Saturday, May 25, 2013

UPTET / Shiksha Mitra : इन सभी की चिंता है लेकिन 72825 शिक्षको की नियुक्ति का क्या

UPTET / Shiksha Mitra  : इन सभी की चिंता है 

लेकिन 72825 शिक्षको की नियुक्ति का क्या 






14 comments:

  1. up sarkar sare 72825 logo k sath dhokha kiya
    aur Rupayo se berozgari bhatta dekar berozgaro ki sankhya badha di aur apni upladhi me ginwa diya

    ReplyDelete
  2. Supreme court hi ab kuhe Kar sakti hai ...sabhi ko aandolan karna chahiye ....pata nahi Humse Kya dushmani hai...sabhi log jage aur aandolan chede ...sarkar ka dhyan khiche ...do something...

    ReplyDelete
  3. hello,poja ji ap sahi kah rahi 9568045825

    ReplyDelete
  4. VINOD RAO JI YEH PHONE NUMBER POOJA JI KE LIYE DIYE HO...

    ReplyDelete
  5. ek hi school me niyukti ke bare me baat karni hogi vinod ji ko

    ReplyDelete
  6. Vinod ji pahle teacher bano fir londiya baazi karna

    ReplyDelete
  7. wah re wah up govt pooja aap jo kah rahi he use karya roop me change karo.hum sab sath he koi andolan ka socha ho to batao.i m .waiting ur reply

    ReplyDelete
  8. wah re wah up govt pooja aap jo kah rahi he use karya roop me change karo.hum sab sath he koi andolan ka socha ho to batao.i m .waiting ur reply

    ReplyDelete
  9. Hi Friends,
    As we all know about our case that judgement is yet to come from triple bench. Now we can't ask U P Govt for all their fake commitments but we can ask to All those three Judges that they should give their judgement related to these 72000 vacancies....for this I have already sent the mail to them , now its your turn...hope everything will be fine....
    Hon’ble Mr. Justice Amreshwar Pratap Sahi
    Administrative Judge for the District: Sitapur
    email -
    apsahi@allahabadhighcourt.in

    Hon’ble Mr. Justice Sunil Ambwani
    Member Administrative Comm.
    email -
    sambwani@allahabadhighcourt.in


    Hon’ble Mr. Justice Pradeep Kumar Singh Baghel (Addl.)
    Administrative Judge for the District: Kushinagar at Padrauna

    email - pksbaghel@allahabadhighcourt.in

    ReplyDelete
  10. S.C. tak ki baat to yahan mani ni jati.supreme court ne shiksha mitron ko shiksha shatru kaha kyunk wo untrained hen.but U.P. me to ek baar phir anudeshkon k roop me untrained ki fouj bhar li gai.hamse kamaya rupya ab inhe salary k taur par dia jayega.aur ham kuch ni kar paye.

    ReplyDelete
  11. kya ye untrained 5 din ki training lekar B.Ed+TET walon k barabar kabil ho jayenge.koi iske khilaf aawaz kyun ni udha raha?ab sci/maths walon ki bharti...pehle sarkar ko hamari bharti karni chahiye na k nai..warna hamara aadha rupya to laptop kharidne me hi gaya.

    ReplyDelete
  12. Up gov ki. Nak mai dam 2014 mai kar dena hai. Yahi sab apne demag mai rakhlo

    ReplyDelete
  13. Ab to koi news milna v band ho gi ..gov ne to apne kaan band kr lye h or koi Kuch bol v ni rha KB tk rhega. .

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.