Upper Primary Teacher Recruitment UP : Only Science Graduate Will Become Junior Science / Mathematics Teacher
B.Tech , BCA , B. Sc Agriculture and Home Science are out from recruitment process -
BAMS , BHMS , BUMS are also out from recruitment process
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates /
Teacher Recruitment News
See News :-
News Sabhaar : paper.hindustantimes.com (2.10.2013)
Keval bsc math science se bharti ho jaegi nahi to otherko lene se bahut sari problem aati.bas sarkar apni bat par kayam rahe nahi to 35 se 40 age kare par hua hai vahi hoga.
ReplyDeleteAye lo naya pech fasta dikh raha hai ab math se jo b.a. kiye wo court jaenge. Par wo wisa na karen to jyada acha hai. Kam se kam yahi bharti ho jane do dpston.
ReplyDeletekyo na kare bhai. Agriculture wale b court jayenge n stay b lenge....
Deleteyes very true
Deletekyu bhai B.Tech wale science group me nahi aate? Aur aisa tha to inhe Bed ,Btc me kyu mauka mila phir GO me para 4 me kyu likha gaya ?aap logo ko lgta hai bina inko samil kiye bharti ho jayegi bhir rite padegi.... Thaiyar hai ye log...
ReplyDeletearam se rit dalo kis ne roka hai, high court se lekar suprime court tak jao jise paresani hai, ye loktantra hai sab ko aapni bat kahane ka hak hai, OR SUNO HOTA WAHEE HAI JO COURT KAHATA HAI
ReplyDeleteAur cour govt. Ki rk.....l hai. That's open truth in those dayes.
Deletecourt aur sarkar janta ki rk....l hai this is universal truth.
ReplyDeleteThat's good one daya!I love you'r thought dear.
Deletewaise koi bat nahi ye bharti sarkar chahti hi nahi hai aur hoga wahi jo court aur sarkar chahati hai oky.....
ReplyDeleteplz batao bsc ag wale science me aate hain ya art me. jabki junior ki vaconcies me uptet science and math se pass kiya hai
ReplyDeleteIski jankari ke lie kendriya university ke rules dekho. Vaise ag se btec aur bsc hota hai par ag / home science dono science professional digree hai jis tarah MBA BCA BBA MCA MBBS BHMS BUMS BAMS aadi subject aate hai
DeleteJawahar lal krisi university, jabalpur aur debi ahilya bai uni. Khol ke dekh lo.
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteHum bhi high cort janyege kirpya AG bale bhai apna mobile no do jo hum bhi ek jut ho ske plz.
ReplyDeleteyar ek bat batao jab ag balo ko b.ed b.t.c.mai science group mai rakha jata hai to isme kyo nahi.is tarah se to jitani ag ki university un sab ko band karba dena chahiye.maine to bhai apna jameen bech ke form dala hai.
ReplyDeleteSabhi ag valo ko suchit kiya jata ha ki vo jaldi se highcourt ki double branch me writ dale kyoki ag vale science Varg me aate ha ye koi professional degree nahi ha balki graduate course ha isme ag valo Ko Kaise out Karl skate ha kyoki upper lavel Kay tet bhi to science varg sa pas kiya ha Sath me b.ed bhi science varg se or last me jab vacancy ki last stage ha ye Kaise iska sansodhan Kar ag valo ko bhar kaise Kar skate ha Isliya aap Sabhi highcourt se supreme court tak apni Kamar kas le or tyaar ho jaye sangatan ko majboot kare or aapas me jud Jaye ye vacancy bina ag valo ko lia hum nahi hone dange chahe kitne Hades par Karni pade.Sayers to me..........
ReplyDeleteVivek choudhary mob.
8534859933
Ag valo Samprak banaye jaldi kare Sarkar ko jawab talab kana ha .
ReplyDeleteTo sayer me
Vivek choudhary
Mob. 9690497372
Ye B.Sc home science walo ka kya hoga ???? agar nahi lena tha toh form kyu bharwaye....Ab what we will do ?
ReplyDeleteright decision taken by the court.
ReplyDeleteAre aap ko lagta hai ke ye decision right ha are abI dakho kya hota ha cheat kiya gaya sarkar v court ke dura ab writ dalkar primary ki tarha staye laya jayga aap maja Karna ramesh kyoki hum to dube sanam tumhe bhi le dubange.samajhdar ko isara Kafi ha.
ReplyDeleteBhai kya clear h ki profesnal junior se baher h? Upbais ki site per ysa kuch.clear h nahi .form to abhi bhi submit ho rahe h pls reply thanks
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteany information about art group and sanskrit
ReplyDeletelanguage vacancy
in junir school plz tell me
AGAR BCA, B.TECH KO BHARTI SE BAHAR HI RAKHNA HAI TO UNHE B.ED KRNE KA MAUKA KYU DIYA??? 4SAAL KHRAB KARDIYE HMARE TO FIR.YE TO SARI GALTI GOVT.KI HAI NA KYU ALLOW KIYA PHLE HME B.ED KRNE K LIYE? AB HUM KAHA JAENGE 4SAAL SE ISI ME LGE HUM.
ReplyDeletekoi batae isme hamari kya galti hai??? agar humse phle hi keh diya hota ki hum eligible nahi hai to baat hi nahi ati ye...ye to muh se niwaala chheen ne wali baat ho gai.. reply someone pls that what should be done?
ReplyDeleteYahi sawal har tet pass cadidate ka hai government se. Isar iska jawab to gov. Se lekae hi rahenge. Jawab milte he post karunga!
DeleteJanta darbar chalo and meet to CM....
ReplyDeleteWahan se jawab mila-court me mamla pending hai. Nyay vyavastha me viswas banae rakhen.
Deleteare yar bharti hone do aap ko 72825 me mauka milega
ReplyDeleteprofessional walo ke pass bharti ke liye koi legal point hai kya
ReplyDeleteI'dont think so
Deleteagar ye vacancy bhi latak gye to up main tet pass hr student ka viswash up sarkar se uth jayega mai to kabhi bhi form nhi apply karuga
ReplyDeleteyaar pahle confirm to bhai logo tum bahar ya sab habai hai. news wale to news nikal dete hain. sabse pahle sanjai sinha se to milna chahiye. uske bad lucknow court me bhi jankari lo ki hm vastab me bahar hain ya sab hawa hawai hai. abhi kisi ko sahi jankari nahi hai.
ReplyDeletegood vivek and vikash ji sab log apna apna kaam karte raho aur sabko touch me rakhna mai bhi tumhare sath hoon.
ReplyDeletepahle G.O. KO NIRAST KAISE KAR SAKTE HAIN. AB JO G.O. HAI VO TO 7 JULLY KA HAI JABKI PAHLE G.O. KA G.O. 23 AGUST KA THA. G.O. HAMESA LAST WALA MANA JATA HAI. KISKE BAAT PROOF HAI KI PROFESSIONAL WALE OUT HAIN. LEKIN JANKARI LENA FIR BHI BAHUT JARURI HAI.
ReplyDeleteMayank bhai professional degree wale to aise kahi bhi applicable nahi honge... or wese bhi b.ed degree holder primary tet nh de skte and kuch din baad 2011 wale certificate ki date bhi khtm ho jaegi or upper primary me hume le nahi rahe ..to aakhir hoga kya hmara???
ReplyDeleteSatyendra bhai akhir ho kya raha hai hai??? kya ye afwae hai newsppr k through ya fir sch???
ReplyDeleteIsrar! I'm reading all posts very carefully . Bat ye hai ki bat chahe ncert ki ho ya nctc usme bba'bca'bams'btec. In sabke lie kuch nai hai. Usme clearly notification hai ki "graduate level pe aap ne math ya science ko ek subject ke roop me padha hai to ap eligible hain warna nai"ab is bat ko kaun kaise use kar raha wahi samajhne ki kya kosish kar raha hun. Ye to bba'bca'btec wale jane ki wo kitne fit hote is rule aur guideline me. Agar unki proffesnol degree teacher ki vacancy ke term aur conditions ko pura karte to sab in hai warna out. Sedhe se bat hai. Is mamle ko sab apne anusar use kar rahe hain..
DeleteAg bale kuch pata chale to batana 8006967436 plz
ReplyDeletebhaiyo ab to samajh me aa hi
ReplyDeletegaya hoga ki ye sab kyu ho raha
hai agar cm sahab chah de to
sari bharti u hi ho jay chahe wo
72000 wali ho ya 29000 wali
kya b.tech kya bsc kya court
aadi... Yuwa CM yuwa soch
salute CM This is the actual rajniti
Mujhe lagta ki ab time he nahe bacha hai bharti hone ka. Kyunki election feb. Me hai aur janury me achar sanhita lag jaygi "upar se sarkar ka ravya behad bura hsi"aise me bhart muskil hai.
ReplyDeleteYar bca b.tech walo koi muge bataye ki sasan adesh ne kahi koi spasti karan diya hai ki nahi? Ya ye ek afwah hai? Main har taraha se tayar hu.. Agar koi court jana chahe to contect me..8853207390
ReplyDeleteMuge lagta hai ki ye sirf ek afwah hai.. Qki bina rision ke koi kaise aadesh kar sakta hai bahar karne ka.. Aur govt ne bhi koi statment nahi diya hai..
ReplyDeleteB.sc. (Ag) ko agar upper primary vacancy me samil nahi kiya gaya to ham log coart jayege kyoki Agricultre is also par of science. Agriculture candidate please contact me on this no. 9695673400. "thanks to all"
ReplyDelete100 baat ki 1 baat... age BCA , BTECH AGRICULTURE ko bharti se bahar rakhna hi hai to hume b.ed karne k liye allow kiya hi kyu govt ne???
ReplyDeleteDOSTO AAP LOG BAS APNE APNE LIYE SOCH RAHE HAI.. AGRICULTURE WALE SIRF AGRICULTE K LIYE COMMENT KAR RAHE HAI BCA WALE BCA K LIE BTECH WALE BTECH...BUT MAIN THING IS THAT WHY R WE OUT FROM THE RECRUITMENT PROCESS??? AGAR HUME B.ED K LIYE ALLOW KIYA HAI TO BHARTI BHI MILNI CHAIE... PTANH KAISE KAISE UDHAR LEKE CHALLAN SUBMIT KIYE HAI...15000 RS ABHI KISI KO DENE HAI 1WEEK KE ANDR... WO KAHA SE AENGE.BAR BAR FORM BHRNE K PESE KAHA SE LAYE.. USKE BAAD BHI HUM SECURE NAHI HAI.KYU???
ReplyDeleteIsrar yahi point hai jis par bat honi chaie bss par sab bewajah bahas kar rahe. Is 15000 aur 20000 ka jawab kaon dega yahe ?????????hai.
ReplyDeleteSatyendra bhai wahi to sab ptanhi kyu apna apna leke behas kr rahe hai hrjagah...pyanhi kya ho raha hai ye...
ReplyDeleteSatyendra bhai wahi to sab ptanhi kyu apna apna leke behas kr rahe hai hrjagah...pyanhi kya ho raha hai ye...
ReplyDeleteGovernment ye bhartiyan jarur karegi. Aur jhatke me. I can feel that!!
ReplyDeleteAG candidate join group....9005117303
ReplyDeleteB.Sc. Agriculture student post mob. no.......8423980228
ReplyDeletebhaiyo laptop ke liye rupees ki kami ho gyi thi tho humare cm sahab ne ye vacany nikali aur kabhi bhi clear nhi dete vigayapan mein ki kyuon -2 log saamil ho sakte hai ye humare paise lutne ka shaadhan hai...
ReplyDeleteso never trust on this govt.
agr ye election mein haar jaye tab inhe pata chalega janta ki sakti ka