Upper Primary Teacher Recruitment UP / Allahabad Highcourt : सहायक अध्यापकों की भर्ती में गुणांक प्रणाली को चुनौती
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates /
Teacher Recruitment News
इलाहाबाद उच्च न्यायालय ने राज्य के राजकीय जूनियर हाईस्कूलों में सहायक अध्यापकों की भर्ती प्रक्रि या में अपनायी गयी गुणांक प्रणाली की वैधता को चुनौती दी है।
न्यायालय ने इस मामले पर अंतरिम आदेश पारित नहीं किया तथा सरकार से चार सप्ताह में जवाब मांगा है। यह आदेश न्यायमूर्ति वी.के.शुकला ने आलोक कुमार यादव की याचिका पर दिया है। याची की तरफ से कहा गया था कि जूनियर हाईस्कूलों में 29328 सहायक अध्यापकों की भर्ती की जा रही है। भर्ती विज्ञान व गणित विषय के लिए की जा रही है। भर्ती नियमावली में बी.एड के प्रथम श्रेणी पर 12 अंक, द्वितीय श्रेणी पर छह अंक व तृतीय श्रेणी पर तीन अंक दिए जाने की व्यवस्था दोषपूर्ण है। याचिका पर अदालत छह सप्ताह बाद सुनवाई करेगी
News Sabhaar : Livehindustan.com / Hindustan Epaper (20.9.13)
Log apne pairo par khud kulhadi marte hai.Kisi bhi bharti ko hone nahi denge. Junior ki tarah yeh bharti bhi latak na jay. Ab 6 hafte baad court mein sunwai hogi. Writ dalne se pahle koi sochta nahi.
ReplyDeleteLog apne pairo par khud kulahdi marte hai. UP mein koi bhi bharti bina rukawat ke nahi ho shakti hai kunki ham log bahut hosiyar hai. Ab 6 hafte baad sunwai hogi. Koi bhi writ dalne se pahle sochta nahi.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteSarkar ab private judge rakhege pakki suchana h. Salary din k hisab se milegi
ReplyDeleteye wo log h jinhe kuch hasil hone wala nhi hai bus dusro ki tang khichne me lage h....koi in nadano ko samjhaye
ReplyDeletesp govt nai chyan ka manak kyu badala
ReplyDeletewoo bharti hi nahi karna chahatai thai is liyai galat manak nirthri kiya
Prt ki next date kya hai....
ReplyDeleteAlok bhai ab bataiye ke ab jabki court ne writ bhi accept kar li hai, to is junior bharti ka kya hoga, kahi ye bhi 2-3 saal tak nahi latkegi???????
ReplyDeleteye saale rit dalne vale kutte hai. saale koi bharti hone nahi denge.
ReplyDeleteye sarkar koi bharti nahi karegi kyoki ye murkhoo ki sarkar hai
ReplyDeleteRAHUL BHAI ! UPRT KI BHARTI JARUR HOGI AUR SARI WRIT KHARIJ HO JAYENGI. AGE BADHEGI AUR DATE BADHEGA FORM FILL K LIYE. ISKE ALAWA KU6 NAHI HOGA. SIRF 15 DAYS DELAY HOGA. GOV CHAH DE TO KOI BHARTI NA RUKE. 15 DAYS DELAY KARNA GOV KI RANANITI HAI. SO DO'NT WORRY. UPRT TO HONA TAY HAI.
ReplyDeleteone of my friend has done bba having business mathematics as a subject and evironmental science and has done btc n passed tet n ctet.is he eligible for applying in uprt for maths or science.plz alok sir reply as soon as possible.
ReplyDeleteu can't apply in uprt Farheen. Sorry.
DeleteAlok sir primary teacher ki next date kya hai. Aur ye mamla kaha tak pahuch gaya. Kya acchar sahita lagne se pahle bharti ho jayegi... Plz reply
ReplyDeletegunak ke lia jo writ dali gayi ha uska writ no. kya hai ko iske bare me batayaga kyoki me us writ wale se milna chahata hu ki aap itne hosiyar kaise ha bhai kyoki sarkar ka karya aap asanai sa karte ho vo to vaise bhi yahi chahati hai ki kisi parkar ye bharti delay condm ho jaye usse bat karna ha ki vi second division hote hue karpank ke marks jodkar firsr banayi gayi division ko aadhar banakar writ dal rahe ho are jo second division ke marks lata hai vo first ka labh kaise prapt kar sakta hai or ye highcourt judge bi maintali weak hai kya vo ye nahi samjhata ki karpank ka labh nahi diya jata vo kaval division ko banane ke liya jode gaye ha net me 55 % vala hi appearing karta ha vha 54.99 vala bhi appearinh nahi karta ha or jab pas hone ka lia 5 no. ka karpank diya jata hai to vo bhi total me nahi judte hai ple send me writ no.
ReplyDeleteadvo. vikas sangwan
mob. 9548698414
Junior bharti k sabhi niyam sahi h ye senceless writ dayar karne walo k aganst koi kada niyam banna chahiy jisse y writ dayar karne ki jurrat na kare
ReplyDeleteKammal karte ho yar juniyar walo apne ap he apne piron me kulhadi mar baithe. 72825 wali bharte se kuch sikha he nahi! Pata nahe kis dunia me eahte ye juniar wale. Are process pura to ho jane dete k se kam.. ab wait karo 2015-16 tak..
ReplyDeleteEh bat aur samajh len juniar wale agar ye bharti election se pahle nai hui to agle vidhan sabha election tah hogi bhi nahi. I ye jo ret dali gai hai iske keemat bahot jyada chukaoge sab. Bhto sab
ReplyDeleteRajeev bhai, prt ki next date 26 sep hai. Gov k pressure me order nhi aa raha hai. 26 ko bhi koi ummid nahi hai. Aisa sunane me aaya hai ki 10 oct tak matter solve ho jayega aur faisla jo aaye gov manegi,gov k khilaf bhi faisla aayo to bhi. Wo sc nahi jayegi so be positive. Ummid pe to duniya kayam hai.
ReplyDeleteThat's true.
Deletealok sir app bata sakte hai ki upre primary me math and science ki liye alag alag kitne candidates honge ( eg uptet +ctet)
ReplyDelete