72825 Teacher Recruitment : प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती में फंसेगा पेंच
**********************************************
TET Merit Holders ko chintit hone ki jaroorat nahin hai,
Supreme court se bhee feslaa unke paksh mein hee aaeyegaa, Aur ho sakta hai ki aan valee bhrtiyan bina TET marks ke smbhav naa hon.
Abhee tak bahut si Bhartiyan TET Pariksha fal ke aadhar par hee huee haain, Is se Pehle 10800 BTC ke vacancies ki COUNSLLING bhee isee TET certificate ke aadhaar par karayee JAA CHUKI HAI.
Kisee Bhee Certificate par uske MARKS mein jara si Bhee Chook Hone Par uske Do hee raste hote hain -
Marks Sahee To Certificate Sahee,
Marks Galat to Cetificate Galat.
Media vaale Bevajhe Ki Pareshanee Bataa Rahe Hain, Chinti hone ki aavashyakta nain.
News Sabhaar :
**********************************************
TET Merit Holders ko chintit hone ki jaroorat nahin hai,
Supreme court se bhee feslaa unke paksh mein hee aaeyegaa, Aur ho sakta hai ki aan valee bhrtiyan bina TET marks ke smbhav naa hon.
Abhee tak bahut si Bhartiyan TET Pariksha fal ke aadhar par hee huee haain, Is se Pehle 10800 BTC ke vacancies ki COUNSLLING bhee isee TET certificate ke aadhaar par karayee JAA CHUKI HAI.
Kisee Bhee Certificate par uske MARKS mein jara si Bhee Chook Hone Par uske Do hee raste hote hain -
Marks Sahee To Certificate Sahee,
Marks Galat to Cetificate Galat.
Media vaale Bevajhe Ki Pareshanee Bataa Rahe Hain, Chinti hone ki aavashyakta nain.
Are Ye bhai logbharti kyo n hone dete ab unke tet me no kam h hamara kya kasur .
ReplyDeletePlease tell me kya ye naukari ka sapna pura hoga
ReplyDeletekya koi batayega ki.neelam kumari vali writ ka kya hua h
ReplyDeletetet ki ye bharti kyo fasana chahte ho bhaeyo mayavati kr rahi thi to sab chup the akhiles ne aake bakheda khada kr diya to aca.valo paida ho gaye tum nhi to 2sal ho jate naukari karte hue
ReplyDeleteaap log khud nahi chate bharti ho ,aise hi court jata raho kabhi tet merit bale to kabhi acadmic bale sarkar ko kya unhe koi nukshan nahi hai,naya vigyapan ayega fir for dalna Sabhi k ek se mark to hai koi tet me ange to koi acd. me ange ,kam jayda mark me yogdan to aap ka hi hai.Aise ladne se 1 bat to hai bharti ho ya na ho aap ka nuksan aur sarkar & vakilo ka fayda to hai.
ReplyDeleteLADO BHI LADO
Basic problem both the government collected fees for same post in different advertisment ......... student are in mess.... where to go
ReplyDeletecunning cats waiting their share but corrupt monkey! haath malte rahne ki hume to aadat hai. easily getting marks! socho in logon ki mentility kaisi hogi! kya ye apni tigdam se baaj aanyenge.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteaccd walo aap log ye kyou nahi samajhte ho ki prt bharti ka time kam hai..aur sc ka faisla 4 mahine me nahi aa payega..dusri baat jrt bharti suru hone wali hai..jis se prt merit bahut low jayegi.......aap lo anpad ho kya
ReplyDeletesbhi ye bhrti bhul jaye kyunki jo log sc jane ki bat kr rhe h I thik wo tet qualify hi nhi h wrna ye bhrti hone dete b,cos time nhi rha ab prt k liye march 2014 tk bhi kuch nhi hoga agr sc chle gye jao vakilo ko pesa do 2017 me tet ka score card bhi invalid ho jayega tb sayd tet pas bhi nhi kr paoge
ReplyDelete100% selc.. to kbhi nhi hue jo aj ye log soch rhe he ke hmare acdmic.. me marks ache h ya tet me marks ache agr intelligent ho to tet me bhi marks ache hi hoge
ReplyDeleteare dear brothers please bharti to kishi tarah homne do ,kya court me he hamesh latke raha hai
ReplyDeleteup tet sangarsh morcha jindabad
ReplyDeletebharti ki prakriya suroo karo
Rajiv ji hme lgta ha ki anpadh Acd. vale nahi balki ap hai. Abhi dekhte jao kya hota hai, agar itne kabil ho to Heigher education me Try Karo, vaha to Kuchh ukade nahi ukhdta nahi. Jab dekho bekar ki bat karna nikal padte ho.
ReplyDeleteBhanu ji agar aap ek industry k malik ho to aap kaise engineer ko job par rakhenge- wo jiske engineering certificates par achhe marks ho ya phir JISE ACHHI KNOWLEDGE HO?
Deletecast cast certificate 2011 wala chal jayega ya nya banvana padega
ReplyDeletecast cast certificate 2011 wala chal jayega ya nya banvana padega
ReplyDeletecast cast certificate 2011 wala chal jayega ya nya banvana padega
ReplyDeletecast cast certificate 2011 wala chal jayega ya nya banvana padega
ReplyDeletekoi ye btaye ki or kitne saal lgenge es naukri me . Vaise bhe 2 saal to ho gye intzar krte krte. . .
ReplyDeletesab logon ke paas kewal sawal hain jawaab hai to sirf sarkar ke paas aur samasya ka hal kisi ke paas nahin kyonke samasya hain samsya ka hal chahne waale jo kisi ki nahin maan rahe hai sab ki muraden kaise poori ho sakti hain bhala
ReplyDeleteDear Friends
ReplyDeleteRecruitment Jaroor Puri Hogi . Bas Thoda Time Lagega.
Government Etne Important Time Par CTET, B.Ed 2012 Walo K Liye विलेन Nahi Banana Chahti H.
20 NOV K Decision K Baad Rajdhani Aur Allahabad Me Hadkamp Macha Hua H.
Government Ko Old Add Aur New Add K Sabhi Applicants K Future Ko Dekhna H Aur Issi Me Rajneetik Laabh B Government Ko H.
Ek Baat Clear H Ki New Add K Applicants Ko Government Najarandaaj Nahi Kr Sakti H.
So Friends Government Ka Agla Kadam Kya Hoga ? Aur Kaisa Hoga ?
Bahot Dilchapps H.
So Wait And Enjoy Double Party Action.
Bharti To Har Haal Me Government Ko Karni Hi Padegi. Ye Tay H.
ha puri hogi jarur hogi time hi to lgega abhi do sal hi to hue he hmare frnds to aage ke 10 ,20 sal tk bhi court me ldne k liye tyar he so wait kbhi to hogi bhrti
ReplyDeleteB.p.singh ukhadne ki bat to tum karo hi nahi.q ki gr tet me kuchh ukhade hote to jo nakal kr k (hs,inter,g) me mark paye ho uske liye nahi ladate
ReplyDeleteare acadmic +tet rkhlo sb sant ho jayenge gov hi nhi krna chahti ye bhrti ldte rho bhrti kbhi nhi hogi ab
ReplyDeleteAcd walo jao sc jao magr intna jaroor soch lo ki kahi aisa n ho ki hc ki hi tarh sc ka faisla ho jaye jo ki yahi hoga to tumhra vahi hal hoga ki.dhobi ka kutta n ghar ka nghat ka.aur tet walo ki bduwa alg milegi.ek bar fir kahte hai hm-ki is sarkar se kisiko kuchh nahi milane wala.aur jise kuchh mil raha hai use hamare hi vibhishan jaise bhai lene nahi dena chahte
ReplyDeleteJara socho
Jara socho jaha awnati hai usme koi court nahi jata itne dange huye itni faujdariya aur itne crime ho rahe hai.pr jaha pe unnti ki bat aayi to app jaise log khade ho gaye katora leke court me stay k liye.are salo bhole bhalo.maksd ye hona chahiye kisi ka pet bhare.bhare to sahi bhla ho to sahi.pr app jaise swarthi log kabhi kisi ka bhala soch ho nahi skte
ReplyDeleteNakalchiyon tet mein jara si mehanat kar lete to ye din dekhne nahi padte.......
ReplyDeleteKisi ne is baat ka jikar nahi kiya ki 2004 se upboard mein dhadlle se nakal ho rahi hai. Jise hindi padna nahi aata uske high school 80% marks hai. Inter mein 90% marks hain b.a. mein private college se 95% marks hain. Up B.ed mein mein 99 % marks hai..........
ReplyDelete............
Par durbhagya vas up tet mein fail ho gaya................lekin dubara tet mein galat quiestion ke marks milne par pass ho gaya...,....................aise padaku hi tet merit ke favor mein nahi.................
नेहा जी ये सही है कि दो साल से ७२८२५ की भर्ती
ReplyDeleteराजनितिक महत्वाकांछा और वैमनस्य की गोद में
रही और दो साल से अब तक हम सभी निराश, हैरान
परेशान रहे. जिस चीज़ का हमे बेसब्री से इंतेजार
होता है उस चीज़ को हम उतने ही गति से पाने के
लिए आतुर रहते हैं.
.......लेकिन हमे यह समझना होगा कि प्रत्येक कार्य
करने की एक प्रक्रिया होती है......हम कैसे कह सकते
हैं कि सरकार इस मुद्दे पर बैठी है. अगर ऐसा हम
सोचते हैं तो गलत हैं.
७२८२५ की भर्ती को कोर्ट के फैसले के अनुसार तय
समय सीमा के अन्दर पुराने विग्यापन के अनुसार
पूर्ण करना है. सरकार के लिए यह बहुत बड़ी चुनौती
है.
यह भर्ती अब बहुत संवेदनशील हो चुका है और
सरकार के रडार पर पूरी तरह से आ चुका है.
२० नवम्बर के फैसले के बाद से ही सरकारी महकमो
में विचार-विमर्श चल रहा लेकिन क्या ????
इससे हम सभी अनजान, उत्तेजित और उत्सुक हैं.
√क्या करेगी सरकार ?
√क्या होगा सरकार का अगला कदम ?
√क्या बच पायेंगे २०१२ बीएड और सीटेट ?
(क्योंकि ये अन्तिम भर्ती है)
इन प्रश्नों के जवाब का अंत सुखद उत्तर के साथ
होगा.
धैर्य रखें .
ok
ReplyDeletetet marit hi best hai aur tet hi marit banegi acadmic wale pareshan na ho unhe bhi job milegi
ReplyDeleteplease koi batao ki jrt main cast certificate 2011ka chal jayega ya naya banvana padega
ReplyDeleteplease koi batao ki jrt main cast certificate 2011ka chal jayega ya naya banvana padega
ReplyDeleteplease koi batao ki jrt main cast certificate 2011ka chal jayega ya naya banvana padega
ReplyDeleteजूनियर मेँ टेट वेटेज़ की डेट 9/12/2013 Case Status - Allahabad Pending Writ - A : 57476 of 2013 [Allahabad] Petitioner:SHIV KUMAR PATHAK AND 11 OTHERS Respondent:STAT E OF U.P. AND 3 OTHERS Counsel (Pet.):ASHOK KHARE Counsel (Res.):C.S.C. Date of Filing:09/10/ 2013 Last Listed on:02/12/2013 in Court No. 1 Next Listing Date (Likely):09/12/ 2013
ReplyDeleteजूनियर मेँ टेट वेटेज़ की डेट 9/12/2013 Case Status - Allahabad Pending Writ - A : 57476 of 2013 [Allahabad] Petitioner:SHIV KUMAR PATHAK AND 11 OTHERS Respondent:STAT E OF U.P. AND 3 OTHERS Counsel (Pet.):ASHOK KHARE Counsel (Res.):C.S.C. Date of Filing:09/10/ 2013 Last Listed on:02/12/2013 in Court No. 1 Next Listing Date (Likely):09/12/ 2013
ReplyDeletetujse naraj nahi zindagi haran hoo mein
ReplyDeletetere massom sawalo se pareshan hoo mein
muskurao kabhi to aisa lagta hai jaise hothon pe karz rakha hi
Highcrt ne lag rahs h ki galat faisala dediya h kyoki jis terah sabhi niyuktiyo me ek test hota h usi terah isme bhi ek test kara dena chahiye isase koyi problem nahi hoti aur sabko apni aukat pata chal jati.sath hi exam ki jimmedari cbse board ko de deni chahiye to shayad isase saare kura karkat bahar ho jate.ab tak k bharti me sarkaron ne is process me ek dukan bana diya tha .ssala kahi se farji degree le aao aur naukari pakki.pichhali bhartio k adhiktar jahil aur gadhe teacher desh ki nursury ko barbaad kat rahe hai.aur inhi barbaad bachchon per aaj k kutil neta apni roti sekenge.
ReplyDeleteटीजीटी-पीजीटी के सात हजार पदों पर
ReplyDeleteभर्ती जल्द
10 के बाद किसी भी दिन जारी हो सकता है
विज्ञापन
इलाहाबाद (एसएनबी)। माध्यमिक
शिक्षा सेवा चयन बोर्ड (इलाहाबाद)
की प्रशिक्षित स्नातक अध्यापक (टीजीटी) और
प्रवक्ता (पीजीटी) के करीब सात हजार पदों पर
ऑनलाइन आवेदन की तैयारियां पूरी कर ली गयी है।
इन पदों के लिए ऑनलाइन आवेदन 10 दिसम्बर के बाद
किसी भी दिन शुरू हो सकती है। माध्यमिक
शिक्षा सेवा चयन बोर्ड के अध्यक्ष डा. देवकी नंदन
शर्मा का कहना हैं कि टीजीटी-पीजीटी के करीब
सात हजार पद रिक्त है। उनका अधियाचन आ
गया है। भर्ती प्रक्रिया शुरू करने के लिए शासन
को प्रस्ताव भेजा गया है। मंजूरी मिलते
ही भर्ती प्रक्रिया शुरू हो जाएगी।
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteबड़ी खबर----
ReplyDeleteसरकार सुप्रिम कोर्ट जाएगी.
BREAKING NEWS राज्य सरकार हाई कोर्ट के
ReplyDeleteफैसले के खिलाफ 72825 भरती मामले में सुप्रीम कोर्ट में
विशेष अनुमति याचिका दायर करने जा रही हैं। कल उच्च
स्तरीय बैठक में मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने
फैसला लिया। बैठ मे मुख्य सचिव जावेद उस्मानी व
नितिश्वर कुमार भी शामिल थे। न्यूज़ सोर्स :- दैनिक
जागरण
congratssssssssssssssssssss ab ye bhrti kbhi nhi hogi sarkar sc jayegi election k bad then add cancle or oske bad new add or os pr bhi stay so ab khi or jab dekhe ye bhrti bhul jaye apna pesa bhul jaye do sal ho gye agle 10 sal me bhi ye bhrti nhi hogi agr ye cm dubara bne to
ReplyDelete100% true neha ji aap ne to mere man ki baat kah diya
Delete