UPTET: शिक्षक भर्ती मुकदमे की अगली तारिख 31 जुलाई
इलाहाबाद: 72825 प्राथमिक शिक्षको की भर्ती में रोक जारी रहेगी, अगली सुनवाई 31 जुलाई होगी |
आज अदालत में सुनवाई नहीं हो पायी, अदालत में फ्रेश केस की संख्या ज्यादा थी|
As per info by members on FB, In court room no. 3 A.C is also not working.
Aglee sunwayee ka kya matlab.
ReplyDeleteAaj koi sunwayee hua kya ya pahale kuch hua tha kya..... sab milkar hamein ulloo bana rahe hain mitro......
Ab hamein bhi kuch ranniti banana padega
Deletekya comment de..Ab to antim sase le rh h..
Deletekya comment de..Ab to antim sase le rh h..
DeleteWah re bhagwan ! Tension ke maare hum log. Aarthik,aur maansik dono tarah se pareshan hain. Aur inhe fikar hai to bas A.C ka. Humara yaha neend tak gayab hai. Dimag paglo jaisa ho gaya hai. Kon se raste pe jay samajh nhi aa raha
ReplyDeleteJab court ko decision nahi dena thaa to y court bhartiyo par rok hi kyo lagati hai.........inka kam keval bhartee roko yahi iss samy hc ald kam hai......are hamare pyare nayadhish log kuch sarm karo.
ReplyDeleteandolan karo ibps our uppsc ki tarah safalta milegi nahi to baithe raho ghar par...........
ReplyDeleteहर तारीख के साथ एक नयी उम्मीद और फिर वहीं पुराना धोखा ।पता नहीं कब तक ।
ReplyDeleteI agree with all of you..hume aandolan wese hi karna hoga jese bharti dobara shuru karwane k lie kia tha..
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteHam log andolan ke liye taiyar hai. Warna s.p. Sarkar lok sabha chunaw ke liye pichhe kar rahe hai, uske bad aachar sanghita lagoo ho jayegi.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteare mitti k bne nyaydhiso jag jao ni to .... Chittatachita chita ho jaega gov. Ka b nd tumhara b..
ReplyDelete:-\ mujhe nhi lgta ki is bar bhi koi final decision ayega..jb apna hk honestly na mile toh use chhin lena chahiye.. ab hme hi koi strict way apnana hoga.. 3:-)
ReplyDeletesabko pata h kuch nahi hoga sirf tarik pe tarik milegi.....next 31july next 10 aug next 25 aug next 5sep next 15 sep next 30aug and so on..........
ReplyDeletesp sarkar dhokha de ne wali sarkar hai 2005 &2006ke UBTC vigayapan main sp gov. dowara Besic bibhag ke niamawli ke bipreet nikala gaya tha magar 2008 main 2 year parashichan dene ke baad vigayapan radd BSP GOV.dowara kar diya gaya singal ferdabul banch. dabul banch ke adesh par veg..pan main taknikee snasodhan kar unai appoi.tment 2009 mai kardiya gaya_
ReplyDeletedeepika ji agar andolan karna hai ...hamain gald karnahoga sp gov.main 2004 ke bad kavi vot. main ne nahi diya
ReplyDelete