Debate on Selection Base of Primary Teachers
आजकल काबिलियत पर बहुत बहस हो रही है
कोन काबिल है कोन नहीं ये हम और आप कैसे कह सकते हैं ।
ये तो आपका नियोक्ता बताएगा या फिर जिसको आप सेवा दे रहे हैं
उत्तर प्रदेश में प्राथमिक शिक्षक के लिए मास्टर , डोकटरेट , अकादमिक टोपर सभी लाइन में हैं
और काबिलियत की जबरदस्त बहस चल रही है ।
बहुत से लोग इस जुगाड़ में भी हैं कि सरकारी नोकरी पक्की हो और फिर वो आराम से कुछ और करें
मैं आप सभी लोगो से पूछना चाहती हूँ कि मान लीजिये आपको - स्वीपर का चुनाव करना है और आपके पास आवेदन मास्टर , डोकटरेट , अकादमिक टोपर और दसवी पास लोगो के आवेदन आये हैं
तो आप काबिल किसको मानेंगे ??
हर पोस्ट के लिए निर्धारित एप्टीटुड टेस्ट होता है जैसे बेंक क्लर्क के लिए क्लेरिकल एप्टीटुड टेस्ट , बेंक आफिसर के लिए क्लेरिकल एप्टीटुड टेस्ट , ग्रुप सी कर्मचारिओं के लिए ग्रुप सी एस एस सी एप्टीटुड टेस्ट, डेटा एंट्री के लिए कंप्यूटर टाइपिंग एप्टीटुड टेस्ट आदि
ऐसे ही प्राथमिक शिक्षा के लिए टी ई टी , एक एप्टीटुड टेस्ट की तरह से है । जो कि प्राथमिक शिक्षकों के चुनाव के लिए विशेष परीक्षा है और उसकी महत्ता का साफ शब्दों में लिखा गया है और चयन के लिए अकादमिक अंक का कैसे प्रयोग किया जाये उसके विषय में कुछ भी नहीं लिखा गया है ।
आप उपरोक्त बातें पड़ने के बाद इस प्रश्न का जरूर जवाब दें -
मैं आप सभी लोगो से पूछना चाहती हूँ कि मान लीजिये आपको - स्वीपर का चुनाव करना है
और आपके पास आवेदन मास्टर , डोकटरेट , अकादमिक टोपर और दसवी पास लोगो के आवेदन आये हैं
तो आप काबिल किसको मानेंगे ?????????????
sabka apptitude test lena chahiye
ReplyDeleteBahut hi tarkik bat likhi hai aapne.... kursi par jame adhikariyo,netaon aur nyayadhishon ki soch kash aisi voting....
ReplyDeleteHarih oum
Ye pravachan sarnath me dena
ReplyDeleteGic me gudank ke adhar per bharti hoti hai kabhi us per gaya hai tumhara dhyan.gudank jindabad.
ReplyDeleteTet ki pariksha puri tarah bhrastachar ki bhet chad gai hai.8 bar sansodhan fir uper se dhandli. mere vichar se tet dobara ho tab to thik hai otherwise gudank jindabad.
ReplyDeleteagar dhandhali huee thi to gunank ka samarthan karne walo ko bhi iska labh hua aur vichare pasr ho gaye.ek labh to mil gaya ab chahte hai ki dusara labh bhi unhe hi milna chahiye jo unhone academic me bhi dhandhali se high percentage hasil kiya hai . bhaee sahab ek dhandhali ka phayda uthakar pass ho gaye to shanti se baitho dusari dhandhali ka phayda aapko sarkar ,vakil aur judges dilwayege.jay dhandhli
ReplyDeleteSABSE PAHLE AAP LOGO KO UPTET KI FULL FORM MEIN E KE UPER DHYAN KENDRIT KARNA CHAHIYE WO HEIN ELIGIBILITY NOT SELECTION MERE MARKS BHI UPTET MEIN 126 THE AUR ACADEMIC ACHCHA NAHI HEIN LEKIN ISKA MATLAB YE NAHI HEIN KI APNE CHAKKAR MEIN LAKHO LOGO KA NUKSAN KAROO AUR LAST MEIN MEIN UN LOGO KE SATH SADAK PAR KHADA RAHOO AUR RAHI BAAT DEBATE KI DEBATE KE LIYE IS DESH MEIN AUR BAHOOT MUDDE HEIN UN PAR KARO TAKI BLOG PADNE WALO KO LAGE KI UP MEIN BHI PADE LIKHE LOG RAHTE HEIN JARA HATKAR SOCHO
ReplyDeleteItne Bade tyagi ho to aply kyu kiya ? kisi dusre ka bhala hota. Aur aapse ummeed hai ki aap apne haque ke liye hamesha chup rahegej.kyoki aap dusro ka bhala sochte hai .jay ho aapki.... are galat bol diya. parajay ho aapki. kyoki aapto apni jay ke khilaph hai.
ReplyDeleteDear Madam abhi tak kisi bhi selection ke liye hamessa education qualification minimum hoyi hein na ki maximum aur agar aap chahti hein ki ek BEd wale ko Sweeper ke liye disqualified kar diya jaye aur 10th pass ko de di jaye thik hein lekin iske result par mein apka dhyan kendrit karna chahoonga 10th pass will get money and BEd wala berojgar ghoomta rahega aur iska is samaj mein massege jayega ki padne ka koi fayeda nahi aur agar BEd wale ka selection kar dete hein tho wo department exam dekar apna promotion bhi kar lega aur free mind hokar padhai karega aur IAS bhi ban sakta hein issse samaj ko kitna fayeda hoga log apne bachho ko padayenge aur koi sweeper ko neechi post nahi sochega aur sweeper ko ijjat milegi aur agar aap in prikriyao me badlav chahti ho tho administration level ka exam clear karo aur poori pranali badal dalo
ReplyDeletepramod ji mein such ke sath hoon pachvi pass ka exam dekar koi teacher nahi banta
ReplyDeleteDinesh ji u r absolutely right.teacher eligibility eligibility eligibility eligibility (patrataaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa) test.hai. U may get 20 ya30% wtg only.it is universal fact.
ReplyDeleteharkauli was unable to decide thematter so despatch to tb aur kaha jaan bachi lakho paye laut ke buddu ghar ko aaye.
ReplyDeleteDear dinesh aap kaise kah sakte hai ki academic me prapt kiye gaye no. puri tarah sache hai aur tet ke jhoothe .aap apne hi no. batao sahi haii ya galat .aajkal log ghar baith kar 10th,12th.,.....Bed. kar rahe hai aur no. pucho to 85,90%.lagta hai aajkal padaee ghar pe vina kisi teacher ke hi ho jati hai. yeh baat har vyakti janta hai par manta nahi aur tet exam se sabit bhi ho gaya achche achche fail ho gaye.aur jo jitna janta tha utne no.se pass hua.dudh ka dudh pani ka pani ho gaya .ab kis baat ki ladaee?
ReplyDelete10 pass ko
ReplyDelete10 pass ko
ReplyDeleteDear Madam,
ReplyDeleteTet vanam Acd...kisi ko mat lo agar achche teacher ka selection karna ha to KV ki traha three level exam liya jay vo bhe upsc ke dwara...sabki akal thikane a gayegi.. yadi Acdmic se achche teaher milte hai to phir IAS aur PCS me..acdemic se bharti kyo nahi ke jati hai..three... level ka exam kyo liya jata hai...kuch log kah tahe hai tet me bhrastachar huea hai...to wahi log bataye ki 10th.12. aur gratiatipn me bhtastachar nahi ho raha hai... requiretment ke liye CTET..ki merit banayi jani chaiye...kya ap log sahamat hai ?
Ctet ke bajai tet dobara ho upsc ke dwara tab theek rahega
DeleteDear Madam,
ReplyDeleteTet vanam Acd...kisi ko mat lo agar achche teacher ka selection karna ha to KV ki traha three level exam liya jay vo bhe upsc ke dwara...sabki akal thikane a gayegi.. yadi Acdmic se achche teaher milte hai to phir IAS aur PCS me..acdemic se bharti kyo nahi ke jati hai..three... level ka exam kyo liya jata hai...kuch log kah tahe hai tet me bhrastachar huea hai...to wahi log bataye ki 10th.12. aur gratiatipn me bhtastachar nahi ho raha hai... requiretment ke liye CTET..ki merit banayi jani chaiye...kya ap log sahamat hai ?
Dear Madam,

tet merit ke adhar par hi selection hona chahiye.
ReplyDeleteANWAR KHAN JYADA KHUSH HONE KI JAROORAT NAHIN HAI 3 APRIL KA INTEJAAR KAR LO USKE BAD TUMHARI SAARI HAWA NIKAL JAYEGI SELECTION KEVAL TET MERIT PAR HI SAMBHAV HAI NAHIN TO BHARI LATKEGI MATTER SUPREME COURT TAK JAYEGA VAISE BHI IS TARAH KE KAI MAMLE SUPREME COURT MEIN JAA CHUKE HAI JINME COURT NE SPAST KAHA KI BASE OF SELECTION CHANGE NAHIN HO SAKTA HAI SO DONT WORRY AND WAIT AND WATCH JAI TET MERIT JAI BHARAT

ReplyDeleteHUM SAB IS SAMAY YE CHAHTE HEIN KI YE PRIKRIYA POORI HO JAYE LEKIN JIS TARIKE SE AAP BATA RAHE HO AISA LAGTA HEIN KI SUPREME COURT KI KHANDPITH AJKAL SABHI KE GHAR KE SAMNE HEIN GHAR SE NIKLO AUR PETITION FILE KAR DO LEKIN LOGO KO PATA NAHI YE COURT WALE KO PAISA CHAHIYE WO LOG IKATHHA KAR KER DE HI DETE AUR UDHAR SARKAR KO BHI PHAYDA PAHUCHTA HEIN ANT MEIN HAR HUM SAB LOGO HI HOTI HEIN AUR NA JAANE KITNE GHAR BARBAD HO JATE HEIN
ReplyDeleteDear pramod sir apke hisab se ek board jo itne bade istar par school ke madhyam se 10 aur 12 karata hein wo bhirast hein uske bad university bhi bhirast hein jisse apne graduation aur BEd kiya aur mein apko batana chahta hoon ini ki wajah se apne us UPTET ko face kiya jiska nasha aapko ab tak chadha hua hein
ReplyDeleteMUJHE LAGTA NAHI KI HUM SAB LOGO NE APNI IS SHIKSHA SE KOI NETIKTA BHI SIKHI HEIN BACHA HEIN THO KEVAL SWARTH MERE HISAB SE YE POORI PRIKRIYA RADH HONI CHAHIYE AUR JIN LOGO NE COURT MEIN YE PETITION DALI HEIN AUR BHAVISHYA MEIN DALENGE UNKI UPTET KI JANCH HO AUR LOGO KE SAMNE SUCH AYE KYOKI DUDH KA DUDH AUR PANI KA PANI HONA CHAHIYE
ReplyDeleteDEAR DINESH ACADEMIC MARIT SE BHARTI IS LIYE GALAT HAI KYUKI ALAG ALAG BOARD AUR UNIVERSITY KA MARKING KA TARIKA ALAG ALAG HAI .FOR EXAMPLE CBSE BOARD JIS TARAH MARKING KARTA HAI VAISI UP BOARD ME NAHI. HOTI. JISSE UP BOARD KE TALANTED CANDIDATES KE SAATH NYAY NAHI HO SAKTA. JABKI TET ME MARKING KA TARIKA SABKE LIYE EKSA HAI .UP BOARD60%=CBSE80%
ReplyDeleteISLIYE IS PRIKRIYA MEIN 10th AUR 12th KA WEITAGE KAM KAR DIYA JISSE UP BOARD WALO KO FAYEDA MILEGA IS BHARTI JO KI PAHLE NAHI MILTA THA
ReplyDeleteBEd should be recruited in the place of sweeper. Most of the time teachers remain adsent from the school, only sweeper will teach the students.
ReplyDeleteDONT WORRY BHAI LOGO MATTER SUPREME COURT TAK JAYEGA ABHI KHUSH HONE KI JAROORAT NAHIH HAI
ReplyDeleteMNo. 9808664433
BHARAT PACHORI JI MAIN APSE EK BAAT PUCHHNA CHAHTA HOON KI AISI VIDAVTA KA KYA FAAYDA JISME AAP 70 SE 80 PERCENT MARKS TO LAATE HO KINTU 8TH CLASS KE STANDARD KE PAPER ME AAP TAY TAY FISS HO JAATE HO ISKA MATLAB HAI KI JO MARKS LAAYE GAYE HAI YA TO VE GALAT TARIKE SE LAYE GAYE HAI YA PHIR RATKAR TO AISE HIGH PERCENTAGE KA KYA FAYDA JISME AAP TET JAISE HALKE PAPER MEIN KAM MARKS LATE HAI AKHIR APKO PADANA TO JUNIOR LEVEL KE BACHCHO KO HAI ISLIYE TET MERIT JINDABAD
ReplyDelete