Monday, July 8, 2013

UPTET 2011 : टीईटी मामले की सुनवाई टली पीठ ने स्वयं को सुनवाई से किया अलग


UPTET 2011 : टीईटी मामले की सुनवाई टली
 पीठ ने स्वयं को सुनवाई से किया अलग




इलाहाबाद : टीईटी मामलेमें नियुक्ति के मानकों को लेकर दाखिल विशेष अपीलों की सुनवाई कर रही हाईकोर्ट के न्यायमूर्ति सुशील हरकौली तथा न्यायमूर्ति मनोज कुमार मिश्र की खंडपीठ ने सुनवाई से स्वयं को अलग कर लिया है। उन्होंने सभी अपीलें अन्य न्यायपीठ को नामित करने के लिए मुख्य न्यायाधीश को प्रेषित करदी हैं।
गौरतलब है कि अखिलेश त्रिपाठी व अन्य की ओर से दाखिल अपीलों की यह खंडपीठ सुनवाई कर रही थी। इनमें सहायक अध्यापकों की नियुक्ति के लिए मेरिट के मानक को लेकर सवाल उठाए गये हैं। अपीलार्थियों में कुछ का कहना है कि टीईटी के अंकों के साथ शैक्षिक योग्यता अंकों को भी विचार में लिया जाए। कुछ के अनुसार टीईटी अर्हता परीक्षा है। ऐसे में केवल शैक्षिक योग्यता अंकों को मानक बनाया जाय या केवल टीईटी के अंकों के आधार पर ही नियुक्ति की जाय। इन अपीलों के विचाराधीन रहने के कारण प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों में 72825 सहायक अध्यापकों की नियुक्ति अधर में लटकी है। मुख्य न्यायाधीश द्वारा पीठ नामित होने के बाद अपीलों की सुनवाई होगी



News Sabhaar : जागरण (8.7.2013)
**************************************
As per sources - Next Date of Hearing - 15th July 2013
Case is transferred from Justice  Harkoli and Justice Manoj Kumar Mishr
And new bench will be hear this case.

29 comments:

  1. paise aur politics ganda khel jari he jise khatm nahi hona up ke shikshit nav jawano bhatte santos karo naukari ki aas chhodo . wah up ki sarkar jan lekar murdo ko naukari dogi kua .. is tarah ki bharti ricord he im4u

    ReplyDelete
  2. Mil gayi na date humko pata tha yahi hoga....

    ReplyDelete
  3. U.p me sabse jayada cruption hai. Ye sarkar hi nahi chati ki ye bharti ho.

    ReplyDelete
  4. Ye sab cm ke chamche h kuch nahi hoga, bas 2014 me sp or cm ko karara jabab denge

    ReplyDelete
  5. mera sath do to puri up gov. Ko hi the end kr du.....

    ReplyDelete
  6. bhai log ab bs 2 kam h jitne b paise lge h form apply krne me use vapas lo n halla bol kro U.P. Gov. Pe apna hq chhino tbi kuch hoga ni to kuch ni hone vala.....

    ReplyDelete
  7. Bina dharna pardrsan ke kuchh nahi hoga, kewl date milegi. Ye sab election 2014 ke liye pachhad rahe hai. S.p sarkar aaj tak ki sabse bharst sarkar hai.

    ReplyDelete
  8. ye sb akhilesh yadav k isharo pr ho rha h..vo nhi chahte ye bharti bahal ho..ye koi murder case nhi jo h.c itna confuse h..ek mahine k case ne 2saal le liye.

    ReplyDelete
  9. are ab acd aur tet ki fight band karo nahi to bharti se hi haath dho loge. aur yahi to chahati he sarkar.
    coart aur sarkar sab mile hue hen bhai.



    ab karo ya maro ka samay aa gaya he bhiyo ab fir se lakhnow ko chalne ki date jaldi hi fex karo.....

    ReplyDelete
  10. Hum sab kayar aur bujdil hai humme aur janvaron me koi fark nahi ye sarkar janti hai..hum kamine kabhi bhi ek hokar apne hak k liye khade huye hoto to bharti ho gai hoti..sudhar jao aur hosh me aao kamino..

    ReplyDelete
  11. Or chillao te te ...are ab v man jao....ab bharti karane ka ek hi rasta hai.....writ vapas le lo.....to stey v khatm or bharti fir suru.....
    Nahi to Te te te te karte rahna.....

    ReplyDelete
  12. Yeh gawanro ki govt. Hai.. Sab jugaad se pass hone wale neta hai..aur usse bhi bade vebkoof hum log hai... Jinhone inhe vote diya aur sur par baithaya hai..up ka bhala in gawanro ke bus ki baat nhi ..ab to pani sur ke ooopr ho gya hai...sab sahron ki diet par dharna denA chahiye ...

    ReplyDelete
  13. Yeh gawanro ki govt. Hai.. Sab jugaad se pass hone wale neta hai..aur usse bhi bade vebkoof hum log hai... Jinhone inhe vote diya aur sur par baithaya hai..up ka bhala in gawanro ke bus ki baat nhi ..ab to pani sur ke ooopr ho gya hai...sab sahron ki diet par dharna denA chahiye ...

    ReplyDelete
  14. ye sarka chahti kya hai......................................

    ReplyDelete
  15. Yeh gawanro ki govt. Hai.. Sab jugaad se pass hone wale neta hai..aur usse bhi bade vebkoof hum log hai... Jinhone inhe vote diya aur sur par baithaya hai..up ka bhala in gawanro ke bus ki baat nhi ..ab to pani sur ke ooopr ho gya hai...sab sahron ki diet par dharna denA chahiye ...

    ReplyDelete
  16. Yeh gawanro ki govt. Hai.. Sab jugaad se pass hone wale neta hai..aur usse bhi bade vebkoof hum log hai... Jinhone inhe vote diya aur sur par baithaya hai..up ka bhala in gawanro ke bus ki baat nhi ..ab to pani sur ke ooopr ho gya hai...sab sahron ki diet par dharna denA chahiye ...

    ReplyDelete
  17. Gov k pressure me nyaypalika bhi. Bade afsos ki baat hai ki nyaypalika jo janhit k liye hoti hai uska berojgaro k future ko destroy kar rhi hai. Ab kisase nyay ki ummid ki jaye. Harkauli gov k pressure me aake hearing se apne ko release kar liye chuki wo apne honesty se samjhauta nhi karna chahte the lekin wo chahte to faisla de sakte the kyoki hearing ka nhi order k liye date tha.

    ReplyDelete
  18. judge change honge fir se case ko unke samne refresh kiya jayega aur fir natak shuru hoga jo sarkar ki mansha k anurup hai. Sarkar k hi wajah se delay ho raha hai. Sarkar iska labh lene ki soch rahi hai agar hamlogo me tanik bhi sharm,buddhi,vivek,morality bachi hogi to is bhrasht gov ko dubara aane nhi denge nhi to kitne bhai mare hai unki aatma bhi dukhi hogi.

    ReplyDelete
  19. Are bhai logo sarkar to galti pe galti kar hi rahi h par ye galti karne me sarkar ki help karne wale bi hamare beech k hi hai. Itni jada court case karne ki jarurat hi kya hai sirf bharti ko rokna. Case wapas lo aur naye case karna band karo warna kuch bi nh hone wala.... N. C. T. E. Ke approval ka bi time khatam hone wala h phr kuch bi nh ho payega.... B.ed ka...??.

    ReplyDelete
  20. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  21. tet me late to kisi v rate par gate tak bhi nahi pahuch paoge cm akhileshji karna to tujhe padega hi.

    ReplyDelete
  22. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  23. wah re harkauliji
    Ummid ki akhiree kiran apke sahare
    aur ap hi ho gaye begane kahte hai ki ab ham nahi jane
    chal diye ARUN tondon ki list me nam likhane

    ReplyDelete

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.