UPTET : टी.ई.टी.संघर्ष मोर्चा प्रदर्शन का आँखों-देखा हाल (By Mr. S S Mishra )
Kal date 30 May 2012........Dopher 12.10 ke bad hum sabhi sathiyo
ne plan banaya ki hum kabtak is Darulsaffa me kaid raheng.................
fir hum log ek ek krke piche se vidhayak niwas hote huw vidhan sabha ki or jane lage .................tab tak poolice bal bhi kafi sankhya me waha aagaya hume dhaka dene laga..........................ne plan banaya ki hum kabtak is Darulsaffa me kaid raheng.................
Udhar Vidhan sabha ke samne bhi humare bahot sathi dharne pr baith gai....................unme humaru bahot si Bahadur Bahene bhi ti.
Police walo ne sir samjhane bujhane ka kam 2 ghant tak kia pr humari samashya sunne wala waha koi nahi tha..................
Fir unlogi Police walo ne humare uper barbart poorbak Lat ghuso se marna aur Khich khich ke Baso me bharna suru kia.............Humari Baheno ko Bal pakad kr khichna suru kia................Humare sathiyo ko Baso me Lad Lad Kr Baso ke ander Bahot Jyada Lathiyo se pitai karte hue PAC line Le gai.....................
Mai bhi Bus me Bhara Ja chuka tha par mai GPO ke samne Bus se Kood gaya aur apne un sathiyo ki talas krne laga jo mar kha ke idhar ushar bhage the................
Unme humare kai sathi GPO Park me Pare huw Karha rahe the............... kuch Partyo ke karyalayo me karha rahe the...........Kyo ki mere Ped me bhi Bahot chot aai thi use kinare karte hue mai .....................Apne sathiyo ke Ikkatha krne me Jut gaya....................
Kareeb 5 baje tak hum Lagbhag 110 sathi mil pai aur humne fir nischay kia fir Darul safa jaing aur waha sasamman Dharna Pradarshan ka samapan kr ke aage Allahabad Kuch krne ka plan kia.........................
Bhari Police Bal se Bachte aur bachate hum fir Darulsafe me Ikkatha ho gai................ Udhar Humare Jo Sathi PAC line me the unke sath police barbarta porbad pas aa rahai thi...........................
kareeb 7 Baje darulsafa ke andar S.K Singh ki agwai me police bal hume bhagane aagaya humne kaha humare sathiyo ko chor fir hum jane ki socheng..................
Hum pr fir police ne bal pryog krna chaa pr hum dran ho gai ki jab tak humare sathiyo ko nahi chora jaiga hum yana se nahi jainge.................
Fir S.K .Sing ne humse kaha ki tum log ye jaghae khali kro to mai phon kr ke tumhare sathiyo ko churwa donga..................Humne kaha thik hai pahele humare sthiyo ko baher kre fir hum jaing..........Kareeb 10.15 min pr humari bat Gorakh Bhai se hui tab lag humare sathiy ko chora gaya..........................
MUJHE SIRF APNE UN SATHIYO SE BAHOT KHED HAI JO GHAR ME BAITHE RAHETE HAI ARU PHON PR KHABAR LETE HAI.
ARE UN LARKIYO KE BARE ME SOCHO WO AAP LOGO SE KAHI ACCHI HAI SARM KRO BESARMO WO AUR HUM APNI LARAI NAHI BALKI SB KI LARAI LAR RAHAE HAI.
HUMARA 2 DIN KA ANDOLAN SAFAL RAHA
Hum fir ja ke wapas huw.JAY TET
~ ~ Sanjay Mishra
**************************
‘अनुमति लेकर ही करें धरना’ -
लखनऊ। आदर्श आचार संहिता के तहत राजधानी में धारा 144 लागू है। बिना अनुमति धरना प्रदर्शन करना दंडनीय अपराध है। इसलिए जिला प्रशासन से अनुमति लेकर ही धरना प्रदर्शन करें। अगर, इसका कोई उल्लंघन करता है तो उसके खिलाफ कड़ी कार्रवाई की जाएगी। ये बात बुधवार को एडीएम पूर्वी आरपी सिंह ने प्रेसवार्ता में कही। वह हजरतगंज कोतवाली में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के धरना प्रदर्शन के संबंध में बोल रहे थे। उन्होंने कहा कि टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों की नतीजे के आधार पर काउंसलिंग कराने के संबंध में मुख्यमंत्री, मुख्य सचिव व सचिव बेसिक शिक्षा से बात हो चुकी है।
http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120531a_005163004&ileft=129&itop=357&zoomRatio=130&AN=20120531a_005163004
****************
jab petrol ki kimaton ko lekar lucknow me bhi dharna pradarshan hua tha tab ADM ki ye naseehat kahan gayi thi .. tab to unhone laathicharge nahi karwaya..... kya kaanoon sabke liye barabar hai.. ?
ReplyDelete