UPTET 2013
Kya UPTET 2013 mein UPTET pass logo ko dobara exam dene ki permission rahegee.
Kyunki CTET mein bhee aisa hee hota hai.
Aur NCTE ne joda hua hai ki -
TET exam mein marks increase karne ke liye dobara se beth sakte hain aur
iske marks ka selection mein weightage liya ja sakta hai
to UPTET 2013 exam sirf PATRTA PARIKSHA RAHEGEE YA
Fir Selection cum Eligibility Test
Aap log comment ke jariye mehtvpoorn sujhaav/ rai / jaroooree jankaree share karen
Tet ko selection cum eligibility test hona chaiye
ReplyDeleteTET 2013 ka 17 April ko jari kiya gya G> O. kis website par milega Frnds ???????????????
ReplyDeletetet hi selection ka shahi tarika hai
ReplyDeletePahle TET phir KV ki tarah test aur uspar all up ki merit
ReplyDelete