#News AKHILESH YADAV >>>> भ्रष्टाचार को बेनकाब कर सकती है तकनीक
वाट्सएप पर घूसखोरी के वीडियो मिलने पर किया सचेत
AKHILESH YADAV JI TABHEE TO LOG KEH RAHE HAIN KI AAP UPTET 2011 KA RESULT SANSODHAN SE PEHLE VAALA BHEE ONLINE KARO
EK HEE ROLL NUMBER PAR 2 -2 CANDIDATE KE NAAM KYUN AA RAHE HAIN CD MEIN
JILA DIET DISTRICT KEE NIC WEBSITE PAR SELECTED CANDIDATES KE RESULT ONLINE KYUN NAHIN KAR RAHEE
JUNIOR BHRTEE, LT GRADE SAMTE TAMAAM BHRTIYON MEIN LOG PIS RAHE HAIN, INKA CHYAN KAB HOGAA.
JRT BHRTEE KEE COUNSELING KO START HUE 8- MAHINE HO GAYEE, INKO ABHEE TAK NIYUKTI NAHIN MILEE
LOGO KO AAPKI SARKAR MEIN COURT JAANE KE JAROORAT KYUN PADTEE HAI, AUR SARKAR COURT MEIN KYUN HAARTEE HAI, SIKA MATLAB SYSTEM MEIN KAHIN NA KAHIN KAMEE HAI.
SHIKSHA MITRON KI BHRTEE HO RAHEE HAI, AUR HONE VAALEE HAI LEKIN WAHIN NCTE NIYAM KE ANUSAAR LAKHON YOGYA UPTET PASS LOG NOKRI SE VANCHIT HAIN, AAKHIR KYUN
News Sabhar : Jagran (14.02.2015)
No comments:
Post a Comment
To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.