Friday, September 6, 2013

टीईटी अभ्यर्थियों की याचिका पर सुनवाई 13 को


टीईटी अभ्यर्थियों की याचिका पर सुनवाई 13 को

इलाहाबाद। प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों में 72825 सहायक अध्यापकों के चयन व नियुक्ति के मामले में हाईकोर्ट में लंबित याचिकाओं पर 13 सितंबर को सुनवाई होनी है। मामले पर सुनवाई कर रही न्यायमूर्ति लक्ष्मीकांत महापात्रा और न्यायमूर्ति अमित बी स्थालकर की खंडपीठ ने याचिकाओं को सुनवाई हेतु 13 सितंबर को सूचीबद्ध करने का आदेश दिया है।

47 comments:

  1. kab karaoge bharti

    jab logo ki umar expaire ho jayegi

    ReplyDelete
  2. Alok Kumar sir ji maine B.Sc. me 2 sal tak physics , Mathematics and statistic pada tha or final year me only Maths tha . ( i.e B.Sc. Hons. in Mathematics )
    Kia mein dono group( physics & maths ) me apply kar sakta hoon? plz zaroor reply degiyega.

    ReplyDelete
    Replies
    1. BHAI SHAHKAHN G ! AAP DONO ME 110 % APPLY KAR SAKTE HO. DO'NT WORRY.

      Delete
  3. Up gov ko merit hs 10% inter 20% bsc 40% bed30 % karna chahiye.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sahi kaha apne pr
      sahi jagah pr nhi kaha ghar me bagwan bharose bethe he or.....
      To intjar kare or sahansilta sikhe .............sahi - galat k chakkar se dur rhe

      Delete
  4. Bsc maths sci & maths dono me apply kar sakta hai.

    ReplyDelete
  5. Alok sir bharti kis base par hogi. Kya is bharti me since gr. Ki merit alag se banegi.

    ReplyDelete
    Replies
    1. rajeev bhai aap kis bharti ki baat kar rahe ho,prt ya uprt ki. Prt ki baat kar rahe ho to abhi koi asha nahi hai. Uprt ki abhi aayi hai to ispe ku6 kahna mushkil hai. Lekin bhagwan kare ye uprt ki bharti bina kisi badha k jald ho jaye. Good luck.

      Delete
  6. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  7. Agar apke pas tet art side ka certificatr hai ti aap ko art ka hi benifit milega.

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  9. kuch nhi hoga 10 ko bhi bas time pass kr rehi hai govt or court or time pura ho jayega means 31 march 2014

    ReplyDelete
  10. Mujhe koi bta sakta h k agr science bali bharti pahele ho jati h to to praimari bali ki merit khan tak aa sakti h obc ki.

    ReplyDelete
  11. AGAR SACH BATAYA TO BLOG PE KHALBALI MACH JAYEGI. SO BLOG PE BATANA UCHIT NAHI HAI. SORRY DEAR.

    ReplyDelete
  12. ---------- Forwarded message ----------
    From: basic parishad
    Date: Mon, 2 Sep 2013 15:36:30 +0530
    Subject: Re: Upper Primary Teacher Recruitment
    To: Deena Nath

    only for the science


    On Sun, Sep 1, 2013 at 10:36 PM, Deena Nath wrote:

    > Sir,
    > I request you to please help me regarding the information as below:
    > I am a B.Sc. graduate with Physics, Chemistry and Mathematics. 1st and
    > 2nd year of B.Sc. I have Physics, Chemistry and Maths, but in 3rd year
    > I have only Physics and Chemistry. In B.Ed. my optional subjects are
    > Maths and Science. So please tell me, what I fill in the option Maths
    > Teacher or Science Teacher Or Both Science and Maths Teacher. Please
    > help me it's the matter of my carrier and Life. Please.

    ReplyDelete
  13. MR.DEENA NATH U CAN SURELY APPLY IN BOTH(MATH+SCI). U R 100% ELIGIBLE 4 BOTH. UR SUBJECTS SCI+MATH MUST BE MENTION IN UR CERTIFICATE IN 2OR 3 YEARS. DO'NT WORRY. U CAN APPLY 4 BOTH.

    ReplyDelete
  14. bhai koi yeh toh btaye ki prt ki bhrti hone ke kitne % chance hai

    ReplyDelete
  15. arun g prt ki bharti to gov ko karni hi padegi. Bas hame gov ko ek jabardast aandolan dikhana hai. Gov aandolankariyo ki sankhya dekhna chahti hai,apne vote bank k liye. 10 sep lucknow k aandolan me aisa hua to bharti 20 days me start ho jayegi. Bas sankhya kam se kam tet 30% honi chahiye.

    ReplyDelete
  16. yogendra bhai, aap math aur science dono k liye eligible ho. U can 100% apply in both. Do'nt worry.

    ReplyDelete
  17. Bhrti t.e.t. par honi chahiye...jigna tet morcha..

    ReplyDelete
  18. i m BSc with zoology botany and chemistry.can i apply for both maths and science in uprt.plz rply.

    ReplyDelete
  19. No, Nayab ! U can apply in only science.

    ReplyDelete
  20. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  21. Alok sir i m sc candidate from science. I got 90 marks in tet of primary leval. My gudank is 54. Can i select in merit list of primary teacher bharti.

    ReplyDelete
  22. AGAR JUNIOR BHARTI PAHLE HO JAYE TO,BASE OF SELECTION JO BHI HO TUMHARA 100% HOGA. YADI PAHLE HO TO TET BASE SE TUM EKDAM SAFE HO,ACD BASE PE HO TO LAGBHAG BORDER PE RAHOGE. WAISE DO'NT WORRY. TUMHARA SURE HOGA. GOOD LUCK DEAR RAJEEV.

    ReplyDelete
  23. Sir maine 12th arts with maths and bca kia h. Tet and B.Ed science group se h. Kya main upper me apply kr skta hu, agar ha to pls btaye kis group me?
    Pls anyone answer me.

    ReplyDelete
  24. Alok sir kya up tgt and pgt ki nayi vacancy aane ki koi sambhavna hai.

    ReplyDelete
  25. filhal nhi aane wane wali. Ab 2014 me hi aane ki ummid hai abhishek.

    ReplyDelete
  26. Sir kya yeh possible hai ki 2011 tgt and pgt ka fresh notification phir se jaari kiya jai.kuki uska exam abhi tak bhi nahi ho paya hai.thank u for the reply sir.

    ReplyDelete
  27. NAHI ABHISHEK ! GOV SABHI PADO KO JOD K 6000-7000 K PADO PAR NEW NOTIFICATION 2014 ME JARI KARNE K MOOD ME HAI. EK BAAR ISKA KHULASA BHI DAINIK JAGRAN ME THA.

    ReplyDelete
  28. Alok ji aap hi meri samasya ka hal de dijiye. Upar question h

    ReplyDelete
  29. MANAV BHAI,TUMHE REQUEST KARNE KI JARURAT MUJHSE NAHI HAI,I M AN EASY PERSON. MAI TUMHE REPLY KARNA BHI CHAHTA THA BUT....! JAHA TAK GO K BAARE ME HAME PATA HAI USME BCA K SATH INTERMEDIATE ME PCM KA HONA MUST HAI AUR TUMHARA ART HAI,SO MAINE REPLY NAHI KIYA. WAISE EK BAAR AUR SIRF TUMHARE LIYE PATA KARTA HU SERIOUSLY . G.N. MANAV.

    ReplyDelete
  30. Thnx sir.
    Waise meri B.Ed me b teaching subject maths tha or 12th me b maths tha. So sir.. on this base, any chances jst only for maths group?

    ReplyDelete
  31. So sad manav. Go maine carefuly read kiya,usme bca k sath intermediate science group compoulsary mention hai. Sorry brother.

    ReplyDelete
  32. Alok sir maine bsc math ,computer science and statistics se ki h kya main math aur science dono se apply kar sakti hu..

    ReplyDelete
  33. Rita ! Aap dono me apply kar sakti ho without worry 101%. Good luck.

    ReplyDelete
  34. Alok sir maine history se net qualify kiya hai.kya pgt me net ka koi weightage hai.aur pgt ke liye to B ed jaruri nahi hota hai na sir.plz reply sir

    ReplyDelete
  35. ABHISHEK PAHLE NET QUALIFY KARNE K LIYE CONGRATES. PGT K LIYE NET/SLET/PH.D KO WEIGHTAGE MILTA HAI. PGT K LIYE B.ED COMPULSOURY BILKUL NAHI HAI.

    ReplyDelete
  36. Thank u so much sir.maine dar raha tha kuki maine B.ED nahi kiya hai.bus sir ab jaldi se pgt history ki vacancy nikalwa dijye.

    ReplyDelete
  37. sir,meri beti ne commerce graduate ke baad b.ed. kiya hai
    b.ed.me teaching subject math aur economics tha
    kya math ke liye claim kar sakte hain

    ReplyDelete
  38. Sir up pgt and tgt ke court case ka kuch pata chala.kab tak stay rahega exam par.

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.