UPTET / Shiksha Mitra : समायोजन में टीईटी कैसे जरूरी
सिद्धार्थनगर : अध्यापकों की नई नियुक्ति के लिए टीईटी अनिवार्य की है। समायोजन प्रक्रिया में टीईटी कैसे जरूरी करार दी जाए सकती है। दो वर्षीय प्रशिक्षण प्राप्त शिक्षा मित्रों का समायोजन होना है, ऐसे में सरकार शिक्षा मित्रों को टीईटी से मुक्त करते हुए पूर्ण कालिक अध्यापक पद पर तैनाती की प्रक्रिया सुनिश्चित कराए।
उक्त बातें आदर्श शिक्षा मित्र वेलफेयर एसोसिएशन के जिलाध्यक्ष हेमंत शुक्ला ने कही। रविवार को स्थानीय बीआरसी प्रांगण में आयोजित संगठन की बैठक को संबोधित करते हुए श्री शुक्ला ने अध्यापक नियमावली 1981 में 18वें संशोधन के जरिए समायोजन निर्धारित समय अंदर पूर्ण कराने पर जोर दिया। जिला महामंत्री श्याम बिहारी चौधरी ने कहा कि प्रशिक्षण पूर्ण करने जा रहे 60 हजार शिक्षा मित्रों का जनवरी 2014 में पूर्ण कालिक शिक्षक पद पर समायोजन होना है, इसके लिए सरकार भी प्रयासरत हैं मगर बीच में किसी प्रकार व्यवधान उत्पन्न किया गया तो संगठन हर स्तर पर संघर्ष करेगा इसके लिए सभी शिक्षा मित्र तैयार रहें। ब्लाक अध्यक्ष अमीरूल्लाह ने चार माह से मानदेय भुगतान का मुद्दा उठाया जिस पर जनपदीय पदाधिकारियों अधिकारियों से वार्ता करके शीघ्र निस्तारण करने का आश्वासन दिया।
मनव्वर खां, वीरेन्द्र सिंह, पवन शुक्ला, नफीस, दीप नारायण, पवन पाठक, अवधेश, अनीता पाण्डेय, फरहीन जहां, मसूद अख्तर, सोनी, मधुलता, रीना चौधरी, सेतु प्रसाद, विजय, राकेश यादव, अजय, शैलेन्द्र गुप्ता आदि मौजूद रहे
Sabhaar: Jagran ( 6.10.13)
samayojan to h par gov. m nai bus pad pr ok dear tet to jarori h ncte k hisab se jab job pa cuke log tet de sakte h to to tum kya ho dyan ho ki 10 aug 2010 k bad jo bi join karega bo tet pass hona chiyea ok
ReplyDeleteFaltoo baten hsin ysaaaaaar
Delete72825 ki bharti hogi bhi ki nahi. Plz tell me.
ReplyDeleteNov. Me case final karke december me ye bharte ho jayge. Agar ye na hua to sedha vidhan sabha election 2017.
DeleteHumare bhai Teacher nhi Netagiri pr pura dhyan de rhe he......wo to kahte he ...... meri nhi to kisi ki nhi...... ye neta to bne hi ja rhe he or rahi bat teacher ki to wo Shikshamitra banege.....
Delete72825.....march 2014 tk to sambhaw nhi....
shikshamitr yeh soch k Kabhi galti mt krna ki smayojan hone k naate TET jaise bhoot se mukt ho jayenge.
ReplyDeleteNCTE k sath-sath Highcourt b 30 May 2013 k aadesh m clear kr diya h ki "aisa koi b vaykati primary school m permanent teacher nahi ho skta Jo TET ki aharta nahi rakhta ho."
government hamesha yhi kahegi ki shikshamitr ko TET nahi deni padegi. lekin mere bhai ye baate sirf chunavi bakwaas h. Basic Shiksha Parishad b kehta h ki TET deni padegi, jiske liye niymaawali m sanshodhan krna padega.
mere bhayi apne pair pe kuladhi mt maaro. TET ki taiyri kro wrna teacher banane ka sapna chod do.
if TET nahi to TEACHER nahi.
Manoj bhai 72825 ki recruitment hogi. don't worry.
ReplyDeleteDear shikshamitro samayojan to jarur hoga magar unhi ka jinhone tet nikal liya ho. S. Court ke aage up gov kuchh nahi kar sakti isliye netagiri se achha hai samay na barabad karte hue plz tet clear karen.
ReplyDeleteVishy bhai apne bilkul sahi kaha.
ReplyDeleteIsliye siksha mitro court ke chakker lagana band karo. Samay kam h jan 2014 ki tet ki taiyari suru kar do.... Best of luck siksha mitro
ReplyDeleteमनव्वर खां, वीरेन्द्र सिंह, पवन शुक्ला, नफीस, दीप नारायण, पवन पाठक, अवधेश, अनीता पाण्डेय, फरहीन जहां, मसूद अख्तर, सोनी, मधुलता, रीना चौधरी, सेतु प्रसाद, विजय, राकेश यादव, अजय, शैलेन्द्र गुप्ता आदि aap log bahut samazhdar hai bahut gyani hai bahut experience wale hai, aap se nevedan hai ki aap log aisse sikshamitro ko na ane de jo teacher banne ke yougye hi nahi aur ye pata karne ka eek he tarika hai aur wo hai TET, jo sahi me laya hai teacher banne ke wo tou nikal he lega baki tou hum 10 lakh BED wale hai baki sab dekhne ke liye
ReplyDeleteAur Samayogna kiska, uska jo kabhi parmanent kabhi thihe nahi, jisne ye likh ke diya hai ke wo kabhi parmanent hone ki baat nahi karega, hum dekhenge ke bina TET nikale aap log kaise Teacher ki job pate hou
ReplyDeleteBakar bahas kar rahe ho aap sabhi. Sabko tet pas hone do tab hoga samayojan. Tet ab halwa nai rah gai islie jao pahle tet pass kar lo. Gud luck!
ReplyDeletekal Allahabad me aandolan h. aap sabhi se apeel h ki jyda se jyda sankhya me Aajad Park Allahabad pahuche.
ReplyDeletevartmaan samay me 72825 recruitment jis position me h use dekhte hue lgaatar kramik Anshan, aandolan aur ekjut hokar government aur Court pr dabaav banane ki jaroorat h. yhan tk ki agar Aamran Anshan krna pade to b piche nahi hatna h.
Dosto!!
ek baat jaan lo abhi nahi to Kabhi nahi.
jitani jimmedaar hamari UP government h utani hi jimmedaar hamari Nyaypalika h. had ho gyi yaar!!!!
kya mila............. sirf date.
Mahapatra Sahab aur vakil sb achhi tarah se jante h ki Loksabha chunav ekdam najdeek h aur 72825 ki recruitment ek lambi prakriya h jisko puri karne k liye Basic Shiksha Parishad ko 2-3 mahina km se km chahiye. to time khan h ????
iss naate ab Court ko kendr me rakh kar ek ho jayiye aur apne udaas chere pr muskaan layiye.
qki ye aap sb ka Haq h.!!!
.
DeleteYe govt kewal bewkoof bana rahi hai paisa kamana ka achchha business bana diya hai vacancy nikalo paisa kamawo bus court me case pahuchaeo aur aram karo
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteany information about art group and sanskrit language vacancy plz tell me
ReplyDeleteTet se bhala nai hoga' tet ke bad btc ya maulana moallim karo. Tab shayad kuch ho jay.
ReplyDeleteshikshamitro ke liye hi gaddhe khodne ki baat karte rahna unka jo hona hai wo to hokar rahega hame apni chinta karni chahiye march 14 ke baad puri life ghanta bajana padega, my dear dusro ke pet par lat markar kabhi kisi ka pet nahi bharta, hame apne pet ke liye govt se sanghrsh karna chahiye na ki sm se
ReplyDeleteshikshamitro ke liye hi gaddhe khodne ki baat karte rahna unka jo hona hai wo to hokar rahega hame apni chinta karni chahiye march 14 ke baad puri life ghanta bajana padega, my dear dusro ke pet par lat markar kabhi kisi ka pet nahi bharta, hame apne pet ke liye govt se sanghrsh karna chahiye na ki sm se
ReplyDeleteplz keep in touch all proff friends. relax mai hoon na. mai aap ko aapke mobile par update deta rahunga. aap log bhi mujhe apne apne district ki update dete rahen. mujhe acha lag raha hai ki hm log bahut aware/ jagrook hain.
ReplyDeletedear b.ed holder aap sab itne hi bade talent hai to sabse pahle mamagement par hone wale admission ka virodh karo. Btc aur b.ed me paisa dekar adm le lete hai. Kyo minority college ko manyata dete hai.agar aap kisi ka bhala nahi kar sakte to pls bura mat socho unhe unke haal par chod do. Duniya ka koi bhi vibhag ya exam nahi hai jaha corruption nahi ya 100% talent log hi hai. Aur jiske under 100% talent hai wo sirf 72825 ka mala nahi jap rahe. Sare b.ed wale milkar kitna % result banaye pata hai. Tum logo se acha result sm ka aayega.
ReplyDeleteMr Rajesh Kumar BED/BTC walo ka result tou 15% raha lekin mai apni BED ki degree faad ke fake dunga ager SM wale TET exam me 0.015% bhi pass jp jaye, rahi baat corruption ki tou SM wale iski baat na kare, hum bahut acchi tarah se jante hai SM ki naukri kaise aur kaiseko milti hai, aur rahi baat BED/BTC me managment ki baat tou Managment ke student aap logo ki tarah he kabhi TET nahi nikal payenge.
ReplyDeleteRajesh bhai mamla virodh ka nahi h. Jo sachhayi h use to accept krna hi padega.
ReplyDeleteNCTE aur Court k order ko har haal m government ko manna padega.
2004, 2007, 08, aur 2009 me kuch sbtc waale training kr liye Lekin kisi karan se niukti paane se banchit reh gye. kuch mahine baad pure bharat me NCTE ki guideline 23 Aug 2010 ko laagu ho gyi.
yhi niyam sbtc walo pe b laagu ho gyi.
ant me ye log Court gye aur Court ko btaye ki TET laagu hone se pehle hm log training le chuke the is naate hme TET k liye badhya na kiya jay.
lekin bechare Court me haar gye.
Rajesh bhai virodh koi nhi kr rha. TET ki anivarryta har us person k liye h Jo primary ya junior me permanent teacher banane ka sapna dekhte h, wo chahe 23 Aug 2010 k pehle ya baad me training liya ho yaa contract pr primary school me teacher pad pr karya kr rha ho.
TET is MUST ...
Govt. Sare form bhara rahi lekin ek bhi recruitment process pura nai kiya ja raha. Ye khel agar koi samajh pay to jarur post kare. I'm waiting
ReplyDeletevishy and amit bhai sm ko bhi insaniyat ke najar se dekhne ke liye thanks. Dosto tet pass karna badi baat nahi yadi exam timely 2bar/year ho to 1-2 sal me jyadar log pass kar lenge. Lekin kabhi2 1-2marks se bhi log fail ho jate isliye sm bhi strugle kar rahe hai aur jo bhi hoga accept karenge thanks and best wishes of dasahra.
ReplyDeleteI am sure Rajesh Kumar, Vishy and Amit sabhi SM hai. Chor-Chor mausere bhai
ReplyDeleteहम शिक्षा मित्र अध्यापक तो बनेगे ही। किसी से नही रुकेगे भाई। nazim rana member state committe a.s.w.asso. 9690909096
ReplyDeleteहम शिक्षा मित्र अध्यापक तो बनेगे ही। किसी से नही रुकेगे भाई। nazim rana member state committe a.s.w.asso. 9690909096
ReplyDeleteहम शिक्षा मित्र अध्यापक तो बनेगे ही। किसी से नही रुकेगे भाई। nazim rana member state committe a.s.w.asso. 9690909096
ReplyDeletepahle hi ncte or high court se roke ja chuke ho. chillan kya hoga .
ReplyDeleteany information about art group and sanskrit language vacancy in junir
ReplyDeleteAbto blog editor ne blog bhr renw nai kiya. Teen din se wahi news de raha. Jabki kitna kuch ghat raha hamare bech.
ReplyDeletedosto kuch nahi hoga
ReplyDeletedosto blog aditor bhe thak gaye hai sarkar ne date he itne dae de hai roj vahe new tarek to blog aditor bhe kya kare
ReplyDeletedosto jo log dusre ke pet par lat marte hai unke uper wala bhe nahi sunta to yar kisi se kya lena cahe vo sm ho ya urdu vale ho appne bare me socho kya karna
ReplyDeletetet walo par lati charg bhe hui hai or kuch log to jail takh bhe gaye hai par na to news paper or na he blog par koi sucna aye hai assa lag raha hai ke yae sarkar ab marege bhe or rone bhe nahi dege
ReplyDeletetet marit walo ka itna bura hal kiya hai ke becaro ke news bhe nahi likne deya or jail bhej deya
ReplyDeletemerit to ab gunak se he banege kyo ke sakar yahe chati hai or ab to sab log yahi chate hai ke bas bharti ho jaye cahe kasse bhe ho
ReplyDeleteBilkul sahi bharti ho chahe tet merit se ho ya acadmic se.
Delete72825 me dekhte hai kal kya tareekh milti hai. 19'ya fir 23oct.
ReplyDeleteNa 19 na23 mili hai 24 october' sahe ja rahe ho.!!!
Deleteaap log chahe jo karlo bina TET ke kisi bhi SM ko Primary Teacher banne nahi denge, jo layak SM hai vo naukri payenge aur Mr Amit Kumar, abhi aap pehle apne bare me sochiye, jaa kar padhai kijiye dusro ke padhane ki baat aap baad me sochna, thik..?
ReplyDeleteabhishek dear sm to at to jarur banenge unhe to kewal tet qualify karna hai aur tumhare chahne se kuch nahi hone wala aur tum un logo me jo apne gum se nahi dusre ke khusi jalan aur dukh hota hai jiska koi ilaj nahi. Sm job kar rahe hai wah jaise2 tet pass karenge at ban jayenge baki logo ka salary increse ho jayega.
ReplyDeleteRajesh ji, Mai bhi chahta hun ke jo SM TET qualify kare wo teacher ban jaye, lekin mera virodh ayogy logo se hai, jinhe khud kuch nahi aata, aur jaha tak sawal hai SM ki salary badhane ka to aap ko bata dou ke as per Supreme court order 2015 ke baad SM ko nikal diya jayega, behtar hoga ager aap log behasbaji aur dhrne ke bajaye TET pe dhyan de, TET nikalo naukri pao kisi ko koi aitraz nahi hai
ReplyDeleteAbhisek tumhara tark bilkul sahi hai. I'm agree.
DeleteSHIKSHA MITRO KO NIKAL DENA CHAHIYE KYUKI TET PASS HI 3 LACS HAI TO SHIKSHA MITRO KI KYA AAVSYAKTA HAI YE SAB TO KHUD HI 13 SAALNAUKARI KAR LIYE HAI IS LIYE INKO GHAR BAITHNA CHAHIYE.
ReplyDeleteAre yadav je manobal na girao inka bhai. Sach to ham jante hi hai ise kahne ki kya jarura!
Deleterk yadav ji sarkar aapki hai jo chaho o karwavo. Vaise i think agar thoda bhi sense hota to is tarah ka behuda comment nahi karte.
ReplyDeleteRk yadaw apko pata he jab primary school band hone ke kagar par the hajaro band ho chuke the. Us time ap jese widdwan bhi yahi the jo shiksha mitr bhi nahe bab paye... me khud s.m. hu....85% se b.ed hu..78% se b.t.c hu..n.c.c. c certificate holder hu.....urdu se 12 th hu.........w m.a. english m.a. sociology.....aur m.a. education hu....red cross w computer certificate holder hu ..............aur amar ujala me journalist hu.......shamli janpad se hu adars s.mitr wailfair association me pardesh committe member hu .......ab zara apne girebab me jhanko tum kiya ho kehte ho s.m. ko nikal do . Mere face to face ajao to apko sabak sikhlau. Mera mobil no.he 9690909096
ReplyDeleteChaho to dose le lena ok but aenda zaban sambhal kar comment karna ok
Nahi to..................... ....................
Samjhe rk
ReplyDeletenejam bai is rk ke to band he baja de maan he nahi raha tha appne he tark de raha tha
ReplyDeleteMr Nazim Rana,
ReplyDeleteAap tou bahut talanted hou, to phir TET ko bhut samaz kar darte kun ho, use galelagao clear karo or Job pao, isme issue kya hai
Thanks s.deol ji
ReplyDeleteMr abhishek ray ji........me tet kar chuka hu.....mujhe tet bhut nahi lagta...........mera comment rk yadaw ....ke ...us comment par......he jisme usne kaha he ki shiksha metr 13 saal job kar chuke ......ab inhe nikal do................koe usse puche in logo ne......13 saal tapassya ki ab kuch milne ka time aya to...... .. ......rk kehta he.....inhe hatado....kiyo? Hatade Bhe/ inke bivi bachche kaha jaenge.ye insan nahe he kiya............ye sa.. rk to pagal ho gaya....isko mental hospital bhijwao...chanda ikaththa karke iska ilaj karao bhaeo........sabhi shiksha mitro se anurodh he we rk ke metal treetment ke liye chanda zarur de....all d best......
ReplyDeleteApka nazim rana shamli phon n.9690909096
Tum bhe yaar! Sanki ko jawab dene lage. Aise to pata nai kitne hai. Mai shiksha mitra nai hun par mujhe to unke tarakee se jara bhi jalan nai! Sm ka virodh ka kya matlab behtar hai apne 72825 aun 29990 pe dhyan dia jay.
DeleteAaj to sab tet kare phir rahe he....s.m. ap ne time ke top merit holder he..inhone primary education ko zinda kiya he.....naya jivan diya he......band schoolo ko khola he. Aj kuch log inse jal rahe he...kehte he inhe hata do........।नही भाई नही।
ReplyDeleteMr Nazim, Mai kabhi nahi chahunga ke SM ko nikal diya jaye, me sirf ye chahta hun ke jabtak ye TET nahi nikal lete tab tak inhe SM bane rehne diya jaye, jaise he koi SM TET nikalta hai use turant on the spot Assistant Teacher bana diya jaye, kya aap ish baat se sehmat hai..? Isse hoga sirf ye ki jo acche SM hai unhe apni mehnat ka labh milega aur jo log bhrastachar kar ke aye hai wo chhat jayenge ku ki aise log Assistant Teacher banne ke baad apni zimedariyon ko kya samzhen ge, ful ka swaad tou use hi accha lagta hai jise wo ful mehnat se milta hai
ReplyDeleteAre bhae me tet se sehmat hu but jin becharo ne 13 saal patriksha ki ek ummid ke sahare over age hogaye ab unka kiya hoga.tet to ab aya he. Jo purane a.teacher he unke samay ke agar unse tet liya jaye to kiya wo sab nikal lenge ? Nahi na. 50 parsent bahar hojaenge wo bhi. Kiya unko nikalna uchit hoga ray sahab? Ese s.mitr he 50% bahar hojaenge.aur inko mila bhi kiya aj tak ...........3500 me ghar chalta he kiya......
ReplyDeleteNazim ji, India me 70crore log aise hai jinki salary aaj bhi 3500 hai, SM ki tou phir bhi ishse jyada he hai, aur badh he rahi hai, aur jab inhone join kiya tha tab inhe pata tha ke inhe parmanent nahi kiya jayega, lekin uske bawjod Govt ne inhe sahara diya aur BTC karwaya ab inhe bhi to thodi mehnat karni chaheye ke nahi..? aur jaha tak umeed ki baat hai desh ke 90% janta isi umeed me jiti hai ke use sarkari naukri mil jaye aur kuch loog tou inse jyada mehnat bhi karte hai, aur govt me age relexation tou inhe diya hi hai, jitne saal naukri karihai utne saal inki age me se Minus kar do, aur jo log already teacher hai unka tou kuch kiya he nahi ja sakta, kya aap nahi chahenge ke desh ka bawishya (bacche) kisi kabil insan se padhna likhna sikhe..? Govt chahe to inka alage se TET karwaye Urdu walo ki tarah eekdam assan paper lekin kanoon eek he ho ager eek ko TET compolsory ho to sabhi ko ho.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteA.ray ji Me apke bat se sehmat hu govt. Alag se tet karaegi hi. Ya bina tet kese karegi.ya phir niymawli me samayojan hetu sansodhan karegi. Kuch to karna padega s.m. ko aur sarkar ko bhi.
ReplyDeleteThanks dear