UPTET : Advertisement for 29800 Upper Primary Teacher Vacancy Will Publish Shortly
Upper PRT Junior Highschool 29800 Vacancies / Recruitment AdvertisementExpected to be publish on Next Week / 1st Week of June 2013
Latest/updated UP TET (Teacher Eligibility News) - MERIT/Counselling/DIET (District Institute of Education & Training) Addresses, info of uptet2011.com merit/result, Revised Vigyapti/Advertisement info, statistical data, Basic Education Departement Uttar Pradesh updates/information news publishes in epaper of UP
S.C. tak ki baat to yahan mani ni jati.supreme court ne shiksha mitron ko shiksha shatru kaha kyunk wo untrained hen.but U.P. me to ek baar phir anudeshkon k roop me untrained ki fouj bhar li gai.hamse kamaya rupya ab inhe salary k taur par dia jayega.aur ham kuch ni kar paye.
ReplyDeletekya ye untrained 5 din ki training lekar B.Ed+TET walon k barabar kabil ho jayenge.koi iske khilaf aawaz kyun ni udha raha?ab sci/maths walon ki bharti...pehle sarkar ko hamari bharti karni chahiye na k nai..warna hamara aadha rupya to laptop kharidne me hi gaya.
ReplyDeleteYe govt to hame maar kar hi chodegi..ab to apne aap se hate si hone lagi h ki main up me paida hi kyo hua..
ReplyDeleteYe govt to hame maar kar hi chodegi..ab to apne aap se hate si hone lagi h ki main up me paida hi kyo hua..
ReplyDeletegov. Ke galet neeti he yuvao ko nakeselbaadi benena pr mejboor kar deti hai.
ReplyDeletesarkar in bhartiyo se agar paisa kamana chahti to bahut bura parinam hoga im4u
ReplyDeleteTet walon sathiyon
ReplyDeleteKehne se kuch ne hota h kerne se hi kuch hota h
hi frnds
ReplyDeleteMaths/Sci ki 29888 bharti par stay hona chahiye ja tak TET exam nahi ho jata.
sabhi NON TET court k liye ready ho jayo kyoki is Govt. ne pehele se TET kyo nahi karvaya(2011 ke bad)
Boss it's really upsetting for those who r gonna give TET on 27th june. Govt. shud have waited for at least 2 months more for opening these vacancies
9810476479