TET Merit Se Bhrtee Urf Satymev Jayte Urf Allahabad HC Ka Aadesh Rahegaa Bakraar Supreme Court Mein
UPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates / Teacher Recruitment News
Adhikansh TET Candidate High Court Ke Aadeshanusaar Apnee Bhrtee Ka Intjaar Kar Rahe Hain,
Unhe Aashaa Hai Ki Supreme Court Mein Bhee Satya Arthaat TET Merit Kee Ladayee Kee Jeet Hogeee.
High Court kee Double Bench Aur Full Bench Pagal Nahin Hai Jo Kee TET Merit Ka Paksha Lekar Bhrtee Karne Kaa Aadesh Jaree Karegee.
Lekin Nakhlee Aur Alp Gyanee Media Kuch Swarthee Tatv Ke Candidate Kee Galat Baat Ko Ullekh Kar Rahaa Hai
Blog Shuru Se Sahee ka Saath Detaa Aayaa Hai Aur Iska Acadmein Merit Ya Fir TET Merit Se Koee Sambhandha nahin,
Balki Yeh Chahata Hai Ki Adhik Se Adhik Candidates kee Sahee Niyamon Se Jald Se Jald Bhrtee Ho.
Chadm Aur Nakhle / Alp Gyanee Media Shuru Se TET Candidates Kaa Maansik Soshan Kartaa Aayaa Hai,
Jabki Blog Shuru Se Aisee Moorkhtaa Poorn Baaton Ka Khandan Kartaa Aayaa Hai, Jiskee Baad Mein Allahabad High Court Ke Judgement Se Bhee Pushti Ho Chukee Hai,
Yahan Tak Ki TET/CTET ka Lagbhag Har Candidate Jaantaa Hai ki -
1. TET/CTET Ka Score Badaane Ke Liye Candidate Dobara Exam Mein Beth Sakte hain
2. TET/CTET Score Ka Selection Process mein Upyog Kiyaa Jaana Chahaiye.
*********************
72825 Shikshkon Kee Bhrtee Sirf Aur Sirf TET Merit Se Hee Hogee, Kyunki Ye NCTE Guidelines
Ke Anusaar Sahee Hai, Jis Allahabad HIGH COURT kee Double Bench Ne Sahee Maana Hai,
Allahabad HC Kee Full Bench Ne Bhee Isee Dishaa Mein Aadesh Diyaa Hai
********************
Ab Dekh Lo Kya Galat Baat Kahee Jaa Rahee Hai -
एनसीटीई के गाइड लाइन के अनुसार ही टीईटी की पात्रता परीक्षा मानकर
Jabki Allahabad HC Ne Kaha Hai ki NCTE Guidelines TET Exam Ko Sirf Patrta Parikshaa nahin Maantee.
Supreme Court Mein Bhee Yahee Baat Aanee Baaki Hai, Lekin Decision AAne Mein Time Lagne Ke Kaarna Candidates Bahut Dukheee Ho Rahe Hain
***********************
*********
Neeche
Dee Gayee News Mein Candidates Kee Sankhyaa Kee Pick Bhee Dekh Lijiye
Ki Kitne Log TET Exam Ko Patrta Maan Kar Khush hain Aur Yahee Baat Inkee
Yogytaa Bhee Darshateee Hai.
Jabki Hazaron Kee Sankhyaa Mein TET Candidates Lucknlow Mein TET Meirt Se Bhrtee Kee Maang Le Kar Pahunche The
*******
सपा सरकार से खुश हैं टीईटी मेरिट अभ्यर्थी
आजमगढ़ : शैक्षिक मेरिट उत्थान समिति की बैठक जिलाध्यक्ष सूर्यभान यादव की अध्यक्षता में रविवार को कुंवर सिंह उद्यान में आयोजित की गई। बैठक में 72825 प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती के विषय में चर्चा की गई। शैक्षिक मेरिट समर्थकों का कहना है कि सुप्रीम कोर्ट में जीत हम लोगों की ही होगी, क्योंकि पूरे भारत में टीईटी एक पात्रता परीक्षा है।
समर्थकों ने कहा कि सपा सरकार ने एनसीटीई के गाइड लाइन के अनुसार ही टीईटी की पात्रता परीक्षा मानकर शैक्षणिक मेरिट के आधार पर आवेदन लेकर काउंसिलिंग शुरू कर दी थी लेकिन कुछ अभ्यर्थियों ने भर्ती प्रक्रिया को हाईकोर्ट में चुनौती देकर रोक लगा दी। फिर भी सपा सरकार सुप्रीम कोर्ट में भर्ती प्रक्रिया प्रारंभ कराने के लिए विशेष अनुज्ञा याचिका दाखिल कर चुकी है और टीईटी अभ्यर्थियों को यह विश्वास है कि सरकार प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती शैक्षणिक मेरिट के आधार पर अति शीघ्र करना चाहती है। सभी टीईटी धारकों ने सपा मुखिया मुलायम सिंह यादव के आजमगढ़ सदर संसदीय क्षेत्र से चुनाव लड़ने पर हर्ष जताया है।
सदस्यों ने कहा कि मुलायम सिंह यादव का भरपूर सहयोग किया जाएगा। बैठक में गया प्रसाद यादव, राजनाथ सरोज, अखिलेश यादव, अविनाश शर्मा, राकेश यादव, दीपक, रामअवतार यादव, विजय नरायन, आनंद पाल, धर्मवीर यादव, रतन प्रकाश भारती, ज्ञानेन्द्र कुमार सिंह, सुशील यादव, विजय कुमार मौर्य, सोहन यादव, परमेश कुमार गुप्ता आदि उपस्थित थे
News Source / Sabhaar : Jagran ( 23.03.2014)
**********************
Ab Jara Is News Link par Dekheeye Ki Kitne Log TET Merit Se Bhrtee Kee Maang Ko Lekar Lucknow Pahunche - http://joinuptet.blogspot.in/2012/04/uptet-heavy-crowd-of-uptet-candidates.html
Chand Log Niyamon Kee Galat Vyakhyaa (Jaise Kee Opper Kee News Mein Kuch Swarthee Tatv Keh Rahe Hain ki - टीईटी की पात्रता परीक्षा मानकर) Karen Aur Media Usko Sahee Roop Se Na Dikhaaye, To Badaa Dukh Hotaa Hai
No comments:
Post a Comment
To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.