki writing aur explainatory skills ka pata nahi laga sakte vaise bhi aapne shayad B.Ed. main padha hi hoga (shayad padhai ki ho) ki M.C.Q. Based examination main anumaan lagakar bhi koi bhi paas ho sakta hai.
ReplyDeletevaise bhi sochne wali baat hai 7 saal ki mehnat jyada important hai ya ek din ka tukka.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletefaisla jo bhi ho but sab log khush raho. agar tet merit par faisla nichit hai to tet merit wale sc jane ki taiyari kyon kar rahe hain. aur agar faisla acd hai to acd wale paresan kyon ho. wait karo jo hoga dekha jayega. baise bhi ye bharti jan se pahle ho hi nahi sakti bus ye manao ki ye bharti jan ya feb me start ho jaye. kyonki govt kuch aur vaconcies nikalne wali hai bus usi ki taiyari chal rahi hai. sab log in dono group ko chhor de. kyonki ye dono group hi vac nahi chahte hain. sabko pata h faisla aane ke bad bhi 72425 vac jan se pahle nahi bhari ja sakti hain.
ReplyDeleteuske baad toh chunaav aayog aachar sanhita laga dega.
Deletesab log khush raho faisla acha aayega bus apni soch positive rakhna.
ReplyDeleteTbhi sayd is bar tet kewl 6% logo ne hi pas kiya h bs 6% logo ka hi tukka lga
ReplyDeleteYe bhrti hogi ya nhi
ReplyDeletepuri hogi pakka
ReplyDeletejrt me koi problems nahi h abhi tak
ReplyDeletejrt ka aaj ka din main hai
ReplyDeletejrt ka aaj ka din main hai
ReplyDeleteAjj ka din main kyo hai ajj kya hone wala hai. Jugendra.
ReplyDeletetet or acd wale aapas me hi ladte rh jayenge aur kuch nai hoga.na prt na jrt bs hm log apna paisa aur time barbad kr rhe hain
ReplyDeleteaaj junior ke case ki hearing hai shayad
ReplyDeleteNext date de di jayegi or kych nhi hoga
ReplyDeleteAgar jo TET samarthak hai unke tet2013 me to aur jyada improvement ho gaya hoga to result 6% hi kyo raha . SABHI TET SAMARTHAK APNI APNI 2013 KI TET KE SCORE CARD COURT ME PRASTUT KARE TO SAB KUSCH SAF HO JAEGA YE KITNE BADE GYANI HAI. VAISE MERE BHAI 2011TET ME121 AUR 2013 ME 87 MARKS THE PRT ME.
ReplyDeleteMujhe lagta hai jaise inhone TETme pass hone ke lie bahut paisa aur jugad lagai hai. To ab inke pas dhandli karne ka koi chance nahi hai. Mere TET bhaiyo ab ctet aur uptet me pahle se jyada number la ke dikhao.
ReplyDeleteFrndssss there is a beguilement in every field
ReplyDeleteJunior ki merit kab tak aani hai iski kisi ko koi khabar hai. Agar hai to plz tell me........!!
ReplyDeleteJRT Aur PRT Recruitment Puri Hogi. Bas Thoda Wait Kar Lo.
ReplyDeletericha gupta ji mere tet 2011me 119 v tet 2013 me bhi 119 marks hain yadi aap ko yakin na ho to aapko roll no bata dunga check kar lena. Jo knowledge rakhata hai waha hamesha same perform karta hai thora fark jaroor ho sakta hai.
ReplyDeleteaur richa gupta ji jab aap ne sab exam me aacha perform kiya to antim exam tet me ku nahi jabli sabko pata tha ki merit tet ki banegi.
ReplyDeleteagar gupta ji aapke bhi tet me 130 ya 140 marks hote to aap b tet merit k paksh me bolti.
ReplyDeleteJos tarah ka paper tha use dekhkar ye kaha ja sakta tha ki koi kitna bhi hosiyar ho uske number 120 se jyada nahi aa sakte the. Aur jinke aaye hai pata nahi kaise. Kyoki ctet 2011 me highest no. Aprox 125 the aur waha par to pure desh ke inteligent candidate participate karte hai.aur paper bhi bahut manak hota hai.
Deleteaur kewal exam me copies nile rang me bhar dene se or jyada explain karne se puri yogayata ka pata nahi chalta. Hum 12 tak science se padhe fir art me aa gaye. Hamari explain karne ki kala kuch kam raha gayi marks kuch kam mile to iska matlab ye nahi ki hum kuch nahi jante haain
ReplyDeletewe should wait till the decision is not coming
ReplyDeletebest of luck to every one
aur acd merit sabse best vikalp hota to sarkaron par dawab banao ki ias v pcs me chayan acd merit par kare mujhe pura viswas hai ki aap me se hi prasashanik adhikari banege. Court me b is baat ki yachika dalo k IAS v PCS ka chayan b merit sabse acchha tarika hai aur pradesh ko kabil v honhar afsar mil jayenge. Kendra sarkar se b kaho k NDA v CDS jaise parikshao me kewal merit se bharti kare. Sabhi selection me merit systwt lagu kita jaye. Sabhi vacancies par kewal acd honhar chune jayenge. Rajniti me bhi merit system lagu karwao ki jo acd mwrit me ucche sthan par hoga vahi chairman , vidhayak,sansad, mantri, v mukhaya mantri aadi banega. Baki yogyata v gyan gaya tel bechne. Fir kam padhe neta janta par raj nahi kar sakte. Kewal acd merit wale hi sab jagha honge.
ReplyDeleteacd wale to bas yahi sochte hain ki kewal ham hi honhar hain jabki sab ko pata hai ki btc v sbtc me kitne log farji acd record wale bharti huye aur pakde gaye. Jni desk ki news padhna kitne farji anudeshak pakde gaye hain ye mai nahi kaha raha hu acd ki hakiqat bata raha hun. Ki acd wale kitne imandar hai jo kewal tet merit ki burai karte hain varna wo sabit kar ke dikhay ki tet me dhandli huyi. Nahi sabit kar sakte sarkar hi nahi kar saki jo ki sarve sarva hai.
ReplyDeleteacd+tet merit me kya problm hai dono ki baat rh jati aur vacancy bhi puri ho jati
ReplyDeleteDono mila ke ho to thik hay
ReplyDeleteVery gd answer mahesh ji
ReplyDeleteneha ji kuch chance hai es 72825 wali bharti ka mai to thak gaya last 2 saal se aap ko kya lagta hai bharti hogi ki court our gov ke chakkar katna padaga pls repley
ReplyDeleteGagan ji pta nhi ye bhrti hogi bhi ya nhi ho jaye to 72825 logo ka bhla ho jayega & mene to junior me bhi apply kiya tha oska bhi kuch nhi hua
ReplyDeleteSab kuch achcha ho jayega.
ReplyDeletecxzcv
ReplyDeleteI agree acad + 30% or 40%tet isse kisi ko dukh nahi hoga
ReplyDeletejunoir ki aj jo writ thi uska kya hua .pls tell me.
ReplyDeleteAur bhi kitani writ hai.
ReplyDeletetet ki km se km 50% weightage honi chahiye
ReplyDelete50%acd+50%tet shi h
ReplyDeleteJunior ki koi news.....
ReplyDeleteGuys aapas me ladne ki koi jrurt ni sach baat to ye ha ki jiske acd me ache % ha wo bharti acd me according chahte ha or jinke tet me marks ache ha wo bharti tet k according chahte bt sach to ye ha ki humare chahne se kuch ni hoga Jo court decision degi wo mana jyega ....bt jaha tk mujhe lgta ha bharti acd base pr honi chahiye reason ye ha ki ncte me likha ha ki tet keval teacher banane k lya must ha bt. Bharti uski merit se ho ye nhi likha ha........ nd agr 2011 k gov ne ye bola tha ki bharti tet ki merit se hogi to ye galat decision tha it is against of ncte rules.....

ReplyDeletefasle ki aas me phir ek intjar 20 nov. ke bad kya hoga bedapar ya phir ek bartarikh par tarikh............ best of luck
ReplyDeletefasle ki aas me phir ek intjar 20 nov. ke bad kya hoga bedapar ya phir ek bartarikh par tarikh............ best of luck
ReplyDeleteacd+30% will be best for both group and then not any problam creat.
ReplyDeleteAcd.+30% tet is best hoga
ReplyDeleteRavi yadav ji u r right.I am widh u
ReplyDeleteThanks.......brother.....
Deleteजूनियर हाईस्कूल शिक्षक भर्ती की मेरिट शीघ्र सचिव बेसिक शिक्षा ने अधिकारियों को निर्देश दिया है कि जूनियर हाईस्कूल में गणित और विज्ञान शिक्षक पद पर भर्ती के लिए शीघ्र ही मेरिट जारी की जाए। उन्होंने परिषद कार्यालय के अधिकारियों से कहा कि नेशनल इन्फॉरमेटिक्स सेंटर (एनआईसी) से आए हुए आवेदनों का विवरण प्राप्त करते हुए शीघ्र ही मेरिट व काउंसलिंग का कार्यक्रम जारी किया जाए। जूनियर हाईस्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए 31 दिसंबर तक का समय दिया गया है।जूनियर हाईस्कूल शिक्षक भर्ती की मेरिट शीघ्र सचिव बेसिक शिक्षा ने अधिकारियों को निर्देश दिया है कि जूनियर हाईस्कूल में गणित और विज्ञान शिक्षक पद पर भर्ती के लिए शीघ्र ही मेरिट जारी की जाए। उन्होंने परिषद कार्यालय के अधिकारियों से कहा कि नेशनल इन्फॉरमेटिक्स सेंटर (एनआईसी) से आए हुए आवेदनों का विवरण प्राप्त करते हुए शीघ्र ही मेरिट व काउंसलिंग का कार्यक्रम जारी किया जाए। जूनियर हाईस्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए 31 दिसंबर तक का समय दिया गया है।
ReplyDeleteजूनियर हाईस्कूल शिक्षक भर्ती की मेरिट शीघ्र सचिव बेसिक शिक्षा ने अधिकारियों को निर्देश दिया है कि जूनियर हाईस्कूल में गणित और विज्ञान शिक्षक पद पर भर्ती के लिए शीघ्र ही मेरिट जारी की जाए। उन्होंने परिषद कार्यालय के अधिकारियों से कहा कि नेशनल इन्फॉरमेटिक्स सेंटर (एनआईसी) से आए हुए आवेदनों का विवरण प्राप्त करते हुए शीघ्र ही मेरिट व काउंसलिंग का कार्यक्रम जारी किया जाए। जूनियर हाईस्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए 31 दिसंबर तक का समय दिया गया है।जूनियर हाईस्कूल शिक्षक भर्ती की मेरिट शीघ्र सचिव बेसिक शिक्षा ने अधिकारियों को निर्देश दिया है कि जूनियर हाईस्कूल में गणित और विज्ञान शिक्षक पद पर भर्ती के लिए शीघ्र ही मेरिट जारी की जाए। उन्होंने परिषद कार्यालय के अधिकारियों से कहा कि नेशनल इन्फॉरमेटिक्स सेंटर (एनआईसी) से आए हुए आवेदनों का विवरण प्राप्त करते हुए शीघ्र ही मेरिट व काउंसलिंग का कार्यक्रम जारी किया जाए। जूनियर हाईस्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए 31 दिसंबर तक का समय दिया गया है।

ReplyDeleteGood news saurabh thanks for giving information on blog.
ReplyDeleteGd news saurabh
ReplyDeleteDoston !!!!
ReplyDeleteMai Shuru Se Kehta Aaya Hu Ki Kisi Me Dam Nahi H Ki JRT Recruitment Puri Hone Se Koi Rok De.
Kanoonan JRT Recruitment Ka Process Valid H.
Rahi Baat Cutoff Ki...... Bas Jb Tak Nahi Nikal Rha H Tb Tak Hi Deri H........... Jaise Etna Din Wait Kiye Waise Hi Kuch Din Aur Wait Kr Lo Yaaron....... Bas Kuch Din.
Ek Baat Aur Bta Du Ki JRT Aur PRT Ka Recruitment Puri Hote- Hote Hi 41000 Vacancy JRT Ke Liye Aayegi.
Have A Nice Day.!!!!!!!!!!
Vishy Singh Ji apko ko kaise pta chala ki prt or jrt k baad jrt 41000 vacancy ayegi...... ye apne fake likha ha..... ya sach ha..... to clear kigiye news kaha se mili...
Deleteजूनियर हाईस्कूल शिक्षक भर्ती की मेरिट शीघ्र
ReplyDelete-----------------------------------------------------
सचिव बेसिक शिक्षा ने अधिकारियों को निर्देश दिया है
कि जूनियर हाईस्कूल में गणित और विज्ञान शिक्षक पद पर भर्ती के लिए शीघ्र ही मेरिट जारी की जाए।
उन्होंने परिषद कार्यालय के अधिकारियों से कहा कि नेशनल इन्फॉरमेटिक्स सेंटर (एनआईसी) से आए हुए आवेदनों का विवरण प्राप्त करते हुए शीघ्र ही मेरिट व काउंसलिंग का कार्यक्रम जारी किया जाए।
जूनियर हाईस्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए 31 दिसंबर तक का समय दिया गया है।
AMAR UJALA LUCKNOW 12-11-2013 PAGE 3
thanks for information saurabh bt merit kb tk aayegi
ReplyDeletetet samarthak jb itne hi qabil hen to phir tgt pgt ki taha isme b after exam interview hona chahiye merit ni.
ReplyDeleteankita ye kahna hai ki merit 14 nov se 18 nov ke bich aa yayegi.
ReplyDeleteKuch bhi ho but 20th Nov k pehle JRT ki list aajayegi. Pehle JRT ki list aayegi aur uske baad PRT ki. Bas thoda wait aur karo...
Deleteok thanks.. koi bhi info ho update krte rhna waise aapki jrt me merit kya ban rhi hai
ReplyDeleteankita ji meri merit gen 70 ban rahi hai.math or science
Deleteankita ji meri merit gen 70 ban rahi hai.math or science
Deleteankita ji meri merit gen 70 ban rahi hai.math or science
DeleteFrnds aap sab log duwa karo ki bharti acd merit par hi ho;because agar merit tet se hui to dobara se cutoff jari hone me aur recruitment poora hone me teen char months lagenge and April me elections bhi hai.
ReplyDeleteok aapka to confirm hai mera gen 68.68 hai kya chance hai
ReplyDeleteankita ji apka bhi 100 % selection hoga.
Deleteankita ji apka bhi 100 % selection hoga.
Deleteneha ji meri wife ka gen me 58.70 hai kya chance hai mai to ollready job kar raha hoon bombay me ye 2 saal ka chakkar to bahut jela hai wife ka kuch chance pls repley
ReplyDelete62 wale ka kya chance hai juniors me
ReplyDelete62 wale ka kya chance hai juniors me
ReplyDeleteDear saurabh mera kya chance hai , mera science se 62% hai
ReplyDeleteGUDNAK IS THE BEST WAY FOR SELECTION PROCEDURE DUE TO BEING A BIG FRAUD IN TET,AND OTHER SIDE B-ED PRACTICAL GUDANK 12-9-6 IS BEST BECAUSE SOME OF THE RICH & POWERFUL CANDIDATES HAS TAKEN MORE MARKS IN PRACTICAL BY USING WEALTH & POWER SO GUDANK IS THE BEST WAY FOR SELECTION.
ReplyDeleteaur you sure aditya jrt ki marit ayegi????????????
ReplyDeleteJrt ki merit 20th Nov k pehle hi aayegi.
DeleteKya ye sach h junior ki next hearing 25 ko h & 20 tk jrt pr stay lg gya h
ReplyDeletekoi bharti to hone do writ dal 2 k sbpe stay lagwa do sirf chand logo ki wajah se sari bharti ruk ja rahi h plz kuch to hone do ..aise logo ko sbki aah lagegi kaise 2 sbne phir se jrt me paise lagaye h.
ReplyDeleteaur kitna wait...
ReplyDeletebus sbka ek hikam rh gaya hai writ dalo aur stay lagao ...
ReplyDeletesach me writ dalne walo ne dukhi kar diya h kya hoga inka..
ReplyDeletevacancy puri hone dete to sbko khi na khi chance mil jata bt koi samghne ko taiyar hi nai
ReplyDeletesb acd or tet me hi atke hue hain
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletepta nai ye log kha se aate hain aur kam bigad kr chale jate hain
ReplyDeleteIs blog pr jo bhi log comment krte h wo sb to yhi chahte h ki ye bhrti ho jaye to ye log kon h jo writ dalte h sbhi to yhi chahte h ye bhrti ho jaye
ReplyDeletedekho ab aage kya hota hai
ReplyDeleteKuch bhi ho but 20th Nov k pehle JRT ki list aajayegi. Pehle JRT ki list aayegi aur uske baad PRT ki. Bas thoda wait aur karo...
ReplyDeleteJunior Recruitment Pr Koi Stay Nhi H Aur Na Hi Stay Hoga.
ReplyDeleteKisi B Matter Pr "Stay" Dena Court K Liye Aasan Kaam Nhi Hota H Aur Na Hi "Stay" Koi Khel H.
Court Ka Kaam H Ki Dono Pakch Ko Santust Kr "Final Decision" Dena.
JRT Pr Stay Muskil Hi Nhi Namumkin.
Mai Khud 72825 Ki Courtbaji K Doran 6 Bar Allahabad Highcourt Me Bharti Samarthk K Roop Me Mojud Rha .
sab bahka rahe hain koi stay nahi lagega. abhi tak aisi koi problem nahi hai is bharti me. kuch log junior ki bhati bhi hone dena chahte hain. aap samjh rahe honge vo kaun log hain.
ReplyDeletemerit jaldi hi aayegi
ReplyDeleteVishy ap itne confid...... e kh rhe h mera to bhrosa hi oth gya h hc se oske judge se & up gov se jrt ki merit kyu nhi aai h kya koi bta skta form bhrme se phle court m koi writ accept kyu nhi hoti h aftet that writs ki line lg jati h
ReplyDeleteThanks yaara vishy sgh. I am with u
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteye sab aap logo ki sirf prediction hai ya fir ye news authentic hai plz true aur exact news dijiye.......
ReplyDeleteAap sahi bol rahe ho soniya singh ji
ReplyDeleteTomorrow I will post a scan copy of latest update related to JRT in my facebook account. All the information related to JRT are given there. So wait till tomorrow evening
ReplyDeleteJUNIOUR TET WATAGE WALI CASE KI NEXT DATE 25 NOVEMBER HAI. 20 NOV KE ORDER KA WAIT KIYA JA RAHA HAI JISAKA SIDHA ASAR JUNIOR BHARTI PE PADEGA
ReplyDeletejunior bharti acadmic merit se hi hogi.is baat ka pata bhi 20 nov ke result se pata chal jayega.
ReplyDeleteNeha...... Writ Krne Me B Time Lagta H. Aaisa Nhi Hota H Ki Koi Recruitment Aaya Aur Turant Writ Kr Do.
ReplyDeleteWrit Krne Se Pehle Kai Bar Sochna Padta H,,,,,,,,,Kahi Aisa Na Ho Jaye Ki Ulte Court Writ Dalne Wale K Upar Jurmana Kr De.
merit ayegi-ayegi ye sun- sun kar ab to bahut fade up chuke hai kaha ja raha tha diwali ke bad list ayegi diwali to beet gayi mujhe to lagta hai agli diwali bhi beet jayegi par merit list nhi ayegi ye gov. bas ham sab students ko bevkoof bana rahi hai.next election me mai apna vote waste kar dungi par kisi ko bhi vote nahi dungi sari parties ek jaisi hai fraud.koi bhi honest nahi hai
ReplyDeletesoniya ji aap sahi kah rahi h. kal tak kisi ke pas koe news nahi the sabhi log bagal jhak rahe the aaj news aa gayi to fir se daave karne suru kar diye . agar merit jaldi aani hoti to aanudeshak aur urdu valo ko bad me nahi la sakte the. jab merit list aa jaye tab samjhiye ki aa gayi nahi to sabhi log andher me tir chhonh rahe h jo ki galat h kyoki mamala cout me latka h aur kuchh nahi kaha ja sakta kya hone vala h.
ReplyDeletepls dosto koe dava karne se pahale khud socho kya hone vala h. kisi ko bhrm me mat dalo abhi kya hone vala kuchh bhi oata nahi chal raha h. aap sabhi logo se vinram aanurodh h ki kisi ko bhram aur aasa me mat dhalo jab merit list aa jayegi to sabko khud bakhud malum panh jayega.
ReplyDeleteU r right mr samar chauhan .
ReplyDeletebhai kisi ko pata h ki junir me sanskrit language ki bharti kab niklegi
ReplyDeletePahle jrt ki bharti hoti h to merit rahegi.....
ReplyDeleteGen...63
Obc...59
Sc....55
St....53
Agar jrt ke baad prt ki bharti hogi to merit rahegi...
Gen....58
Obc....55
S.c......50
St......47
Dont mind dosto best of luck
Rajiv ji 65 % to mere h mere two cousins k 69, 70 h sc catg....in junior
ReplyDeleteAap conferm hai
Delete77% to mere bhi h in JRT.OBC
ReplyDeleteViivek ji apko to apni home dist....mil hi jani lekin ye bhrti to ho phle jin pr grhn lg gya writ ka
ReplyDeleteTet samarthakon ki baton se lagta h k primary me ias pcs tgt pgt ki tarha after exam interview hona chahiye.to phir tet ki merit ka kya matlab h?
ReplyDeleterajive ji merit kya jayegi ye pta hai to kb aayegi merit ye bhi bta dijiye
ReplyDeleteexam hi hona chaie like PCS in these tchr vacancies.merit ka mamla to bekar hi h.CTET UPTET sb bekar ho gye UP me.ab to kendriya vidyalaya me hi dekhte h.
ReplyDeleteKya primary ke judgement ka prabhav junior ki bharti par pad sakta hai.
ReplyDeleteNo
DeleteNahi Richa,,, Koi Prabhaw JRT Pr Nahi Padega.
ReplyDeleteRajeev Sir kal tak merit puchh rahe the,,,,
ReplyDeleteaaj bata rahe hai,,,
Good hai..
Rajeev Bhai JRT-PRT Ki Merit Ka Jo Anuman Aap Ne Lgaya H Wo Sateek H.
ReplyDeleteSabhi ke idea's us time khatam ho jayege jab ye SP gov apni koi na koi uljhan isme ghused degi.or ham sabke idea ki aisi ki tesi kar degi.so no more idea's yaaro.pls keep quite.
ReplyDeleteagree wid u chander prakash ji just wait nd watch
ReplyDeleteMera jrt (Gen) 67.53 aur
ReplyDeleteprt
(Gen) 66.17 gunak aur prt
TET 117 hai kya chance hai.......????
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNya niym tb bnta hai,jb Old rule me khamiya hoti hai.isliye NCET ne tet Lagu kiya taki intelligent teacher mile pr svi log crow ki trh caw caw.....academic merit..... kr rhe hai.jab yhi krna tha tb tet kyu?svi b.ed walo ko chance milna chahiye.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteAalok ji apko kisi manovaigyanik se apna ilaj karana chahie mujhe aap jyada inteligent lagte hai.
ReplyDeleteJunior ki koi updated news doston....
ReplyDeletenext hearing date 26 & jrt ki process jari rhe gi iska kya mtlb h due to strik
ReplyDeletehc k judge k order h process jari rhegi bt appoint.... nhi de skte 26 nov se phle process ho kha rha h appoint....... to dur ki bat h
ReplyDeleteAAJ JUNIOR NEELAM KUMARI WALE CASE ME SACHIV SINHA JI KHUD COURT NO 1 ME PRESENT THE..UNHONE APNA JAWAAB COUNTER AFFIDAVITE KE RUP ME DAKHIL KIYA JISME KAHA GAYA KI STRIKE KI WAJAH SE CASE SE RELATED DATA PROVIDE KARANE ME HUM SAKSHAM NAHI HAI..BAKI JAISE HI STRIKE KHATAM HOTI HAI HUM SARE JAWAAB LAGA DENGE..ISS PAR JUDGE SAHAB NE APNE ORDER ME LIKHA KI THEK HAI HUM NEXT DATE 26 NOV KO CASE KI HEARING KARENGE.AUR TAB TAK JUNIOR BHARTI PROCESS JARI RAHEGI..BUS AAP 26 NOV TAK APPOINTMENTS NAHI DENGE..ISAPE SACHIV NE KAHA KI CHUKI YE LONG PROCESS HAI AUR ISME TIME LAGEGA ISLIYE 26 TAK APPOINTMENT NAHI DIYA JA SAKTA.

ReplyDeleteDosto prt ke liye accd 61.8 aur tet 119 hai...mera koi chance ho to btao
ReplyDeleteSaurabh iska matlab ki merit bhi jaldi aane wali hai. Kya tumhe pata hai ki TET NAHI TO BHARTI NAHI ye kaun hai.mujhe to ye ek mano rogi lagta hai.
ReplyDeletericha aap sahi kah rahe ho inki bajye se bharti nahi ho pa rahi hai.
DeleteIs tarah ke yaha bhahut manorogi hain.
ReplyDeleteFrnds
ReplyDeleteJb Tak Rajy Karmchariyo Ki Strike Khatm Nhi Hogi Tab Tak Junior Ka Cutoff Nahi Aayegi.
So GOD Se Pray Kro Ki Jald Se Jald Government Aur Karmchariyo Me Warta Safal Ho Jaye Taki Vibhago Me Kaam-Kaaj Shuru Ho Sake.
" TET MERIT NAHI TO BHARTI NAHI" Ka Asali Naam- Ritesh Ojha H.
Mujhe lagta hai ki hitesh ojha IAS PCS ki tyari karne wala ladka hai jo selection na hone ke karan uska dimag kharab ho gaya hai. Aur jail wali ke chakkar me dil par chot pahuchi hai. Isilie sabki lutiya dubone me laga hai. Ise to agra jana chahie waha dil aur dimag dono ka ilaj hai.
ReplyDeleteme to sp gov se pray karta hoo ki jrt or prt ki bharti ko 2013 me kisi bhi tarah se chaye wo jaise bhi ho.mujhe lagta hai sp gov hamari fariyad jaroor sunegi kyoki use pata hai ab samaya aa gaya hai ye dikhne ka ki hum berojgaro ko rojgar de rahe hai.sabhi ko pata hona chaiye ki in sabhi me kitne hi student ne paisa udhar lekar form dale hai.god sab dekh raha hai or mera vishbash hai ki 26 nov ko hume khusi milegi ki ye bharti par se rok hat jayegi.jai ho
ReplyDeletemujhe to sabse jada un logo ki chita sata rahi jinohone har bharti me kisi se paise udhar lekar form dale hai.wo pahle hi itne poor hai or agar ye bharti bhi nahi hogi to log kiya karge.me to yahi chaunga ki jrt or prt do bharti 2013 me honi chaiye barna fir lok sabha ke chunav ki bajaya se sabhi bhartiyo par aachar sahita lag jayegi.so bharti jaldi honi chaiye.jai ho
ReplyDeleteDear Friends,what about B.TECH OR BCA IN JRT

ReplyDeletetetiyab chinta mat karo.....bharti jaldi hi shuru hogi,,,,,,,,,,,,
ReplyDeleteDear Friends,
ReplyDeletei want to ask that b.tech or bca is eligible in jrt.
annu ji intaha ho gayi intazar ki ,aayi na kuch khabar.....
ReplyDeleteAb jrt me jo bhi hoga wo 20 nov ke baad hi hoga.kyoki gov court ke faisle se bhi kuch kamiya sudharne ki firak me hogi.cott off to lagbhag 25 nov ke aaspass aane ke chance hai.so pls wait yaara
ReplyDeleteJhuthi dilasa kab tak doge bai
ReplyDelete