UPTET SARKARI NAUKRI News - Samachar Plus Par Shiksha Mitron ki Debate mein kya hua -
Amitabh Agnihotri ji ki Shaam 6 baje vaalee debate Dekhee , Usme -
Shiksha Mitron Ki Taraf se Sunil Bhadoria Kuch Bhee Nahin Bole.
Amitabh ji ne Unhe saaree kanunee bate batayee bhee ki Rajya Sarkar Ko Jo Fund RTE ke leeye aata hai, vo usko NCTE ke kanuno ke Teaht Banne Vale Shikshkon Par Hee Vyay Kar Saktee hai.
Lekin Agar Sarkar Shiksha Miron ki Vastvik Madad Karna Chahatee Hai to Rahya Sarkar Apne Paas Ke Fund se Shiksha Mitron ke Naye Pad Bana Kar Salary De Saktee Hai.
Yahee baat Congress ke pravakta ne bhee Bolee.
Fir Shiksha Miron ke Pravakta Sunil Bhadoria Se Poochaa Ki Aapko Is Sarkar se Kya Chahiye, Kyunki Kanunee Pravdhano ke Teht To Aapki Nokri bach Nahin Saktee.
Uske Baad Sunil Bhadoria ne Behad Hasyaspad Javaab Deeyaa -
Ham to Supreme Court Jayenge
Amitabh ji ne fir kaha ki aap Kanoon jaante hain ki nahin, Ye Sab Supreme court ke pratham drashtya stay dene ke baad hee to hua hai.
Achaa Ye Bataiye ki Aapko Sarkar se Kya madad Chahiye.
Sunil Bhadoriya ne Bola Kee Sarkar se Supreme Court ki Ladayee Mein Sehyohg Chahiye. (Ek To Beech Beech mein aisa laga ki unko kuch samajh nahin aa raha, na theek se Bol Paa Rahe The)
******************
Spasht Roop se Kanunee Raste Band Hain , Shikhsa Mitron ke Sahayak Adhyapak Pad Ke Leeye. Ek Nahin Tamam Adcahne hain.
Supreme Court kya karegaa.
Vo To High Court ka bhee Pita ji hai.
Lekin Shiksha Mitra Pravakta Sunil Bhadoria ji pooree debate mein chup chup najar aaye, Aisa laga ki Vhe Diva Swapn Mein Hain Ya Unhe Kuch Samjah Nahin aa Raha
Supreme Court mein kahin Aisa Na Ho Kee Lene Ke Dene Pad Jaayen.
UPTET / टीईटी / TET - Teacher EligibilityTest Updates / Teacher Recruitment / शिक्षक भर्ती / SARKARI NAUKRI NEWS
UP-TET 2011, 72825 Teacher Recruitment,Teacher Eligibility Test (TET), 72825 teacher vacancy in up latest news join blog , UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS, SARKARI NAUKRI
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
http://joinuptet.blogspot.com
UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET Uptet | Uptet news | 72825 Primary Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825 Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825 Primary Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825 Teacher Recruitment Uptet News Hindi | 72825 Teacher Recruitment Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List / th Counseling Supreme Court Order Teacher Recruitment / UPTET 72825 Appointment Letter on 19 January 2015A | 29334 Junior High School Science Math Teacher Recruitment,
CTET, TEACHER ELIGIBILITY TEST (TET), NCTE, RTE, UPTET, HTET, JTET / Jharkhand TET, OTET / Odisha TET ,
Rajasthan TET / RTET, BETET / Bihar TET, PSTET / Punjab State Teacher Eligibility Test, West Bengal TET / WBTET, MPTET / Madhya Pradesh TET, ASSAM TET / ATET
, UTET / Uttrakhand TET , GTET / Gujarat TET , TNTET / Tamilnadu TET , APTET / Andhra Pradesh TET , CGTET / Chattisgarh TET, HPTET / Himachal Pradesh TET

No comments:
Post a Comment
To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.