Breaking / Latest /Updated News UPTET (Uttar Pradesh Teacher Eligibility Test ) Result - All Candidates Result in TET is revised
Almost all candidates marks affected with new revised UPTET result displayed on uptet2011.com
Many candidates see increasement in marks.
Please give your openion/result update.
Are you satisfied with this result OR not ?
To see result for PRT test in TET - Click here
To see result for Upper Primary Teacher in TET - click here
*********************************************Highcourt said -
If a candidate has already been declared successful on the basis of answers to respective questions in which options have now have been altered by the Board, and, on the basis of awarding of such marks he has been declared successful it would be unjust to declare him unsuccessful now if due to deduction of marks of such questions, the total marks secured by him earlier become lower than the prescribed pass marks. In my view the revised opinion of the Board in respect of such questions should not affect the result of candidates who have already been declared successful and they should remain untouched.
Therefore it might be possible, no candidate see deduction of marks OR failed , if earlier he/she passed.
If any of you having some more updated information then you can share with us using comment.
thanks
ReplyDeleteprovide me updated comments
msm
mery mrks dono ppr m bdhy h,ab kya hoga jbki hmny form bhj diye h? selection kis base pr hoga?kon s result k base p merit bnygi?
ReplyDeleteab gov ke pas kewal ek hi option bacha hai ki ab merit state label pe banai jaye. koi ki Ab counselling me jam kar bawal hoga,jab kuch logon ko merit me purane number par dikhaya jayega aur kuch logon ko naye number par upar dikhaya jayega
ReplyDeletemujhe nahi lagta ab bharti ho payegi,kyoki lakho formo ki feeding ho chuki hai,ab naye sire se fir se tet marks ki feeding karni hogi
Good news sabake marks badhe hi hai ghatne ke sawal ka jabab court ke nirdesh me hi hai atahaa e achha hi hai ki state lavel ki merit bane aur sabse counceling ke samay apane janpado ki prathmikta ke choice ki chhoot diya jaye.es tarah chayan prakria jaldi ho jayegi aur low merit walo ko jyada intejar nahi karna padega.
ReplyDeleteMera 127 se badh kar 128 ho gya..kekin karunga kya achar daalu iss number ka?ji pahle bhej chyka hun uska kya hoga?
ReplyDeletenayi vigyapti meri samjh se bahar hai. Kya koi bata sakta hai ki 5 zilo me kar cuke avedko ko 6th zile me original dd bhejkar unki photocopy(avedan form, dd, speed post) lagani hai ya phele 5 me se? Pl'z Give ur comments, it will definetly help me and other applicants.
ReplyDeleteyadi kisi k no. bade hai toh pareshan mat ho ye unki hedque hai ki updatet no. K sath merit banaye warana court kis liye hai.
ReplyDeletekisi ko paresaan hone ki jarurat nahi hai jahan abhi form na daale hon to vaha form daalte samay updated result ka print out lagayen.merit tet ke naye updated result se banaye jayegi. sabhi diet per updated result bhej diya jayega. bharti ke liye jo software banaya gaya hai usmai ye option hai ki data apne aap change ho jayega bas diet k sarver per old result ko hatana hoga aur naye result ko upload karna hoga. result badalne k andese k karan hi abhi tak mark sheet nahi banaye gaye hain. ab sabko marksheet de jayengi vahi asli proof hai aur merit k liye usi result ka use hoga jo ab bana hai. vaise bhi bharti april may mai suru hogi so department k paas bahut time hai.
ReplyDeletepahle bheje gaye 5 zilo k avedan mai se agar apke paas kisi bhi 1 zile k dd aur form ki photocopy hai to usi ki photocopy se aur avedan kar sakte hain. yadi dd aur form ki ph.copy nahi hai to pahle ek naya draft banvakaer form bhejen aur unki copy se aur form daalen...
ReplyDeletebrijesh rajput ji ye sare news aap ko kaha se milli hai..alpana
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteelection hai selection kaise hoga
ReplyDeletenoone is online
ReplyDeleteelection hone wale h ...nukti kaise hogi ...kya fayda h in marks ka humari mahnat aur intjar ka?????
ReplyDeleteAbhee tak Election kee date aayee hai. Sirf afwahen fel rahee hain.
ReplyDeleteनिर्वाचन आयोग पांच राज्यों में होने वाले चुनाव की तारीखों की घोषणा आज या कल कर सकता है। पर आयोग ने चुनाव के लिए खाका पूरी तैयार कर लिया है। सूत्रों से जो खबर प्राप्त हो रही है उसके अनुसार, उत्तरप्रदेश विधानसभा चुनाव को आयोग पांच चरणों में कराना चाहता है। हालांकि तिथि पर आधिकारिक घोषणा अभी नहीं हुई है
have you read amar ujala on dated 23.12.2011 without source data they never wrote.
ReplyDeleteAlpna ji meri saari information asst. professor D.I.E.T. bahraich k dwara di gaye hain....
ReplyDelete