UPTET Updated/Revised its Result for some candidates on 19-December-2011
Uttar Pradesh Madhyamik Shiksha Parishad Allahabad updated TET (Teacher Eligibility Test) Result / Merit on 19-12-2011 for some candidates.
To Know result - Click here
Latest/updated UP TET (Teacher Eligibility News) - MERIT/Counselling/DIET (District Institute of Education & Training) Addresses, info of uptet2011.com merit/result, Revised Vigyapti/Advertisement info, statistical data, Basic Education Departement Uttar Pradesh updates/information news publishes in epaper of UP
oh! My God!
ReplyDeleteHow many updated result will be decleared by madyamik shiksha board?
It will give a chance to court to cancle the uptet.
abe ye un logo ke liye jo tet merit ko support kar rahe hai salon 5 v class ke jaise paper ko tum solve kar bahu bade husshiyar ban rahe ho agar itne hi expert to primary teacher k naukari kyo karne chale koi bda exm nikalo itna ji jyada hushiyar ho to mana k tum nakal nahi kar paye par akal to hai to koi or exm pass kr lo its better than this
ReplyDeleteBILKUL THEEK KAHA TET MERIT PER SELECTION NHI HONA CHAHIYE KYUNKI ISME BAHUT GADBADI HO CHUKI H OR JINKA TUKKA LGKER ACHHE MARKS AA GYE WO LOG TET KI MERIT PER HI SELECTION KI DEMAND KER RHE PER PTA NHI KYA HOGA,,..
ReplyDeleteTo salon tumse to ye 5 v class k jaise paper ko bhi solva nahi kiya ja saka aur ban na chahte ho teacher. agr etne hi aklmand ho to etne saral paper ko hal kyo nahi kar paye.kyonki gadhe hamesha gadhe hi rahenge unhe ghoda nahi banaya ja sakta.
ReplyDeletePls smbdy tell me sc me high merit kitni gyi hai. Mera art/fem/sc me 119 hai...pls tell me
ReplyDeleteKya kisi ko pta hai? sc me high merit kitni gyi hai?
ReplyDeleteI think koi bhi exam kisi ki yogyta ko mapne ka aadhar hota hai.koi bhi exam ho selection humesha exam based merit se hi hota hai. Ap sbhi ko pta hoga ki b.ed me bhi selection is merit k aadhar pr hi hua tha. Acadmic record chahe high rha ho ya low thats not matter.tet merit ko hi selection ka aadhar bnana chahiye.
ReplyDeleteTet ka paper dene valo ap sbhi ko meri taraf se nye bhavishya ki shubhkamnaye... Tanishka.
ReplyDeleteMujhe lgta hai ki tet k aadhar pr hi merit bnni chahiye. Yhi shi hoga...tanishka
ReplyDeletetanishka....
ReplyDeleteyeh india hai usme v up state ka up board. jab up board k subject experts 50 din me tet ka paper salve nahi kar paye to 90 min. me samanya candidate kaise salve karenge.
mudda ye nahi hai ki merit kaise banegi,mudda ye hai ki selection hoga ki nahi.
abhi tak ye tha ki 1 jan. tak selection ho jayega kyo ki uske bad b.ed. ka appointment nahi kar payenge. to phir ye date kaise badh gaya. iska matlab aisi koi limit thi hi nahi aur gov. dwara bewakuph banaya ja raha tha.
isliye mitro uptet ko thanks bolo aur tgt aur pgt dhyan lagao.
naveen
Kya uptet k bare me koi nyi jankari mili hai kisi ko..tanishka
ReplyDeleteNaveen ji Dont worry selection jarur hoga..Tanishka
ReplyDeleteaj amar ujala me nikala hai ki aachar sanhita ke karan 9 march se pahle niyukti nahi ho sakti hai. kya ye sahi hai. yadi kisi ko sahi jankari ho to kripaya bataye..... naveen
ReplyDelete4000 tet candidates k result sansodhit...tanishka
ReplyDeletetaniska ji kya aap bata sakti hai k Januaury me Merit declare ho payegi ya wo b latak gayi..varun
ReplyDeleteHello..gud mrng to all of u..first of all i want to say a very very HAPPY NEW YEAR 2012 to all of u...well koi nyi jankari to hmare pas nhi hai lekin ummid hai ki nya sal hum sb k liye kuch accha leke ayega..so be hpy ..tanishka
ReplyDeletesabhi mitro ko naye varsh ki dhero subhkamanaye. asha karta hu ki naya varsh hum sab ke jeevan me dhero khushiya le kar aayega.
ReplyDeletenaveen