UPTET / Shiksha Mitra News : शिक्षामित्रों पर टीईटी थोपने का आरोप
जंतर-मंतर पर 12 जून से विरोध-प्रदर्शन
देवरिया : उत्तर प्रदेश प्राथमिक शिक्षामित्र संघ के प्रदेश मंत्री अनिल कुमार यादव ने जारी विज्ञप्ति में कहा कि शिक्षामित्रों का मानदेय केंद्रशासित राज्यों के बराबर नहीं हुआ और उन्हें टीईटी से मुक्त नहीं रखा गया, तो आगामी 12 जून से संसद का घेराव किया जाएगा।
उन्होंने कहा कि शिक्षा मित्र टीईटी को लेकर भ्रमित न हों। उच्च न्यायालय इलाहाबाद द्वारा शिक्षामित्रों के संबंध में कोई आदेश अब तक नहीं दिया गया है और न ही उनके खिलाफ कोई याचिका दायर की गई है। यदि ऐसा आदेश आता भी है, तो संघ सर्वोच्च न्यायालय की शरण लेगा। उन्होंने कहा कि शिक्षा मित्रों की नियुक्ति नहीं होनी है, बल्कि समायोजन होना है। शिक्षामित्रों की नियुक्ति दो सितंबर 2001 से एक जुलाई 2009 के मध्य हुई है, जबकि आईटीई सितंबर 2009 में लागू हुआ है। इस संबंध में एनसीटीई निदेशक ने राज्य सरकार को पहले ही अपने पत्र में शिक्षामित्रों को पैरा टीचर मानते हुए टीईटी से मुक्त रखने का आदेश दिया था। इसको लेकर राज्य सरकार आदेश भी जारी कर चुकी है, लेकिन केंद्र सरकार एनसीटीई का काला कानून शिक्षामित्रों पर थोपने का प्रयास कर रही है, जिसे कत्तई बर्दाश्त नहीं किया जाएगा।
News Source / Sabhaar : Jagran ( 22.4.2013)
****************************************
Triple Judgement may be arrive shortly that TET is COMPULSORY To Become Teacher OR NOT.
However it looks TET is compulsory as per NCTE reply / and matter presented in Triple Bench Allahabad.
But till judgement not comes, We can not say anything and we have to wait for decision of High court.
Yar agar ye Shiksha Mitra wale sahi me apne aap ko Yogye mante hai teacher banne ke liye to ya TET ku nahi de dete, ya phir kahi aisa tou nahi ke ye teacher banne ke layak he nahi hai, mai tou kehta hou current shiksha mitro ka bhi TET test karao aur jo phel ho jate hai unhe bahar karo aur ART SCI ke TET qualified logo ko Shiksha mitra bane ka moka do, nahi to hamare desh ke bhavishya ka kya hoga
ReplyDeletemuje ek baat batao bed ek saal ki hoti hai. btc do saal ki hoti hai. 2008 me jo teacher ki niyukti hui thi usme merit ke aadhar pe selection hua tha . jisme bahut se log b.a b.ed ki farji marksheet laga kar teacher ban gaye .lekin jo shikshamitra b.a b.ed hai jinhe dus saal ho gayi padate .kya un logo ko sarkari teacher banane ka hak nahi hai. kya bo log 4000 ki naukari me apne jeevan ko barbaad hone de. unke 10-11 saal ka anubhav bekar hai.
DeleteMr rai sahi kah rah hai .aap sayad jante nahi hai.up ke 30 %school kebal shiksha mitro ke sahare hi khul rahe hai. aap jin yogya logo ki baat kar rahe be dehaat ke bachho ko padane me sharm mahsus karte hai. aur sayad hi kabhi samay par school pahuchte ho. kuch log to officers se setting karke keval signature karne hi jaate hai.
ReplyDeletetet ke adhar par kisi ki tulna karna galt hai.shiksha mitra 10 saal se teaching kar rahe hai. experience makes men perfect.kebal tet pass karna aur experince dono alag hai.
ravindra me aapki baat se 100% sahmat hu. jo shikshamitra 10-11 saal se pada rahe hai pahle un logo ki niyukti ki jaye uske baad sarkar ko dusari nuyukti ke bare me sochna chahiye.
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletejo log dusro ka bura aur
ReplyDeletekebal apna bhala sochte hai.
god bhi unki help nahi karta
hai. aur jo log apne ko chhod
kar dusro ka chhin ne ki
koshis karte hai. be log apna
hak bhi kho dete hai.yadi
2011 me shiksha mitro ki
trainning rokne ki kosis
nahi ki hoti to sayad rai
sahab aap ka bhi bhala ho
gaya hota.
agar tet jaroori hai to sabke liye jaroori ho nahin to kisi ke liye nahin. shiksha mitro aapki bhi baat sahi hai per aap yah sochiye ki agar ve time se jaane lage aur badhiya se padhane lage to quality to badhegihi.aap ka bhi samayojan hona chahiye, hum aapke sath hai per quality base per nahin.
ReplyDelete@Ravindra:- Jin 30% schoolo ki baat aap kar rahe hai unme to 5 class ke student 1st class ke question bhi nahi solve kar pa rahe hai, Muzhe samaz me nahi aata hai ke aap log tet dena ku nahi chahte ho, usme question bhi to low leval ka hi hota hai aur aap log to itne experienced bhi ho aap ko to dikat bhi nahi honi chahiye. bhai mai to sidhi baat janta hou ke aap log TET dene se dar rahe ho me to chalange ke sath keh sakta hoon ke aap logo ko agar 5 class ka hi question paper de diya jaye tou aap log unhe nahi solve kar paoge, AB DESH KA BHAVISHYA AUR NAHI BIGADNE DENGE, AYOGYE BAHAR JAYENGE, YOGYE NOKRI PAYENGE.
ReplyDelete