UPTET: ALLAHABAD HIGH-COURT HEARING ON 72825 TEACHER RECRUITMENT STAY MATTER
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
Case Status - Allahabad
Pending
Special Appeal : 150 of 2013 [Allahabad]
Petitioner: NAVIN SRIVASTAVA AND OTHERS
Respondent: STATE OF U.P. AND OTHERS
Counsel (Pet.): ABHISHEK SRIVASTAVA
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Special Appeals Special Appeals-Against Final Order Of Single Judge In Writ Petition
Date of Filing: 29/01/2013
To Be Listed on: 11/03/2013 in Court No. 33
AJJ ADVOCATE NAHI..................................YAhi hai ...sahi....ab aro kanoon se insaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaka intazaar................................
ReplyDeleteAb kab ki date lagi hai
ReplyDeleteare bhai logo kya ye bharti hogi bhi ya yuhi taarik per taarik milti rahegi
ReplyDeletewah re wah ankh mincholi khelna to koi up government se Sikhe.
ReplyDeleteYe andha kanoon hai,ye tarikh pe tarikh deti rahegi,yar mehnat karo ,inke bharose mat bhitho,ye sarkar or kanoon ke. Bhich mat pisso yarr......
ReplyDeleteKoi hota jisko apna hum apna kah lete yaro
ReplyDeletekyu hamare sabar ka imtihaan le rahe ho
ReplyDeletekyu hamare sabar ka imtihaan le rahe ho
ReplyDeleteuptet me dhakdhali kam rajneet jyada huyi he n jane kitne aur log shakti ki maut marenge vah re bharatiy kanoon n insaf n nyay sirf tarikh par tarikh agli tarikh kab he bhai uptet merit is best no politics pure justic ?
ReplyDeleteAkiles ji ko ye samj me kyo nahi ata ki leptop batne se log siksit nahi balki or asihi.t honge. Abe kuch batna he to rojgar baat sale ham logo ko tarik batraha he or odar leptop..sale tu to gaya....
ReplyDeleteIs akhilesh ne pta ni kha se degree li h.lagta h mulayam ki sarkar hogi tabhi paas hua hoga ,ni to ise malum hona chaiye ki jinone mehnat s tet pass kia fir paise ka 2 baar intzam krke apply ki fir bhi khe rha sawinda pe rakhega .abe hmare Saddam kiye hue paise se laptop aur Bhatta bat rha h.matlab hmari wjah s maujood ho ab to naukri de do kuch to achha kam kar do.
ReplyDeleteIs akhilesh ne pta ni kha se degree li h.lagta h mulayam ki sarkar hogi tabhi paas hua hoga ,ni to ise malum hona chaiye ki jinone mehnat s tet pass kia fir paise ka 2 baar intzam krke apply ki fir bhi khe rha sawinda pe rakhega .abe hmare Saddam kiye hue paise se laptop aur Bhatta bat rha h.matlab hmari wjah s maujood ho ab to naukri de do kuch to achha kam kar do.
ReplyDeleteaab kab ki date lagi hai plz bataoge kya ??
ReplyDeleteTet case ki sunvai chal rahi hai
ReplyDeleteek vakil ke anusar tet cancel hone ki ummid aur samvida par hi shikshak rakhne ka man bana liya hai ye jyada sambhavana hai.
agli date kya lagi hai ?????????
ReplyDeleteCase is under hearing at present. Most likely court will give verdict in favour of TET, which govt shall not accept and move to supreme court or cancel the TET all together and will recruit the teachers on contract.
ReplyDeleteNon tet walon ke favour mein court bhi hai
ReplyDeleteaur chahti hai samvida par hi shikshak rakhe
ye toh govt ke anusaar hi naa chalegi
s.p. Govt bhi chahti hai bade paimane par samvida shikshak rakhe jayen jo aane wale chunaav mein jeet dilane me madad karenge.
AAJ COURT MAI T.E.T MERRIT KO KHARIJ KARTE HUWE JUDGE SAHAB NE PURA MATTER TRIPLE BENCH MAI BHEJ DIYA .
ReplyDeleteRAJVEER SINGH JI APKI NEWS KA KYA SOURCE PLEASE BATAYEIN MUJHE TO YEH KHABAR JHOOTI MALOOM HOTI HAI
ReplyDeleteYAAR YE GOVT TO MUGHE KUNWARA MARBAEGI N BHARTI HOGI OR N MERI SHADI
ReplyDeleteHum log sada in logo ke hat ke katputli rhe he rhe ge kio ke hum log apne paropr kuladi kudh marte he jase SP ko lake.
ReplyDeleteKia batye bhai logo sarkar ko chiye pisa bo minlega berojgaro se tabhi to sarkar ab janta ko thagna soru kr diya he
ReplyDeleteHad ker di mulayam ji ke ladle ne
Ab inke neeti he rojgar dhikayo paisa kamayo