UPTET : New revised advertisement for selection of Primary teachers in UP, may come tomarrow (Saturday)
Some sources say, (However this news is not confirmed by many of news papers and it might be possible they will also publish related news soon ) -
शिक्षकों की भर्ती का संसोधित विज्ञापन कल
लखनऊ, प्रदेश के प्राइमरी स्कूलों में 72 हज़ार 825 पदों पर शिक्षकों की होने वाली भर्ती के लिए विज्ञापन शनिवार को निकाला जायेगा | इससे पहले उत्तर उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा (अध्यापक ) सेवा नियमावली में आंशिक संसोधन किया जायेगा | बेसिक शिक्षा विभाग ने नियमावली संसोधन करने सम्बन्धी प्रस्ताव तैयार कर लिया है , इसे शुक्रवार को केबिनेट से मंजूरी दिलाये जाने की सम्भावना है | बेसिक शिक्षा परिषद् संसोधित विज्ञापन में शिक्षक भर्ती के लिए आवेदन की अंतिम तिथि १९ दिसंबर से बढाकर तीन-चार दिन का और मोका दिया जायेगा | साथ ही सभी जिलों में आवेदन करने की छूट दिए जाने की सम्भावना है
New advt. on Saturday (17-12-2011)
For confirmation, contact relevant authority/department.
kya hum sab dd bana le
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletemerit ab highschool se gradution tak banegi tet ka 20% add kiya jayega new add. kal aa jayega DD banbakar rakhe 22 dic.tak form pahuchne k liye 19 ko speed post hona jaruri hai andar se khabar pakki hai shanshodhit add ban gaya hai bas cabinet ki chidiya baithni baki hai formelty k liye.
ReplyDeletecan u help me that when will primary teachers post ADVT. (vigyapti) for Moallim-urdu will be published.. i have passed UPTET 2011 with good numbers...thanx
ReplyDeletedear friends,
ReplyDeleteagar nayi sansodhit vigyapti kal saturday ko aa jati hain to 19/12/11 se 3 or 4 days ka time extra diya jayega form submission ke liyen aap sabhi jilon se avedan kar sakte hain. ab sochana yeh hain ki dd amount kitna hoga wohi rs 500/- ya fir kuchh change hoga. counselling ke liyen government ne vishesh software tayar kar liya hain jo bahut hi sort time mein counselling process ko pura kar lega so do'nt worry for the delay........
Madhav ji,
ReplyDeleteKya aapki khabar pakki hai ya fake.
new adv is comming soon
ReplyDeletemujhe lagta hai madhav ji fenk rahe hain. agar aisa hai to log fir court chale jayenge ki hamse sarkar ne tet merit ke adhar par form mange the. ab prakriya change kar rahi hai ata hamara avedan sulk vapas kiya jaye. fir puri prakriya hi nirast karni padegi.
ReplyDeletedear anav mujhe nahi lagta dd amount change hoga kyonki log already form post kar chuke hain aur ek hi pad ke liye alag alag avedan sulk nahi liya ja sakta. sarkar keval reservation basis per sulk alag alag nirdharit kar sakti hai aur kisi bhi tarah nahi.dd amount kam karke sarkar un logo ko dobara mauka nahi degi jo court pahunch jate hain.
ReplyDeletebhaiyo avam bhaiyo! jab vacancy nahi thi to log vacancy ke liye chilla rahe the jab vacancy aye to log sab districts mai avedan ke liye chillane lage ab jab ye bhi maang puri hone ja rahi hai to log dd amount ko lekar kayaas lagane lage. krapya paise ke baare main na soch kar prakriya puri hone ke baare main sochen kyonki jo log tet mai 83 se 95,96 tak score kar paye hain vo pichhli baar ki tarah merit banane ki mang kar rahe hain. jo fail ho gaye vo exam cancel karne ki mang kar rahe hain. pata nahi vacancy bhar payegi ya nahi... kyonki bahut se log kah rahe hain HAM TO DUBENGE HI SANAM! TUMKO BHI LE DUBENGE...
ReplyDeletewt is the base of up basic teacher selection? But it can be based on whole acedmic because only tet merit not justify
ReplyDeletesir mere uptet primary exam me 113 no hai mai gen category mai hu kya mera selection ho sakta hai aur mai kon se jile select karu please tell me sir mai bahut tention mai hu please help me
ReplyDeleteMujhe nahi lagta ki govt. Prt ki niyukti ko lekar jara bhi serious hai...kyoki 12 dec.ko hi court ka decision aa gaya tha,aur aaj 16 dec.bit gaya par abhi tak govt.ki taraf se koi bhi official statement nahi aaya...kya govt.ko NCTE ki deadline nahi pata hai....
ReplyDeleteYa u.p.basic education department me baithe kuch log govt.ko gumrah kar rahe hai...
Kyoki agar 31 dec. tak niyukti nahi ho payi
to log sadko par utar jayenge...
dont worry priyanka,aapky mrks good h,aap 1000 s jyada sits waly jilo m fm daly,
ReplyDeleteAnand mai tumse sahmat hun lekin paresaan hone ki koe jarurat nahi hai kyonki NCTE se mohlat mil jayegi. process to apne time pe pura ho jata lekin court ke vajah se deri hue hai 72825 applicants ke future ke liye NCTE ko court ke nirdesh k baare mai sochna padega aur fir Ncte apni deadline ko financial year ke hisab se nirdharit karti hai jo ki 31 march tak hai esliye mohalat milne mai problem nahi hogi.
ReplyDeleteI hope so brijesh jee
ReplyDeleteGood News! According To AMAR UJALA, Ab Hum Log Ek Hi Draft Se Sab Zilo Me Aavedan Kar Sakte Hai. Last Date 23th December Ho Gayi Hai.
ReplyDeleteRevised Advt. Aaj UP Basic Education Ki Website Par UPLOAD Kar Diya Jayega.
Govmnt ne bech ka rasta nikaal kar bahut achchha kiya. Ab aur form bharne mai koe problem nahi hogi sath hi sath low merit ko jyada sahuliyat hogi ab unko sabhi jilo main avedan karna chahiye.
ReplyDeleteUP board mark sheet aur distribute karvaye jaldi se kyonki ab lagta hai pahli counseling 28 ya 29 ko suru ho jayegi....
suna hai counseling online karane ki taiyari hai...
I think government doesn't think logically, why dont they adopt the same process as in the case of admissions.... online counselling convenient to both the government and candidates toooo....but this is U.P government always ready to create the mess and then try to clear it....sheer wastage of time
ReplyDeleteThanks Anu ji, please tell me 113no science and gen category mai mujhe Etah ya kashiramnagar milne ki kuch umeed ki ja sakti hai inme dono hi jile mai 700 sits hai waise mane 1000 se jyada vacancy ki jagah per bhi form daale hai
ReplyDeleteUploaded Photo (without signature) in upper primary application: what is the solution
ReplyDeleteI have finally submitted the application with Reg. No. 1700055854, 1600002177, 2900034144 & 3000060887 for Upper Primary Teacher Science/Maths in four district (Total Fee Rs. 2000 deposited). I have submitted with all the correct entries except Photo bearing signature. I have uploaded my the Photo without signature. But according to the instruction, Photo of candidate along with signature was to be
uploaded. Is there any solution to this problem so that I can save my already paid fee of Rs. 2000.