Monday, July 6, 2015

Supreme court case starts - 15th Amendment Par Badee Behas, Sachiv Ko Hazir Hone Ko Bolaa

UPTET SARKARI NAUKRI   News - 
Supreme court case starts ->>>>

अगली तारिख- 27 जुलाई

************
Note- Sabhee Baten Logo Dwara Social Media Par Dee Gayee Jankaree Par Aadarit Hain,
Aur Ye Jhooth / Rumours Bhee Ho Saktee hain.

ORDER AANE KA INTJAAR KAREN, JUDGE KYA KEHTE HAIN, USKA INTJAAR KAREN
**************
धमाकेदार खबर ---
.शिक्षा मित्रों के समायोजन पर stay .... सचिव को court में हाजिर होने को बोला गया



 Supreme court case starts - 15th Amendment Par Badee Behas, Sachiv Ko Hazir Hone Ko Bolaa

चन्द्रमणि दीक्षित >>>

बिग ब्रेकिंग ....
शिक्षा मित्र समायोजन पर सुप्रीम कोर्ट ने बेसिक शिक्षा सचिव को व्यक्तिगत तौर पर कोर्ट में हाजिर होने को बोला है...
समायोजन पर स्टे ग्रांटेड ...



अकेडमिक वकील राकेश दिवेदी अलग अलग
बोर्ड से प्राप्त अंको पर आगे आकर जज साहब द्वारा पूछे
प्रश्नों का जबाब दे रहे है
Today at 3:15pm


Breaking >>>
शिक्षा मित्र समायोजन पर सुप्रीम कोर्ट ने बेसिक
शिक्षा सचिव को व्यक्तिगत तौर पर कोर्ट में हाजिर होने को बोला
है...


Government advocate NE join kiye candidates ki report sopi.....
Abhi bhi case continue h...... Aur lag raha 30-40 min. Aur behas hogi

Bane Rahen Page par abhee lagatar updates milenge

Apusht khabron ke Anusaar ->>>
ab
उत्तरप्रदेश बेसिक शिक्षा परिषद द्वारा संचालित जूनियर और
सीनियर विद्यलयोँ मेँ गतिमान सभी
भर्तियोँ पर बहस जारी


SAB APNE APNE PAKSH MEI.  BATA RAHE HAI-
TET MERIT KHEMA SE 

ABHEE YE SAB RUMORS BHEE HO HAIN,  AUTHENTIC INFO KA WAIT KAREN

CHANDRA MANI DIXHIT -


सुप्रीम कोर्ट अपडेट .....
1. आज उच्चतम न्यायालय में सुनवाई के दौरान राज्य सरकार ने भरे हुए पद की जानकारी सौपी ...
2. सरकार की रिव्यु अप्प्प्लिकेशन पर कोर्ट ने कहा की अलग बोर्ड और यूनिवर्सिटी समानता के रूप से नही देखा जा सकता इसलिये इसको बेस ऑफ़ सिलेक्शन बनाना उचित नही...
3. शारदा देवी को फर्जी मुद्दे पर बोलने से रोक दिया गया ..
4. अकादमिक को डिस्टर्बिंग एलिमेंट बोलते हुए बैठने को बोल दिया...
जज साहब केस को फूल फाइनल करने के लिए बोल रहे बहुत शीघ्र..
आज या 13 को केस फाइनल हो जायेगा
सब कुछ अपने फेवर में है ।







Sudhesh Pandey->


सरकार की पुनरीक्षण याचिका पर संकट !
अलग अलग बोर्ड और विश्वविद्यालय मेँ प्राप्त अंकोँ से योग्यात निर्धारण समानता के अधिकारोँ का घोर उल्लंघन ! Sc
15th amendmnt khtre me





INDIVAR KUMAR,  ACAD KHEMA JRT SE >>>


15 ammendment par behas continue.......
Woqt to dekhte hue..... Aaj faisla aane ki sambhavna Kam......


अकेडमिक वकील राकेश दिवेदी अलग अलग
बोर्ड से प्राप्त अंको पर आगे आकर जज साहब द्वारा पूछे
प्रश्नों का जबाब दे रहे है
Today at 3:15pm


Breaking >>
शिक्षा मित्र समायोजन पर सुप्रीम कोर्ट ने बेसिक
शिक्षा सचिव को व्यक्तिगत तौर पर कोर्ट में हाजिर होने को बोला
है...

***********************

अगली तारिख- 27 जुलाई






Sadanand Mishra >>> 


tet se sambandhit mitro.
kal jab maine sarvapratham ap sab ko ye suchit kiya ki dave sahab hamare liye nihshulk khade honge tab se lekar kuchh logo pe pet me jabardast dard prarambh ho gaya hai aur kuchh ko ultiya bhi prarambh ho gayi hai.
ek mitra hai jinka grp jb delhi adv ki khoj me gaya tab ek adv jske nam pe sujeet,jitendra adi mitro ne us adv ko vikalp ke rup me sahmati banayi thi k visay me pata kiya aur uski fee 6lakh k as pas batayi aur charo or ise pracharit kiya lekin jab vransi mtng huyi to maine unki fee ko 4k as pas batai jise sarvajanik bhi kiya tab se inke hosh ud gaye the aur anavasyak vidhva pralap prarambh kar diya.
inhi logo ne mujhse sampark kar kaha ki ap hame dave sahab k liye sahyog kare tab tk vikash singh k visay me unki uplqbdhta k visay me unke offs se sansay vyakt kiya ja chuka tha.jaisa ki hamari tm hamesa ek vikalp ko lekar chalti hai hamne tatkal dusre vikalp pe kam prarambh kar safalta hasil ki hamari brif unke pas pahuch gayi aur samay bhi mil gaya.jab aj vidhva pralap kar rahe grp ko pata chala tab unhone ek do lakh vala khel prarambh kiya.
in logo me itna samajasya nahi tha ki ek bat kah pate ek ne post dali 2lakh aur ne mujhe ph kiya aur 3.50lakh kaha.
ab aur bat pe ate hai inlogo ka kahna hai ki inhone 27ko hi dave sahab ko kar liya tha jaisa ki inki post k madhyam se suchna mil rahi hai tab 27aur 4ki bato me virdhabhas kyu?
hamri tm ne hamesa sangthan ke hit me socha hai chahe snr adv minakshi arora ji ko 80hajar me 3date k liye manana ho ya vipul maheswari ji ko 7feb se aj tak nihshulk khada karana ho.hame dave sahab ki sahridayata ka pata nahi tha aur n hi abha ji k agrah ka.yadi dave sahab is date pe nihshulk khade ho rahe hai to is bat ka samman hona chahiye n ki rajniti.
jo bhi dhanrasi mere mitro dwara bhai jitendra ji acc me diya gaya hai ue agli date k liye surakshit rakkha jayega aur mai apko asvast karan chahta hu ki jis prakar hamne purv me kiya hai ki sunvai ke paschat pas book ki xrox k sath apke ek ek paise ka hsab rakkha gya hai usi prakar rakkha jayega.
ap visvas hi sangthan ki niv hai ham ise hamesa barkarar rakkhenge.
jai tet
**********

 UPTET  / टीईटी TET - Teacher EligibilityTest Updates /   Teacher Recruitment  / शिक्षक भर्ती /  SARKARI NAUKRI NEWS  
UP-TET 201172825 Teacher Recruitment,Teacher Eligibility Test (TET), 72825 teacher vacancy in up latest news join blog , UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS, SARKARI NAUKRI
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
http://joinuptet.blogspot.com
UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET Uptet | Uptet news | 72825  Primary Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Primary Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List / th Counseling Supreme Court Order Teacher Recruitment / UPTET 72825 Appointment Letter on 19 January 2015A | 29334 Junior High School Science Math Teacher Recruitment,

CTETTEACHER ELIGIBILITY TEST (TET)NCTERTEUPTETHTETJTET / Jharkhand TETOTET / Odisha TET  ,
Rajasthan TET /  RTET,  BETET / Bihar TET,   PSTET / Punjab State Teacher Eligibility TestWest Bengal TET / WBTETMPTET / Madhya Pradesh TETASSAM TET / ATET
UTET / Uttrakhand TET , GTET / Gujarat TET , TNTET / Tamilnadu TET APTET / Andhra Pradesh TET , CGTET / Chattisgarh TETHPTET / Himachal Pradesh TET
 

No comments:

Post a Comment

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.