Monday, July 29, 2013

UPTET : Guessing of Candidates about Recruitment of 72825 Teachers and 29333 Junior High School Teachers


UPTET : Guessing of Candidates about Recruitment of 72825 Teachers and 29333 Junior High School Teachers






Ayush Srivastava

GOOD EVENING FRIENDS APPROXIMATELY 2 YEAR SE HUMARI RECRUITMENT PROCESS ME JO UTAR CHADHAV CHAL RAHA HAI IN SABHI INCIDENTS SE HUM SABHI LOG PARESHAN HAIN AUR INN SABKE ANSWER JAAN NE KE LIYE MAINE AAJ DIN BHAR KOSHISH KI KYUKI AB MAHOL BADAL RAHA HAI CHUNAV PAR SAB KI NAZAR HAI AUR JINHE HUMARE LIYE SAB KUCH KARNA HAI ULTIMATELY HUMARI GOVT TO GOVT KE BAHUT KI KHASS NUMAIYENDO SE MAINE CONTACT KIYA UNSE SACH JAAN NA CHAHA KI AAKHIR GOVT KYA KARNA CHAAHTI HAI...AUR ADVOCATES SE BHI BAAT KI JO ACTIVE RAHTE HAIN HUMARE CASE PAR CLOSE WATCH BHI RAKHTE HAIN...

JO POINTS AAJ NIKAL KAR AAYE UNKO MAI BATA RAHA HU

1-2013 ME 72825+29333=102158 LACKS TEACHERS KI BHARTI DEC TAK PURI KAR LI JAYEGI ITS A TARGET OF GOVT

2-72825 MAAMLE ME COURT KA STAY AUGUST MONTH ME HAT JAYEGA KYUKI HEARING PURI HO CHUKI HAI MAHAPATRA AND SRIVASTAVA JI FULLBENCH ORDER KI STUDY LAGHBHAG KAR CHUKE HAIN .AUR PROCESS FINAL ORDER MILNE KE BAAD 15-20 DAYS ME SHURU KI JAYEGI..

3-GOVT KO MAALUM HAI KI BINA TET MARKS KO INVOLVE KIYE PROCESS NAHI HOGI ISSKE LIYE GOVT NE MIND SET BANA LIYA HAI EVEN THEN AGAR OLD AMENDMENT THAT MEANS OLD ADD SE AGAR COURT BHARTI KA ORDER DETI HAI TO GAOVT PURI TARAH SE READY HAI ISSKO MAAN NE KE LIYE..

4- JUNIOR BHARTI GOVT MID OF NOVEMBER TAK PAURA KAR LEGI OFFICERS KO INSTRUCTION DIYE JAA CHUKE HAIN ISSME BHARTI GUNAK WITH 12 6 3 SE HOGI AUR AGE 21-35 YEAR HAI BECAUSE TGT ME AGE LIMIT YAHI HAI 

ISSLIYE FRIENDS PARESHAN NAA HO NEWS POSTIVE HAI AUR JO MAXIMUM PATA LAGA MAINE BATAYA YE NEWS C.M DESK SE HAI NAME OPEN NAHI KARUNGA 

JAI SHRI RAM INSHA ALLAH

**************************************
Vinay Pandey Allahabad

MERE TET SUPPORTER SATHIYO...JAISA KI KU6 GRUP PAR AFWAH UDAYI JA RAHI HAI KI 31 KO RAJY SARKAR NE HOLIDAY GHOSHIT KAR RAKHI HAI SO HIGH COURT BAND RAHEGA..JO KI NIRADHAR HAI..HIGH COURT PAR RAJY SARKAR PAR KOI HASTAKSHEP NAHI RAHTA HAI..NA HI BHARAT SARKAR KA..
High court ki holiday ka nirdharan honrable suprime court karta hai na ki koi state government..31 ko holiday ki afwah ek kori bakwas hai..
2)cause list me show kar rahi list v iska pramad hai..afwaho par dhyan na de apko is grup ki prime post par athentic news di jayegi..
3)KU6 LOG 31 KO HIGH COURT KE SAMNE DHARNA YA PRADARSHAN KI BAT KAR RAHE HAI ..UNHE APNE FAISHLE PAR PUNARVICHAR KARNA CHAHIYE ..KYUKI HIGH COURT KA PURA AREA HIGH SECURITY ZONE HOTA HAI..H.C KI SURAKSHA ME LAGE PAIRA MILITRY FORCE KA KAHI KOP BHAJAN NA BAN JAYE AAP .AUR AAP PAR V COURT KI AVMANNA SAMET DESH DROH KI DHARA NA LAG JAYE..KYUKI BHARTIY NYAYPALIKA PAR VISWASH NA KARNA EK DESH DROH JAISA KARY HAI..
3) acording to ganesh dixit..73 hajar teacher bharti jaldi ho ..iske liye koi ku6 kare iska tet morcha virodh nahi karega...par ham tet supporter kisi asambaidhanik karyo me support na karege..jisko jo karna ho kare..ham tet suporter ko jo karna hoga ham soch smjh ke karege..
4) COURT PAR DABAV KI BAT KARNE WALE KITNE 31 KO PAHUCHEGE .HAM V DEKHEGE...RAHI BAT SAMARTHAN KI TO HAM ASAMBAIDHANIK KARY K LIYE SUPPORT NA KAREGE..HAI AGAR AGAMI 1 YA 2 DATE PAR KU6 STHITI CLEAR NA HUYI TO HAM NYAYIK PRAKRIYA KE TAHAT SUPRIME COURT ME JALD CASE NIPTANE K LIYE EK DIRECTION DENE HETU EK S.L.P(SPECIAL LEAV PETITION) JARUR DALNE PAR VICHAR KAR SAKTE HAI..MAGAR JIS ANDOLAN KA KOI AUCHITY NAHI USME SARIK NAHI HO SAKTE..JAI TET MERIT


6 comments:

  1. Jab B.A, AuR B.Sc ME Mathematics ko saman manyta hai.to juniour highschool (class 6 to 8) me maths teacher ke liye sirf B.Sc maths walo ko hi kyo yogya mana ja raha hai.)

    ReplyDelete
  2. Ayush katahruddin saale tet ka support.karte ho jutiyae jaoge .

    ReplyDelete
  3. vinay pandey kahe tet tet bhok bhok k gala kharab kar raha h be ab hum tet walo ko supporter nahi rahe kutte . tum jaiso ki bato me aakar hum abhi tak berojgaar h. salo ab to tet tet bhokna band karo

    ReplyDelete
  4. salo tet supporter abhi bhi or pagal banana hai kya in bhole bhole students ko . ab jane bhi do inko inki naukri par . pandey ji aapko to naukri milne se rahi jaldi se iol and ek towal lekar jao haridwar or malis ka kam karo

    ReplyDelete
  5. ye sale tt supporter aakhir bharti kyo nahi hone de rahe h. agar itna hi garv h apne tet mark par to inki gand kyo phat rahi hai acd. merit se

    ReplyDelete
  6. pcs me to age 35yr se badakar 40yr ho gayi kya isme bhi age 40yr hogi junior ke bharti me tgt me kya age 35yr hi hai... abhi jo 10800 ki bharati hui hai usme bhi age 35yr hi thi to junior me age kya hoga 35yr hi rahega ki badhega pls. reply....

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.