7282 TEACHER RECRUITMENT - SUPREME COURT UPDATE
JAISA KI APEKSHIT THA, SABSE PEHLE ASANTUSHT PAKSHA ARTHAT ACAD MERIT KE WAKEEL KO BOLNE KA AVSAR MILAA.
AUR JUDGE SAHAB UNKI BAAT SE ASANTUSHT DIKHE.
12VEN SANSOSDHAN KO NCTE NIYAMANSUAAR PAATE HUE ISMEN KISEE BHEE BADLAV SE INKAAR KIYA.
TET MORCHE KE WAKEEL KI JAGH JUDGD SAHAB HEE PERWEE KARTE DIKHE.
AUR TET MORCHA WAKEEL KO KUCH BOLNE KI JAROORAT NAHIN PADEE.
AGLEE SUNVAYEE 16 DECEMBER KO HONS KEE KHABAR HAI.
UPROKT KHABAR LOGO DWARA BATAYEE JANKARES AUR SOCIAL MEDIA KHABAR PAR AADHARIT HAI
Mr Ritesh KEH RAHE HAI. KI -
Ritesh Mishra > >>
Sadanand Mishra Bhai g se hui telephonic
vartanusaar ...jo ki is time Delhi ,SC main
hi the.....
Apne case ki suruaat Main Rewati Raman
Sahab (Govt. Adv.) ne bolana suru
kiya...jismain ki unhone...12th
amendement then 15th amendement ki
baat Judges ko bataai...jis per UU Lalit
Judge sahab bole...after 9-months aap ko
sanshodhan kyu yaad aaya...tab
unhone...TET main mall practice
(Dhaandhali) ki baat kahi ...to humaare
advocate Vivek Singh g ne kaha ki TET ko
elgibility banaane se...bhi to Mall Practice
rahegi...tab Rewati g ne kaha ki so humne
15th amendement kiya hai...jismain ki HS
ke 10 Inter ke 20 Graduation ke 40 diye
hain...is per crt ke Judge Deepak Mishra g
ne...kaha ki Different universities has
different methods to give marks and...at
academic level cheating also happened...
so no way of equality while a exam (Like as
TET) gives same opportunities to all
aspirants....uske baad Govt ki side se
advertisement main change ke liye govt ko
power hai iska hawaala diye jaane ke baad
Judge sahab (Sri Deepak Mishra g) ne kaha
ki "Yes, Govt. has power to amendment in
advertisement but according to Rules" ...
ye the...SC main aaj ki hearing ke mukya
Ansh....Baaki anya baaton aur next hearing
ke liye Monday 15/12/14 ki date laga di...
Note : TET morche ko is time Rakesh
Srivastava ya Kisi Verma Advocate ki
jaroorat na hai...jabki...SC main bolne
waale ek jordaar Advocate Sri Syaam
Deewan g ki jaroorat hai...Plzzz...sabhi log
Morcha per unko hi hire kar lene ka
dabaav banaiye....Thnx...Jai

No comments:
Post a Comment
To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.