Upper Primary Teacher Recruitment UP / UPTET : Upper Primary Recruitment Niyamavali Amended
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates /
Teacher Recruitment News
B A (Maths / Stats / General Science candidates) are eligible after new amendment.
However wait for actual Government Order to read yourself,
and Publication of Advertisement.
junior ki vacancy to thik he parantu primary ki vacancy bhi to nikaliye kyonki 2011 ke bad 2013 me tet hua he or bahut se garib berojgar btc/sbtc kar ke ghar bethe hue he .jinki dhan ke sath sath mansik stithi bhi kharab he . kripya primary me bhi niyukti di jaye . kyun ki bar bar spasth ho raha he ki prathmik vidyalayo me sikshako ki kami he . sabhi btc /sbtc + tet pass ko sigr niyukti di jaye .
ReplyDeletesidhi baat jinho ne B.ed science & math sub se kiya hai aur uptet science & math se pass kiya kewal we hi patra ho sakte hain junior bharti ke liye.
ReplyDeleteup gov ko chahiye ki ye jitne degree dhari jo uchhal rahe hain un sab se form bharwale taki kuchh kamai ho jaye aur counceling ke samay agar uptet ki marksheet pe science ya math likha na mile to sidhe bahar ka rasta dikha de isse na to bharti rukegi nahi koi court jayega up gov bhi khush yogytadhari bhi khush
ReplyDeleteha bilkul sahi purani vacancy jo btc 2010 ke liye aai thi usme kewal 50 Per hi tet 2011 diye the aur unhi ki niyukti ho pai abi bhi usme se lagbhag 12000 vacancy hai so vacancy turant aani chahiye please...
ReplyDeleteya brother, umid h kya primary vacancy ki
Deleteha bilkul sahi purani vacancy jo btc 2010 ke liye aai thi usme kewal 50 Per hi tet 2011 diye the aur unhi ki niyukti ho pai abi bhi usme se lagbhag 12000 vacancy hai so vacancy turant aani chahiye please...
ReplyDeleteupper primary me age 40 hui ki nahi please koi bataye
ReplyDeletemamta ji junior men age 21 se 35 hi hai.
ReplyDeleteYe sarkar bharti kregi bhi ya nhi mujhe isi baat ka doubt h kyuki abhi tk koi joining nhi hui h ho skta h ye sb vote bank k liye kiya ja rha ho
ReplyDeletevote bank k sath-2 tablet batane k liye bhi paisa chahiye jo abhi kahi nhi bata.vigyapan aane dijiye isme bahut kami hai log crt jarur jayenge kyuki proffetional walo ki isme shamil karne ko jo defination sachiv dwara di gayi hai wo bharti fasa degi. Waise bhagwan kare ye bharti jald puri ho,isme koi badha na aaye By God. Ha ek baat aur isme graduation wale sirf 5000 bharti honge aur prof.wale 25000 jagar bharti hui to. Meri baat jise na pasand aayi ho to sorry.
Delete101% Agree alok ji
Deletejunior me age 40yr hai kyoki cabinet ne her bhari me age 40yr kar diya hai kya ye sahi khabar hai jaisa ki hindustan hindi news me diya tha......
ReplyDeletebhai kab aaygi
ReplyDeleteIss tarah to B.com wale bhi patra hai kyoki unka bhi ek subject Statics ka hota hai
ReplyDeleteB A ARTS walo ko golio se bhoon do. qki unke liye koi sthan nahi h up teachers bharti me.. jb s.st me koi job nhi h to fir UP TET s. st q kraya up govt ne?? YA SIRF PAISE BATORNE K LIYE.. ?? VAISE BHI B ED ARTS WALE TO PAHLE HI BHARTI SE BAHAR KR DIYE. AB SIR PAKAD K RO LO.. AUR HAN YE BHI SACH H KI U P GOVT 5 SAAL TK KISI KO BHRTI NHI KAREGI SIRF AVEDAN NIKALE JAYENGE, FEE VASULI JAYEGI.. FIR SAB COURT ME... YE HI HONA H YAHA.. BHRTI HONGE TO SIRF URDU WALE... AUR KOI NAHI...
ReplyDeleteplz koi ye bateyga ki meri date of birth 10/07/1992 yani agar GO me age 1july 2013 ko 21 year mangi to meri 9 days short ho reh h to plz koi bateye main kia karun jisse mujhe aply karne ka chance mil sake plz reply
ReplyDeletebhai,age 1 din bhi short hogi to koi ku6 bhi nhi kar payega. Very sad dear faisal.
ReplyDeleteB.tech valo khus raho laddu bato sab kuch tumhare hit me h
ReplyDeleteB.tech valo khus raho laddu bato sab kuch tumhare hit me h
ReplyDeleteofficial website kya hai please post it .
ReplyDeletejinho ne b.s.c. science mths and chemistry k sath ki hai to kya vo online recurement me science and maths dono hi fill kar sakte hai...???
ReplyDeleteplz help me guys. realy need ur help..
i am in a big troubl..
kindly help me india..
upper primary teacher vacancy ke age me parivartan nahi hoga kya ? Primary teacher ke liye to age 21-40 hai to upper Primary Teacher ke liye age 21-35 kyon kiya gaya hai......
ReplyDeletei want to ask regarding residence of UP for last 5 years.
ReplyDeletei am living in up, my wife wants to apply for the vacancy but before marriage she was living in delhi.for past one year she is in up with me . So is she eligible to apply. ?
She has voter id card of UP and domicile of up also. Please reply
sir maine ghaziabad se uptet diya h to mujhe uptet ka certificate kaha se milaga
ReplyDeletepls reply..
sir maine uptet ka exam ghaziabad se diya h to mujhe uptet ka certificate kaha se milega
ReplyDeletepls reply.
what is the selection method of upper primary teacher
ReplyDeletepriya aapke home dist k diet se milega.
ReplyDeleteSir,
ReplyDeletei have two queries.
(1) i have around 73 gunak (femal) and applied in 11 Distt for Science teacher. Kindly tell me what are my chances ?
(2) Regarding eligibilty criteria of 5 years residence of UP - I am living in UP for past 1 year (after getting married). However i have obtained domicile and voter id of UP.M i still eligible for this vacancy?
Please reply.
Thanks