Latest/updated UP TET (Teacher Eligibility News) - MERIT/Counselling/DIET (District Institute of Education & Training) Addresses, info of uptet2011.com merit/result, Revised Vigyapti/Advertisement info, statistical data, Basic Education Departement Uttar Pradesh updates/information news publishes in epaper of UP
Thursday, May 2, 2013
UPTET : Government Order for 10800 Teacher (BTC/SBTC / BTC Urdu Recruitment in UP
UPTET : Government Order for 10800 Teacher (BTC/SBTC / BTC Urdu Recruitment in UP
bhai sahab kya judge kaisa court na hi trple bench ne koi date di na decision ane ki koi date pata nahi kya lafda hai bhartiyan kab karenge teachers ki. kisi ne 75 distt me apply kiya hai kisi ne 50 me ek ek ne 40000 ke lagbhag challano me diye hain 8000000 aavedan hue hain(80lakh) 8000000*500=4000000000 rupaye(400crore) lekar baithi hai sarkar 4 arab rupaye le chuki hai sarkar2013 me aur lagbhag itne hi liye the 2011 me tet 2011 exam ke 1100000*500=550000000 yaniki 55 crore aur is tet 2013 ko milakar sarkar ki hamse kamai 10 arab ke lagbhag pahunch jaayegi
c m sahab ne kai bumper bhartiyon ka ellan kiya bharti ek bhi nahi hui aur triple bench ne decision kyon nahi sunaya sab ek hi thali ke chatte batte hain kab ayega decision jab sab 62 ke ho jayenge
72825 ka kya ho rha hai.....
ReplyDeletelagta hai court aur sarkar 72825 A. TEACHER ki nekali gai vacancy ko bhool gai hai
ReplyDeletebhai sahab kya judge kaisa court
ReplyDeletena hi trple bench ne koi date di na decision ane ki koi date pata nahi kya lafda hai bhartiyan kab karenge teachers ki. kisi ne 75 distt me apply kiya hai kisi ne 50 me ek ek ne 40000 ke lagbhag challano me diye hain
8000000 aavedan hue hain(80lakh)
8000000*500=4000000000 rupaye(400crore) lekar baithi hai sarkar
4 arab rupaye le chuki hai sarkar2013 me
aur lagbhag itne hi liye the 2011 me
tet 2011 exam ke 1100000*500=550000000 yaniki 55 crore aur is tet 2013 ko milakar sarkar ki hamse kamai 10 arab ke lagbhag pahunch jaayegi
c m sahab ne kai bumper bhartiyon ka ellan kiya bharti ek bhi nahi hui
aur triple bench ne decision kyon nahi sunaya sab ek hi thali ke chatte batte hain
kab ayega decision jab sab 62 ke ho jayenge
ab jo ladega wohi jiyega